Islamic Quiz 228 : Zil-Hijjah ka Chand dekhne ke baad Qurbani ki Niyat rakhne wale ko Kya karne se Mana farmaya hai?

Islamic Quiz 228 : Zil-Hijjah ka Chand dekhne ke baad Qurbani ki Niyat rakhne wale ko Kya karne se Mana farmaya hai?

Islamic Quiz 228

Zil-Hijjah ka Chand dekhne ke baad Qurbani ki Niyat rakhne wale ko Kya karne se Mana farmaya hai?

Options Are 👇

A. Safar Karna

B. Baal aur Nakhun Katna

C. Roze Rakhna

D. Sahih Jawab ka Intezar

Sahih jawab hai : Option ( B )

✅ Baal aur Nakhun Katna

Zil-Hijjah ka Chand dekhne ke baad Qurbani ki Niyat rakhne wale ko Baal aur Nakhun Katne se mana farmaya hai.

Daleel :

Nabi (ﷺ) ka farmaan hai:

“Jab tum Zil-Hijjah ka chaand dekh lo aur tum mein se koyi shakhs Qurbani karne ka irada rakhta ho to woh apne Baalon aur nakhuno ko (na kaate) apne haal par rehne de.”

📕 Sahih Muslim: 1977


Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish

Subscribe to get the latest posts sent to your email.




WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Comment