» Apney Aap Ko Sabse Aqalmand Samjhna,
» Jo Kaam Khud Sey Na Ho Sakey Wo Sabke Liye Naamumkeen Samjhna,
» Gunaah Iss Niyat Sey Karna Ke Chand Martaba Ker Ke Chor Doonga.
» Bekaari Me Aainda Ke Liye Khayali Pulao Pakaana Aur Kush Hona,
» Insan Ke Mutaliq Zahiri Shakal-O-Surat Dekh Kar Raay Qayam Karna,
» Apni Aamdani(Income) Se Ziyada Kharch Karna,
» Apney Walidain (Maa-Baap) Ki Khidmat Na Karna Aur Apni Aulaad Sey Khidmat Ki Ummeed Rakhna.
∗ Allah Ta’ala Aise Khatarnaak Galatiyon Se Humaari Aur Humare Emaan Ki Salamti Ata Farmaye.. Ameen !!!
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Kuch Khatarnaak Galatiyaan ….
Related Posts:
- Takabbur, Ghamand (Pride, Ego) Ka Behtareen Ilaaj .... ★1. Jab Apney Se Kum Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uske Gunaah Hum Se Kum Hai.!! ★2. Jab Apney Se Bari Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uski Nekiyan Hum Se Zyada Hogi.!! ★3. Jab Apney Se…
- Allah ka hukum sirf Mujhse Mango / Allah says that only ask… !!! Bismillah hir-Rahman nir-Rahim !!! ♥ Hadith-Qudsi: Allah Subhanahu ne farmaya Mujhse Raah mango, Mujhse khana mango, Mujhse kapda Maango, Mujhse bakshish Maango Abu Dhar (RaziAllahu anhu) se rivayat hai ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihey wasallam) se suna ki Allah taala ne farmaya: "Aye Mere Bando! mainey Zulm ko apney upar…
- Zakaat Ka Bayan Quraan Aur Hadees Ki Roushni Me !! ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Tum Me Se Kisi Ka Khajana Chitqabra Azdaha (A Kind Of Python) Ban Kar Aayega, - Uska Malik Uss Sey Bhagega Lekin Wo Usey Talash Kar Raha Hoga - Aur…
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Kis Ka Aamal Khalis Hai? ..... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Isa (Alaihay Salam) Se Hawariyon Ne Arz Kiya, "Kis Ka Aamal Khalis Hai? ..." Hazrat Isa (Alaihay Salam) Ne Farmaya : "Uss Ka Amaal Khalis Hai Jo Allah Ki Raza Ke Liye Aamal Kerta Hai Aur Usey Ye Baat Pasand Nahin Hoti Ke Uske Aamal Per Uss…
- Teen (3) Jagahon Me LogoKo Kuch Yaad Na Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ba-Allah! 3 Jagahon Me Logon Ko Apne Siwa Kuch Yaad Nahi Hoga!" (1) Jab Mizaan-e-Adal (Tarazu) Rakha Jayega Aur Amaal Toley Jayege, Log Sab Kuch Bhool Ker Yeh Dekhenge Ki Unki Nekiyan Kum Hoti Hain Ya Zyada ,... (2) Naam-e-Amaal Diye…
- Jo Kisi Musalman ke Aib Chupayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Kisi Musalman Ki Parda-Poshi Karega (Aib Chupayega) Allah Ta'ala Duniya Aur Aakhirat Me Uski Parda-Poshi Farmayega. *Allah Subhanahu Ta'ala Uss Bandey Ki Madad Me Rahta Hai Jab Tak Banda Apney Bhai Ki…
- Gibat Karne ka Gunah aur Azab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya: “Jab Mujhe Meraaj Karaayi Gayi tou Mera Guzar Ek Aisi Qaum Par Hua Jin Ke Naakhoon Taambey (Nails of Copper) Ke They Jo Apne Chehron aur Seenon (faces & chests) Ko Chhil (Scratch)…
- Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain ... Hadees of the Day Halaal aur Haraam ke Darmiyan Shuba Waali Cheeze hain Numan Bin Bashir (R.A) se riwayat hai ki,Mai ne Rasool'Allah (ﷺ) se suna ki - "Halaal aur Haraam Khula hua hai aur Inn Dono ke Darmiyan kuch Cheezein Shuba (Doubtful) waali hain Jinko bahut se Log nahi…
- Allah ki Raah me Kharch Karne ki Fazilat Hadees of the Day ✦ Allah ki Raah me Kharch Karne se Maal kum nahi hota Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya ki, Allah Subhanahu Ta'ala farmata hai "Aye Aadam ke Betey! Kharch kar ki Mai bhi Tujh par kharch Karunga" aur Rasool'Aallah (ﷺ) ne farmaya "Allah ka Haath (Dast-e-Qudrat) bharaa hua…
- Jab Tak Tumhara Itraana Aur Ghussa Karna Baaki Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tak Tumhara Itrana Aur Ghussa Karna Baaki Hai, Apney Aap Ko Ahal-e-Ilm Me Shumaar Na Karo. - Shaykh Abd-Ul-Qadir Jilani(Rehmatullah Alayh)
