♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam)!
Aap (Inn Mushrikeen Se) Poocho Ke –
*Tumko Aasman Aur Zameen Me Rizq Koun Pahunchata Hai,
*Ya Tumhare Kaano Aur Aankho Ka Maalik Koun Hai
*Aur Jaandar Ko Bejaan Se Aur Bejaan Ko Jaandar Se Koun Nikalta Hai,
*Aur Tamaam Kaamo Ka Intezaam Koun Karta Hai,
*Wo Jhatsey Kahenge Ke (Ye Sub Kaam Karne Wala) Allah Hai.
*Tou Unn Se Poocho Ke Phir Tum (Allaah Se) Darte Kyon Nahi”.
– (Sureh-Yunus: Aayat:31)
Home / Quran ki Nasihat / Jaandar Ko Bejaan Se Koun Nikalta Hai …..
Related Posts:
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Tawheed aur Shirk ki Haqeeqat Content TAWHEED Tawheed-e-ruboo’biat Tawheed Ulu’hiat Tawheed Asma’sifaat SHIRK Shirk ke Nuqsanat Shirk Karne wale ko Uske Nek Aamal fayda nahi denge Kya Musalman bhi Shirk kar sakta hai? Kya Qabr-Parasti ko Bootparasti kaha jayega? Mushrikeen Makka Gairullaah Ki Ibadat kyon kiya karte ? Wajahat ۞ TAWHEED Tawheed ka matlab hai…
- Kamiyab Koun Hone Wale Hai ? .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Tumhe Aisa Mahoul Ikhtiyar Kar Lena Chahiye, Jo Neki Ki Aur Bhalayi Ka Hukm De Aur Burayion Se Rokte Rahe, Jo Log Yeh Kaam Karenge Wo Hi Kamiyab Hone Waley Hai". - [Surah Al-Imran(3): Aayat-104] Amr Bil Maroof Wa Nahi Anil Munkar
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Kya Mushrikeen Bejaan Booto ko Poojte they? Kya Mushrikeen Bejaan Booto ko Poojte they? Jawaab: Buto ii Haqeeqat Hazrate Ibn-e-Abbaas (R.A) bayaan karte hai. Qaum-e-Nooh (Alaihay Salam) ke Buth (Bad, Suvaa’a, Yagus, Yaooq aur Nasr) Nek Log they, Jab Faut ho gaye tou Shaitaan ne Unn ke Qaum ko Gumraah kiya ki ye Nek log jaha baitha…
- Jannati Koun ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Jannati Wo Hain) Jo Kehte Hai Ke Aye Hamare Rab! Hum Emaan Laa Chuke Iss Liye Hamare Gunaah Muaf Farma Aur Hume Aag Ke Azaab Se Bacha. Jo Sabr Karne Wale Aur Sach Bolne Waale Aur Farmabardari Karne Waale Aur Allah Ki Raah Me Kharch…
- Scholarship Lena Kya Durust Hai aur Agar Haan Tou Koun Uska… Scholarship Lena Kya Durust Hai Aur Agar Haan To Koun Uska Fayda Uthai By Adv. Faiz Syed Is it permissible to use scholarship money
- Yeh Deen Aalami Aman Ke Liye .... » Quraan Kiske Liye ? - Iss Deen Ka Yeh Sharf Hai Ke Iska Rab Rabbul Aalmin Hai, Iski Kitaab Quraan Ka Ye Sharf Hai Ke Dunia Ki Koi Kitab Yeh Nahi Batati Ke Wo Kiske Liye Aayi Hai ? Bhejne Wala Koun Hai ? Kaha Jayegi ? Kya Muamla…
- Muashre me Bigaad aur Islah ke Zimmedar Koun by Sis. Qamar… Aaj Ummate Muslima kyu aise Muashre me jee rahe hai jisme beinteha Bigaad aa chuka hai aur iske Islah ke Zimmedar Koun hai ? tafsili jankari ke liye behan Aalima Mohtarma Qamar Tafheem ke is bayan ka jarur mutala karey,. Video Dekhe:
- Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Beshak Ek banda Allah ki Razamandi ke liye ek baat Zuban se nikalta hai usey woh koi Ahmiyat bhi nahi deta lekin iski wajah se Allah iskey darjaat buland kar deta hai,.. is tarah…
- Apni badhai aur taarif na kiya karo Kyunki Allah ko malum… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahih Muslim me Zainab Binte Abi Salma (RaziAllahu Anhuma) se marvi ki, Unka naam badah (Nekokar) tha, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai,…
