Shab e Meraj ka Waqia aur Humari Bidatein by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=QbCyTqPWUeI Shab e Meraj Ka hakiki Waqia kya hai?, isme Ummate Muslima ko kounsa tohfa mila , aur isme Kiye jaane wale amaal kis hadd tak Sunnat se sabit hai? tafseeli jankari ke liye is video bayan ka jarur mutala karey, aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. jazakAllahu khairan kaseera. History Shab e Meraj, Shab e Meraj in Urdu, Shab e Meraj In Quran, Shab e Meraj Namaz, Shab e Meraj Ka Waqia
Takabbur aur Dikhawe Wale Aamal se Bacha karo ۞ Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se marwi hain, Unohne Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Arz kiya "Mujhe Wasiyat Farmayiye"! *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : "Pakeeza Hunar Ikhtiyar kar, Nek Amal kar, Allah Ta'ala se Har Din ki Rozi Talab Karta Reh aur Apne Aapko Murdon me Shumaar kar! aur Har Insan ke liye Zaruri Hain ki Wo Apne Nek Aamaal par naa itrayen, Kyonki Yeh Aamaal ke Liye Ek Azeem Halaqat Hain! Aisa Aadmi Amal Karke Allah…
Kisi Muslman ko Kafir na kaho warna kehne wale par… Kisi Muslman ko Kafir na kaho warna Hadees: Ibn Umar (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Jo Shakhs apney (Musalman) bhai ko Kafir keh kar pukare tou dono me se Ek par Kufr aa Jayega, Agar wo shakhs jisko usney pukara wo Kafir hai tou khair (Kufr uss par rahega) warna pukarney waley par laut aayega." 📕 Sahih Muslim, Vol 1, Hadees: 316 ✦ Sabaq: Yaad rahe ke kisi bhi Muslman ke koi Gairsharayi amal ko dekhkar…
Jhooth se bacho! jhooth burayi ki taraf le jata hai… Hadees of the Day Jhuth se bacho! Jhuth burayi ki taraf le jata hai Abdullah ibn Masood (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jhooth se bachte raho kyunki jhooth burayee ki taraf le jata hai aur burayee jahannum ki taraf, agar koi aadmi jhooth bolta hai aur musalsal jhooth bolta rahta hai to Allah ke yahan kazzab (jhootha) likh diya jata hai aur sach bolna tum par lazim hai kyunki sach neki ki taraf le jata hai aur…
Zakat Saqda aur Fitre ke Masail Adv Faiz Sayed https://www.youtube.com/embed/FROFzZoA9To 01. Zakat Sadqa aur Fitre me Kya Farq hai02. Zakat Ka Nisab Kya hai aur Kab Di Jayengi03. Zakat Kisko De ?04. Kya Aurat ko Apne Zewar ki Zakat Dena Padegi agar Sohar Na de tou05. Khawateen - Aurat - Women Zakat Kaise De Jabke Wo Kamti Nahi Hai06. Kya Syed ko Zakat De Sakte Hai07. Fitra(Sadqe Fitr) kaise dena Chahiye08. Sadqa e Fitr Koun de Kab de aur kisko Dena Chaiye09. Zakat Koun de aur Kitni de -…
Misali Miya Biwi | Characterstics of Exemplary… https://www.youtube.com/watch?v=C7adC0jH05A Misali Miya Biwi Characterstics of Exemplary Husband & Wife Miya biwi ke liye behtareen Misaal kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye aayiye is Bayan ka mutala karte hai, baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. jazakAllahu khairan kaseera. miya biwi ke huqooq, sohar aur biwi ke huqooq, khawind aur biwi ke huqooq, how a wife should be, how a husband should be, righteous husband and wife, miya biwi kaise hona chahiye,…
5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by Adv Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=O2bmfwn30MY 5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed People also search as 5 time Namaz Chart in Hindi, Namaz Rakat Sunni Bayan, Urdu me Namaz ki timing, Namaz ka azab, Namaz ka bayan, Namaz ki karamat, Namaz ki fazilat, Namaz ki ahmiyat, Namaz ki barkat, Namaz ki niyat, Faiz syed Namaz…
Halala ka Nikah karne wale ka Gunaah (Halala karne… Halala ka Nikah karne wale ka GunaahHalala karne wale par Allah ki Lanat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Halala aise Nikah ko kehte hai jisme koi aadmi 3 Talaq waali aurat se sirf Talaq ki niyat se Nikah aur Sohbat karta hai taaki woh Aurat pehle Shohar ke liye halal ho jaye. Yaani Galati Mard kare aur Saza Aurat bhugtey, ye kounsa deen hai ? agar aap tehkik karo tou Jaan jaoge ke ye Jahilo ki deyn hai. Halala Karna aur karwana…
Duniya se Mohabbat ke Nuqsaanat by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=w2W4FIIh4d8 Duniya se Mohabbat ke Nuqsaanat Dunia ki mohabbat aaj insan ke har kism ke Gunaah ka bayeens hai, jabki ye akahirat ke aitbar se bohot khassara uthane wali cheez hai ,.. iske talluk se tafseeli jankari ke liye aayiye is bayan ka muta'ala karte hai. Baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. - JazakAllahu khairan kaseera !
Sunnat aur Bidat (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Sunnah meaning in urdu, types of sunnah, what is the sunnah, sunna definition, sunna islam, examples of bid'ah in islam, bidah in islam hadith, bidah in islam pdf, what is bidah islamqa, bid'ah hasanah hadith, hadith about bidah in arabic
Rozi me Barkat ka Wazifa - Rizq Ki Kunjiyan by Adv.… https://www.youtube.com/watch?v=zbmkExcOzIA Rozi me Barkat ka Dua / Wazifa Rozi Me Barkat lane ka sharayi tareeka kya hai aur Rizq Ki Kunjiyan kya hai iske bare me tafseeli jankari ke liye is Bayan ka Mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. jazakAllahu khairan kaseera. rozi me barkat ki dua, kushada rizq ki dua, rozi rizq ki dua, rizq mein kushadgi ki dua, umar darazi ki dua, rizq mein kushadgi ka wazifa, rizq ki kunjiyan
Nafsiyati Bimari ka Ilaj : Quran wa Sunnat ki Roshni… https://youtu.be/PcMfUR3YYDE Nafsiyati Bimari ka Ilaj : Quran wa Sunnat ki Roshni me Nafs ki Bimariya kya hai? iska Ilaj Qurano Sunnat me kis tarha wajeh hai ? Aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye ek ibratnaak wakiye par gour karte hai,.. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera.
Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam aane wale… Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya "Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki Raah me Jihaad karne wale ke barabar hai, ya Raat bhar Ibadat aur Din bhar Roza rakhne wale ke barabar hai." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 6006