Jis se Log Bhalai ki Umeed Na rakh paye wo Sabse Badtareen hai

Jis se Log Bhalai ki Umeed Na rakh paye wo Sabse Badtareen hai

♥ Mafhoom-e-Hadees (Roman Urdu)

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya:

“Tum mein sabse badtareen shakhs wo hai, jisse log na bhalaai ki umeed rakhein, aur na hi uske shar se mehfooz ho.”

📕 Tirmizi, Hadees : 2263


♥ मफहूम-ऐ-हदीस (Hindi)

अबू हुरैराह (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है कि रसूलअल्लाह ﷺ ने फ़रमाया:

“तुम में सबसे बद्तरीन शख्स वो है, जिससे लोग भलाई की उम्मीद न करें और उसके शर्र से महफूज़ न हों।”

📕 तिरमिज़ी: 2263


👉 Lesson / Paighaam:
Insaan ki asal achhai tab hai jab log us se faida ki umeed rakhein aur uske nuqsan se mehfooz rahen.

WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Leave a Reply