- Taziya Mamnu' Hai, Sharah Me Kuch Asal Nahi .... Hazrat (Alaihi Rahamtulah) Rizwaan Ne Bhi Mahe Muharram Me Kiye Jaane Wale Burey Kaamo Ki Sakht Muzammat Farmaayi Hai, Aap Tahereer Karte Hai: "Taziya Mamnu' Hai, Sharah Me Kuch Asal Nahi Aur Jo Kuch Bida'at Unn Ke Saath Ki Jaati Hai Sakht Najayaz Hai, Taziya Par Jo Mithaai Chadhayii Jaati…
- Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: “Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo Jitni Jaldi Tum Allah Se Apney Liye Muafi Ki Ummid Rakhte Ho”. - Hazrate Umar-e-Farooq (RaziAllahu Anhu)
- Imanwale tou Apne Parwardigar par Bharosa Rakhte Hai ... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Logon) Tumko Jo Kuch (Maal) Diya Gaya Hai Woh Duniya Ki Zindagi Ka Chand Roz Saajo-Saaman Hai Aur Jo Kuch Allah Ke Yaha Hai Woh Kahi Behtar Aur Paaydar Hai (Magar Yeh) Khaas Unn Logo Ke Liye Hai Jo Emaan Laaye Aur Apne Parwardigar Par…
- Gunahgaar Bohot Jald Apney Kiye Ki Sazaa Paynge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! (Aye Logon !) Tum Zahiri (Khule Aam) Aur Chup Kar Kiye Janey Waley Sab Gunaah Chorh Do, Beshaq Jo Log Gunaah Kartey Hain Anqareeb (Bahut Jald) Apne Kiye Ki Sazaa Payengey. - (Surah Al-Anaam (6): Ayat-120 : @[156344474474186:])
- Paigam-e-Haq Logo Tak Pohachaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mera Paigham Logon Tak Pahuchao Chahe Ek Hi Aayat Ho, - Aur Jisney Mujh Par Janbujh Kar (Intentionally) Jhoot Bola Usey Jahannum Me Apney Thikane Ke Liye Tayyar Rehna Chahiye". - (Sahih…
- Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya Tou Usey Chahiye Ki Apna Roza Puraa Karey - Kyonki Usey Allah Ne Khilaya Aur Pilaya Hai." - (Sahi Bukhari, Vol 3, Hadith no.1933)
- Marhum(Dead) ki taraf se bhi Khairaat diya karo ✦ Mafhum-e-Hadees: Umme Aayesha (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ki, Ek Shakhs Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se pucha ki "Meri Maa ka Achanak Inteqal ho gaya aur mera khayal hai ki agar Unhein Baat karney ka Mouka Milta tou wo kuch na kuch Khairaat karti! agar mai unki taraf…
- Aye Imanwalo! Ek Ho Jao ! Nek Ho Jao ... Allah Rabbul Izzat Apney Mukkadas Qalaam Quraan Me Farmata Hai – ♥ Al-Quraan: Beshaq Jo Log Apne Deen Ke Tukde Tukde Kar Chukey Hai Aur Firqo Firqo Me Taqsim Ho Chukey Hai Unn Logon Ke Sath (Aye Nabi Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Aapka Koi Ta’alluq Nahi, Unka Mu’amla Tou Sirf…
- Apne Parwardigar Se Daro Aur Uss Din Ka Khauf Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Logon Apne Parwardigar Se Daro Aur Uss Din Ka Khauf Karo Ke *Na Tou Baap Apne Betey Ke Kuch Kaam Aaye Aur Na Beta Baap Ke Kuch Kaam Aa Sake. *Beshak Allah Ka Waada Saccha Hai Bas Duniya Ki Zindagi Tum Ko Dhokey Me Na…
- Islamic Quiz 138 Wo Kounsa Amal hain jisko Dajjal se bhi Zyada Khatarnaak kaha gaya hain? A. Maal hote huye bhi Zakat Na Dena B. Amanat mein Khayanat Karna C. Kisi ka Aib Zahir karna D. Shirk-e-Khafi (Chupa hua Shirk) GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Shirk-e-Khafi…
- Zaalim Duniya Me Hi Mazlum Se Muafi Mang Le ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Jisney Apney Kisi Bhai Par Zulm Kiya Ho Tou Usey Chahiye Ki Iss Se (Duniya Me) Muaf Kara Le, Kyunki Aakhirat Me Dinar Aur Diraham (Rupye Paisey) Nahi Hongey, Iss Se Pahle (Muaf Karwa Le Warna) Uskey Bhai Ke Liye Uski…
- Geebat Karney Walon Ka Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Mujhe Meraj Ata Ki Gayee Tou Uss Raat Mera Guzar Ek Qoum Par Se Hua Jinkey Nakhun Taanbey(Copper) Ke They Aur Wo Un Nakhuno Se Apney Chehrey Aur Seeney Ko Khurach…
- Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan Uss Ki Izzat Ki Jati Ho Tou, Allah Uss Ko Uss Jagah Zaleel Karega Jahan Uss Ko Allah Ki Madad Ki Zaroorat Hogi". - (Abu Dawood, Jild 3, Hadis No-1455) # Sabaq:…
- Paanch (5) Waqt Ke Namazo Ki Misaal ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Ek Din Irshad Farmaya - "Batlaao! Agar Tum Me Se Kisi Ke Darwaze Per Neher Jari Ho Jis Me Rozana Panch (5) Dafa Wo Nahata Ho Tou Kya Uss Ke Jism Per Kuch Mail Baaqi Rahega ?"…