- Ramzan ki Fazilat: Part 3 2. Nuzul-e-Quraan ke liye iss Mahine ka Intekhab kiya: Iski dusri sabse badi fazilat ye hai ke Allah Rabbul Izzat ne iss Mahine ka Intekhab apni aakhri kitab Qurane Majid ko nazil karne ke liye kiya. Andaza lagaiye kitni aham baat hai ye ke 'Allah Rabbul Izzat ne apna aakhri…
- Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
- Agar Allah apne Bando ki Nafarmaniyo par unhe Pakad Leta ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Aur agar Allah apne Bando ki Nafarmaniyo par unhe Pakad Leta to Zameen par kisi ek Jaandar ko baaki na rakhta, magar Allah tou ek Muqarrar wakt tak un sabko mohlat deta hai fir unka wah Wakt aa pahuchega tou Na ek Ghadi pichey hat sakte hai…
- Quraan-e-Kareem ..... ♥ Quraan-e-Kareem ♥ 22 Saal, 2 Maah, 22 Din Me Nazil Hua aur Isme Siparey → 30 Sajdey → 14 Manzil → 7 Surtein → 114 Makki → 86 Madni → 28 Ruku → 540 Aayat → 6236 Huroof → 323760 Zabar → 53243 Zer → 39582 Pesh → 8804…
- Fazail-e-Quraan: Part 2 ✦ Quran ki Sabse Badi Fazilat: Quran-e-Kareem Puri Insaniyat ke liye Sabse badi aur Sabse Azeem Nemat hai , Iski ek Sabse badi Fazilat yeh bhi hai ke jis raat ye Kitab nazil hui uss raat ki Ibadat ko Allah Rabbul Izzat ne Hazar(1000) mahino ki ibadat se Jyada Afzal…
- Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Do Aye Ahl-e-Kitab! (Jews And Christians) Se Ek Baat Ki Taraf Aa Jao Jo Hamare Aur Tumhare Darmiyan Barabar Hai Ki Allah Ke Siwaye Aur Kisi Ki Bandagi Na Karey Aur Kisi Ko Uska Sharik Na Thahrayein Aur Allah Ke Siwa Koi Kisi Ko…
- Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo Allah ke siwa aise shakhs ko pukare jo usey Qayamat tak jawab na de?” – (Roman Urdu; Quran; Surah Kahaf 46:05) “और उस शख़्श से बढ़ कर कौन गुमराह हो सकता है जो अल्लाह के…
- Kya Quraan Mushkil Kitab Hai ? » JAWAAB: Log Allah Ki Hidayat Se Door Rahe Isliye Mafadparsto ne Shariyate Islamiya me Beshumar Tawhaam Gadhey , in me se Ek Ye Bhi hai Ke Quraan Bohot Mushkil Kitab hai, Lihaja Aam Log Isey Samjh nahi Saktey ,.. Tou Aayiye Dekhte Hai Ke Allah Rabbul Izzat Is Talluk…
- Fazail-e-Quran: Part 3 Iss Unwan me Quran ke Fazail ke taaluk se Hum chand Ahem Fazilate aapke samne rakhne ki koshish karenge jo Duniya ki Zindagi, Qabr ki Zindagi aur Aakhirat me Fayde ka bayis hongi. Aur Isko chorrne se Duniya me, Qabr me aur Aakhirat me kya-kya nuqsaan hoga ? , wo badi-badi…
- Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Kamiyab Aurat koun by Sis. Ahmadunnisa Sahiba Kamiyab Aurat ki Pehchan Kamyab aurat in islam, kamyab aurat ki pehchan, Kamyab Aurat Koun? by Sis. Ahmadunnisa Sahiba https://www.youtube.com/watch?v=viX14Cg4D_0
- Allah Ne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar .... Rabbe Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Irshad Farmata Hai Ke, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bilashuba Usne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar Aur Khoon Aur Suwar Ka Gosht Aur Wo Jaanwar Jis Par Allah Ke Siwa Kisi Aur Ka Naam Pukara Jaye, Albatta Jo Shakhs Majboor Hojaye (Aur Haraam Cheez Khale)…