Islamic Quiz 201 Pyare Nabi (ﷺ) ne Sab se Zyada Kis ke Saath Husn-e-Sulook Karne ka Hukm diya hain? A. Maa B. Biwi C. Beti D. Neik Dost GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Maa Daleel : ۞ Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke Ek Martaba Nabi-e-Karim (ﷺ) ki Khidmat me Ek Shakhs ne Aa kar Puchha: Ya RasoolAllah (ﷺ) Mere Husne Suluk ka Zyada Haqdaar Koun hai ? RasoolAllah ﷺ ne Jawab diya: Teri Walida (Maa),Us Shakhs ne (Dusri Baar) Puchha: phir koun ? Aap (ﷺ) ne Jawab diya Teri Walida (Maa),Usne (Tisri Baar) puchha:…
Download Ummat-e-Nabi Official Android App Assalamo Alaikum Wa Rehmtullhi Wa Barkatuhu ! kindly download our Ummate Nabi official Android app for huge islamic post collection in roman urdu, hindi & english. - ummat-e-nabi.com/home Team Features: › Islamic News › Islamic Quiz › Islamic Naat & Video Bayan › Daily Hadees & Quranic Verses Notification on Mobile. › Hadith Collection in Urdu & Hindi › Masail in the light of Qurano Sunnat Android App ♥ In'sha'Allah ! Upcoming Features: › Tafseer ibn Kaseer in Roman Urdu › Halal Job › Islamic Matrimonial
Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Aur Uss Shakhs se badh kar koun Gumraah ho sakta hai jo Allah ke siwa aise shakhs ko pukare jo usey Qayamat tak jawab na de?” – (Roman Urdu; Quran; Surah Kahaf 46:05) “और उस शख़्श से बढ़ कर कौन गुमराह हो सकता है जो अल्लाह के सिवा ऐसे शख़्श को पुकारे जो उसे क़यामत तक जवाब ना दे?“ – (हिंदी अनुवाद; कुरान; सुरह कहफ़ 46:05) “And who is more astray than one who invokes besides Allah, such as will not answer him to the Day of Judgement, and who (in fact) are unconscious of their call…
Islamic Quiz 141 Aahadees ke mutabik "Jo Aurat Khushboo lagaye Wo koun hai?" A. Faasiq B. Munafiq C. Zaania D. Mushriq GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Zaniya Daleel : RasoolAllah (ﷺ) ne farmaye: ""Jo Aurat Khushbu lagaye aur phir logon ke saamne se guzre taaqi wo uski khusboo sunghe to woh aurat Zaniya hai." 📕 Sunan Nisai 5129-Hasan Aur bhi Dekhe: Aurat kis tarah ka Khushbu Laga sakti hai by Adv Faiz Sayed.
Islamic Quiz 169 Wo Koun hain Jiske baare me Nabi (ﷺ) ne farmaya "Iski Baddua se Darte rehna Iske aur Allah Taala ke darmiyan koi Parda nahi hota?" A. Ghareeb ki Baddua B. Dost ki Baddua C. Mazloom ki Baddua D. Sahih Jawab Ka Intezaar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Mazloom ki Baddua Mazloom yaani jispar Zulm hua woh shakhs Daleel : Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Maaz (R.A.) ko Jab Yemen bheja toh Aap ne Inhe hidayath farmayi ke: "Mazloom ki Baddua se Darte Rehna ke Iske aur Allah Taala ke Darmiyan koi Parda nahi hota." 📕 Sahih…
Islamic Quiz 144 In me se wo koun hai jo Allah Subhanahu se Chor ki haalat me milega? A. Jo Maal gin gin kar rakhta hai B. Jo Kanjusi Kare C. Jo Qarz wapas karne ki niyat naa rakhe D. Jo Biwi me insaf na kare GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Jo Qarz wapas karne ki niyat naa rakhe Daleel : Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "jo Qarz le aur usko adaa karne ki Niyat na rakhta ho toh Wo Allah Subhanahu se Chor ho kar (Chor ki Haalat me) milega." 📕 Sunnan e…
Islamic Quiz 185 Meraj Ke Mauqe par Nabi (ﷺ) ka Guzar Aise Logo ke paas se hua Jinke Nakhun Tambe ke they aur wo Apne Nakhuno se Apne Muh aur Seene ko Noch rahe they ye Log koun they? A. Sharab peene wale B. Zina Karne wale C. Sood khane wale D. Gheebat karne wale GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( D ) ✅ Gheebat karne wale Daleel : ۞ Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Jab Mujhe Meraj karwai gayi toh Mera Guzar aise Logo par se hua Jinke Nakhun Tambe ke they maine poocha : Jibareel Alahi Salam ! Ye…
