✦ Hadith :Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge
RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya:
“Namaz teen hisso mein taqseem hai Pakeezgi ek tihayee hai aur ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee hai
Jisne Iss tarha adaa kiya to uski namaz qubul ki jaegi aur uske sare aamal qubul honge aur jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge.”
Namaz kisi bhi Haal mein Muaf nahi Namaz kisi bhi Haal mein Muaf nahi Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Khade ho kar Namaz padha karo, Agar Uski bhi Taaqat na ho to Baith kar aur Agar uski bhi na ho to Pehlu ke Bal Let kar padh lo.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 1117
Kisi Aurat ko Uske Shohar ke Khilaaf Bhadkaana kaisa? Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: "Woh Shakhs Hum Mein se Nahi hai Jo Kisi Aurat ko Uske Shohar ke Khilaaf Ubhaare." 📕 Sunan Abu Dawood, Hadees: 2175 Sahih
Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta: Hadees Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Tumhara Rab bahuth Ba'haya aur Kareem hai, jab uska banda uske Saamne apne dono haath Uthata hai tou Unhen khali Lautate huye Usey apne bande se haya Aati hai." 📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 1488-Sahih WAJAHAT: Iss Aahadees me Haya se murad Allah Apne bando ki koi bhi fariyad (Dua) zaya nahi karta, jiske talluk se ek aur riwayat me aata hai ke - Hadees: Allah…
Lout Aao Apne Parwardigaar Ki Taraf aur Uske… Aaj Ummat-e-Muslima Me Jitney Bhi Ikhtelafat Nazar Aa Rahe Hai Uski Asal Wajah Yahi Hai Ke Nauzubillah! Humne Allah Ki Kitaab Aur Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnato Ko Chorr Diya, Natijatan Hum Gumraahi Ke Daldal Me Fanstey Chaley Gaye,.. Aur Zalim Hukumra Humpar Musallat Hotey Rahe ,.. Mere Azeezo! Bhaley Hi Hum Fikri Ikhtelafat Ki Buniyad Par Aaj Firqo Aur Jamato Me Batt Chukey Ho, Lekin Deen Humara Islam Hi Hai, Aur Shariyate Islamiya Bohot Hi Pakiza Shariyat Hai…
Namaz ka tark karna Kufr ka Elaan hai - Namaz… ✦ Hadith: Jaabir (R.A) riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: ‘Aadmi aur Shirk o Kufr ke darmiyan fark karne wali cheez Namaz hai.’ (Muslim: al Eman 82) Is ka mtalab ye hai ke Islam aur Kufr ke darmiyan Namaz deewaar ki tarha hai. Doosre lafzo’n me namaz ka tark(chorna) Musalman ko Kufr tak paho’nchane wala amal hai. ✦ Hadith: Bareeda (R.A) riwaayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: ‘Humare aur Munafiqo’n ke darmiyan ahad namaz hai. Jis…
Namaz-e-Asar ki Ahmiyat: Jiski Namaz Asar Qaza Ho Gayee Uska Jiski Namaz Asar Qaza Ho Gayee Uska Hadees: Abdullah Bin Umar (R.A) se riwayat hai ki - RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jiski Namaz-e-Asar Qaza ho Gayee (Yaani nahi padi Uski Misaal aisi hai ke) Uska Ghar aur Maal Sab Loot gaya." 📕 Sahih Bukhari, Namaz Ke Waqton Ka Bayan: Hadees 553
Islamic Quiz 301 : Agar Kisi cheez ko Aad (sutra)… Agar Kisi cheez ko Aad (sutra) bana kar Namaz padh rahe ho phir bhi Koi bich me se Guzarne ki koshish karey toh kya karna chahiye ? | A). Namaz tod kar phir se parhni chahiye, B). Namaz Mukammal karke Dohrani chahiye, C). Guzarne wale ko rok dena chahiye, D). Kuch nahi karna chahiye
