♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Bhala Jis Insan Ka Sina Allah Ne Islam Ke Liye Khol Diya Hai
Bas Wo Apne Rab Ki Taraf Se Aaye Hue Noor Ki Roshni Me Hai,.
Ab Jin Logon Ke Dil Allah Ke Zikr Se Bhi Asar Nahi Karte,
Un Ke Liye Badi Kharabi hai,
Aise Hi Log Khuli Hui Gumrahi Me Hai ,..” – [Surah(39) Zumar; Aayat(22)]
Har taraf phaili hui Qatlo Garat giri me… Har taraf phaili hui Qatlo Garat giri me ibadat karna kaisa? Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai: "Har Taraf Phaili hui Qatl-o-Ghaarat giri mein Ibaadat karna Meri taraf Hijrat Karne ki tarah hai." 📕 Sahih Muslim, Hadees: 2948 (7400)
Islamic Quiz 325 : Kounsi 2 chamakti hui… Islamic Quiz 325 : Wo Kounsi 2 chamakti hui Surah hain jo Qayamat ke din uske padhne walo ke saath is tarah aayengi jaise 2 Baadal ya 2 Saaye ho ?
Islamic Quiz 185 : Meraj ke Mauqe par Nabi… Meraj ke Mauqe par Nabi (ﷺ) ka Guzar Aise Logo ke paas se hua Jinke Nakhun Tambe ke they aur wo Apne Nakhuno se Apne Muh aur Seene ko Noch rahe they ye Log koun they? | A. Sharab peene…
Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Roman Urdu ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: ❝ Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare Rab Hum ko iss Duniya me hi de de, Aise Logon ka Aakhirat me koi hissa nahi hai…
Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise… Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Hadees: Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa…
Log Chahte hai ke Musalman Jaahil Rahe Hadees: Abdullah-Bin-Umro-Bin-Aas (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai Ke,Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Hajjatul Wida Ke Din Khutba Diya Aur Farmaya – Pohcha Do Logon Tak ! Agar Ek Aayat Bhi Maloom Ho Tou”📚 SAHIH BUKHARI, JAMI` AT-TIRMIDHI 2669 Subhan’Allah!! Jaahir si baat…
Kya tum ye Khayal Karte ho ke Aise hi… Allah ki Madad Qareeb hai "Kya tum ye Khayal Karte ho ke Aise hi Jannat me Chale Jaoge ? halaan ke ab tak tum par wo halat nahi aaye jo tumse pehle logo par aaye they,Unhe Bimariyan aur Musibato ne…