Islamic Quiz 186 Meraj ke Waqt Nabi (ﷺ) ne Aise logon ko dekha jin ke Pait mein Saanp bhare huwe they ye log koun they? A. Sharab peene wale B. Zina Karne wale C. Sood khane wale D. Gheebat karne wale GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Sood khane wale Daleel : ۞ Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Jis Raat mujhe Meraj hui mera guzar ek aise giroh par huwa jin ke pait Ghadon ki tarah hain aur un mein Saanp bhare huwe hain jo baahar se nazar aate hain, Mai ne Jibraeel se poochha ke yeh kaun…
Islamic Quiz 187 Meraj ke Waqt Nabi (ﷺ) ne kin logon ko dekha jin ka Sir kuchla ja raha tha? A. Sadqa Na dene wale B. Salam Na karne wale C. Namaz Na Parhne wale D. Hajj Na karne wale GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Namaz Na Parhne wale Daleel : ۞ Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke : Meraj ki Raat RasoolAllah (ﷺ) ka guzar aise logon par hua jin ke Siro ko kuchla jaa raha tha, jab sir kuchal diya jata tou dubara phir apni haalat par lout aata, phir kuchal diya jata,…
Islamic Quiz 205 Saari Makhlooq mein sab se Boore Log Koun hai? A. Zaani B. Bakheel C. Qabro Par Masjid Banane Wale D. Sahih Jawab Ka Intezaar GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Qabro Par Masjid Banane Wale Daleel : Hazrat Ayesha (R.A) se riwayat hai ki, jab Nabi Kareem (ﷺ) bimar pade to Aap (ﷺ) ki baaz biwiyo (Umme Salma R.A aur umme Habiba R.A.) ek Girje ka zikr kiya jise unhone Habsha mein dekha tha jiska naam Mariya tha. Umme Salma aur Umme Habiba (R.A) dono Habash ke Mulk mein gayi thi unho ne uski…
Islamic Quiz 213 Koun se Nabi ko Unki Maa ne Allah ke hukm se darya mein baha diya tha? A. Nabi Yaqub (A.S) B. Nabi Yusuf (A.S) C. Nabi Musa (A.S) D. Nabi Isa (A.S) GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Nabi Musa (A.S) Daleel : Allah Taala Quran me farmata hai: "Aur humne Musa (A.S) ki Maa taraf wahee nazil farmayee thi ki agar tumhe apne bete ki jaan ka khauff ho tou usko dariya mein baha dena aur koi khauf ya gam mat karna, beshak hum usko tumhare paas wapas pahucha denge aur (phir) usko…
Islamic Quiz 250 In me se kounse mahine ko “Shahrullah” yaani Allah ka mahina kaha jaha hai? Options Are 👇 A. Muharram B. Rajab C. Shaban D. Ramzan GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( A ) ✅ Muharram Daleel : RasoolAllah (ﷺ) ne Muharram ko “Shahrullah” yaani Allah ka mahina kaha hai. 📕 Sahih Muslim-1123, 📕 Sunan Abu Dawud-2429
Imaanwalo ko Chahiye ke Allah hi par Bharosa rakhe ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ "Agar Allah Tumhari Madad kare to koi tumpar Galib aa nahi sakta, aur agar woh tumhe chorr de tou fir koun hai jo uske siwa tumhari madad kar sake, tou Imaanwalo ko Chahiye ke Allah hi par Bharosa rakhe" - (Quran; Surah Aale Imran; 3:160) ♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥ "यदि अल्लाह तुम्हारी सहायता करे, तो कोई तुमपर प्रभावी नहीं हो सकता। और यदि वह तुम्हें छोड़ दे, तो फिर कौन है जो उसके पश्चात तुम्हारी सहायता कर सके। अतः ईमानवालों को अल्लाह ही पर भरोसा रखना चाहिए " - (कुरान, सुरह आले इमरान; 3:160) For more…
Islamic Quiz 229 Allah Ta’ala ko Humaari Qurbaniyon ka kounsa hissa pahunchta hai? Options Are 👇 A. Khoon B. Gosht C. Taqwa D. Sahih Jawab ka Intezar GET ANSWER Download Reel ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Taqwa Allah Ta’ala ko Humhari Qurbaniyon se Sirf Taqwa (Parhezgaari) Pohochta hai. Daleel : ۞ Allah rabbul izzat Qurane Kareem me farmata hai: “Allah Ta’ala ko Tumhari Qurbaniyon ka Gosht nahi pahunchta, Na un ke khoon balki usey to tumhaare dil ki parhezgaari (Taqwa) pahunchti hai.” 📕 Surah Al-Hajj; 22:37 Download Reel Coming Soon ...
Islamic Quiz 182 Wo Kaunsi Surah Hain Jiske Bagair Namaz Mukammal Nahi Hoti? A. Surah Ikhlas B. Surah Yasin C. Surah Fateha D. Surah Falaq GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Surah Fateha Daleel : Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Jis Shaqs ne Surah Fateha na padhi uski Namaz nahi hui." 📕 Sahih Bukhari 756