Jab Log 4 Kism ke Gunaaho me mulawwis honge ✦ Mafhum-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai – 1). Kisi Qoum me Behayayi is Qadar Fayl jaye ke wo Khullam Khulla iska irtiqaab shuru kar dey tou Allah inko Tawoon(Epidemic Disease) ki Bimaar me mulawwis kar deta hai aur aisi bimariyo me Allah mulawwis karega jo is se pehle tumne kabhi nahi suni hongi. (Tawoon se Muraad aisi Bimariya jisme sekdo logo ki mout ek sath aajati hai.) Subhan’Allah ! Aaj behayayi ka kya muamla hai, bataney…
Koshish Kinn Logo Ki Kaqbool Hogi ? .... Allh Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Irshad Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Shakhs Duniya Chahta Ho Tou Hum Usey Jis Qadar Chahtey Hain Jitna Chahte Hain Jaldi De Dete Hain, Phir Uskey Liye Jahannam Tayyar Kar Rakhi Hai Jisme Wo Zaleel Aur Khawar(Disgraced And Rejected) Hokar Rahega. Aur Jo Shakhs Aakhirat Chahta Ho Aur Uske Liye Munasib Koshish Bhi Karta Ho Aur Wo Momeen Bhi Ho Tou Aise Logon Ki Koshish Maqbool Hogi". - (Surah 17 Al-Isra,…
Aurat Apne Shauhar ke Ghar aur Uske Bacchon ki Zimmedar hai Aurat ki Zimmedari RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Aurat Apne Shauhar ke Ghar aur Uske Bacchon ki Zimmedar hai aur Usse Unke Baare me Poocha Jayega.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees : 7138📕 Sahih Muslim, Hadees : 1829
Aye Hamare Rab! Humse Woh Bojh Na Uthwa Jiski Humein… Qurani Dua for Strength and Mercy in Hard Times🌙 Surah Baqarah 2:286 – A powerful reminder of Allah’s mercy ✨ Qurani Dua (Arabic with Roman Urdu Translation) Arabic: رَبَّنَا وَلَا تُحَمِّلْنَا مَا لَا طَاقَةَ لَنَا بِهِ ۖ وَاعْفُ عَنَّا وَاغْفِرْ لَنَا وَارْحَمْنَا ۚ أَنتَ مَوْلَانَا فَانصُرْنَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِينَ Transliteration: "Rabbana wala tuhammilna ma la taqata lana bihi wa'fu anna waghfir lana wairhamna anta mawlana fansurna 'alal-qawmil kafireen" (Surah Baqarah 2:286) 🕌 Roman Urdu Tarjuma (Translation) "Aye Hamare Rab! Humse…
Musibate Aksar Humare Hi Aamal Se Aati hai ,... # Allah Raabul Izzat Mushriko Ki Hatdharmi bayan Karte hue Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Jab Mushriko se Kaha Jaye Ki Allah Ke Utare(Hidayat) Par Chalo Tou Kahenge: Hum Tou usi pe Chalenge Jis Par Humne Apne Baap-Dada ko Paya, Agar Che unke Baap-Dada Na Kuch Aqal Rakhte Ho Na Hidayat" - [Surah(2)Baqrah; Aayat-170] - @[156344474474186:] *Afsos Ki Baat Hai Ke Aaj Humara Bhi Muamla Kuch Aisa Hi Hai Ke – - Hum Bhi Apne Aaba-o-Azdad Ke…
Allah ke siwa koi Mabood nahi Allah ke siwa koi Mabood nahi Allah Ta'ala Quran me farmata hai: "Allah ke Sath kisi aur ko Mabood na Pukaarna, Uske Siwa koi Mabood nahi." 📕 Surah Al-Qasas 28:88 Allah hi har Cheez ka paida karnewala hai “Logo! Wahi Allah tumhara Parwardigar hai uske siwa koi mabood nahi, wahi har Cheez ka paida karnewala hai, to usi ki Ibadat karo wahi har cheez ka Nigehbaan hai” 📕 Suran Al-Anam 6:102 Allah hi har Cheez par Qadir hai "Wohi Allah…
Uski 40 Raaton tak Namaz Qabool nahi hogi Uski 40 Raaton tak Namaz Qabool nahi hogi Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: "Jo Shakhs kisi Ghaib ki khabrein sunaane waale ke paas aaye aur us se kisi cheez ke baare me puche to 40 Raaton tak uss shakhs ki Namaz Qabool nahi hoti." 📕 Sahih Muslim; Hadees 2230 (5821)