Contents
Islamic Quiz 169
Wo Koun hain Jiske baare me Nabi (ﷺ) ne farmaya “Iski Baddua se Darte rehna Iske aur Allah Taala ke darmiyan koi Parda nahi hota?”
A. Ghareeb ki Baddua
B. Dost ki Baddua
C. Mazloom ki Baddua
D. Sahih Jawab Ka Intezaar
Islamic Quiz 169 : Wo Koun hain Jiske baare me Nabi (ﷺ) ne farmaya “Iski Baddua se Darte rehna Iske aur Allah Taala ke darmiyan koi Parda nahi hota?”
Sahih jawab hai : Option ( C )
✅ Mazloom ki Baddua
Mazloom yaani jispar Zulm hua woh shakhs
Daleel :
Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Maaz (R.A.) ko
Jab Yemen bheja toh Aap ne Inhe hidayath farmayi ke:
“Mazloom ki Baddua se Darte Rehna ke Iske aur Allah Taala ke Darmiyan koi Parda nahi hota.”
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.