Apne liye, apni Aulaad aur apne Amwaal ke liye bad-dua mat karo!
Jabir (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
‟Tum apne liye, apni Aulaad aur apne Amwaal ke liye bad-dua mat karo! kahin qubooliyat ka waqt ho aur Allah us bad-dua ko qubool kar le (phir tum pachhtaate raho).”
Apni har hajatein apne Rab se hi mange ۞ Hadees: Thabit (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya , "Tum me se har Shakhs ko chahiye ki wo Apni tamam hajatein apne Rab se hi mange, Yanha tak ki Namak bhi usi se mange aur agar jute ka tasma (less) bhi tut jaye tou Wo bhi uss (Allah) se mange." 📕 Jamiat Tirmidhi, Jild 2, 1536-Hasan
Aulaad ka Qatl bohot sakht Gunaah hai 💠 Bismillah-Hirrahman-Nirrahim 💠 ❌ Garibi ke Dar se Aulaad ka Qatl Mat karo Allah Ta'ala Qur’an-e-Kareem mein irshad farmata hai: “Aur logo! Muflisi (Garibi) ke khauf se apni aulaad ko qatl na karo. Kyunki unko bhi aur tumko bhi rozi hum hi dete hain. Beshak aulaad ka qatl karna bohot sakht gunaah hai.”— Surah Bani Israel, Aayat 31 👧👦 Allah har kisi ko Aulaad Apni Hikmat se deta hai Allah Qur’an mein farmata hai: “Saare Aasmaan aur Zameen ki hukumat…
Apni badhai aur taarif na kiya karo Apni badhai aur taarif na kiya karo Hadees: Zainab Binte Abi Salma (R.A) se mairwi ki,Unka naam badah (Nekokar) tha, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai, uska naam Zainab rakh do." 📕 Islami Akhlaq-O-Aadab, Page No#269, Hadith 17 Allah Taala hum sabko kehne sunne se jyada amal ki toufiq de. Ameen Allahumma ameen.
Aulaad ki Tarbiyat - Part 8 Aulaad ki Tarbiyat - Part 8 J). Tarbiyat ka 10th marhala: Baap ka Kirdar Aulad ki Tarbiyat me Aulaad ki tarbiyat me sirf Maa ka hi Nahi balki Baap ka bhi ek Aham Kirdar hai. lekin Maa se jara Mukhtalif hai. Maa ka role ye hai ke “ke dekho beta tum ye sikh jao, agar tum aisa nahi karoge tou mai tumhare walid se tumhari shikayat karungi,. fir tumhe mare tou mujhe na kehna kuch.” Tou walid sirf Nigah Daudane…
Al-Quran: Apne Parwardigaar ki Humd aur Tasbeeh Bayaan Karo Apne Parwardigaar ki Humd aur Tasbeeh Bayaan Karo ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Taala Quraan me farmata hai: "Apne Parwardigaar ki humd ke saath saath us ki tasbeeh bayaan karo aur us se magfirat maango. Yaqeen jaano woh bahot muaf karne waala hai." 📕 Surah An-Nasr 110:3
Hadees: Koi Padosan apni padosan ke tohfe ko mamuli… Hadees: Koi padosan apni padosan ke tohfe ko mamuli na samjhe Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Aye Musalman Aurto ! koi padosan apni padosan ke hadiye (tohfe) ko mamuli na samjhe, agarche Bakri ka khur hi ho." 📕 Bukhari, Hadees 6017
Jo Shakhs Apne Betey ko apni Beti par Tarjeeh nahi dega ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai: "Jo Shakhs Apne betey ko apni beti par tarjeeh (badhawa) nahi dega tou woh jannat me dakhil hoga" - (Abu Dawood: Hadith no. 5146) » Jannat ke liye Iman shart hai. ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है: "जो शख्स अपने बेटे को अपनी बेटी पर तरजीह(बढ़ावा) नहीं देगा तो वो जन्नत में दाखिल होगा" - (अब दावुद, हदीस 5146) » जन्नत के लिए ईमान शर्त है. For more Islamic messages…
Apni Tazeem Karwana Jahannamiyon Ka Kaam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jiski Ye Khushi Ho Ke Log Uski Tazeem Ke Liye Khadey Rahey Wo Apna Thikana Jahannum Me Banaye.." - (Tirmizi Sharif) » Sabaq: Doosro'n Se Apni Taarif-wa-Tazeem Karwaana Ya Uski Ummid Rakhna Insan Ke Ghuroormand Hone Ki Alaamat Hai, Lihaja Emaanwalo Ke Liye Itrana Jayej Nahi ,.
Aulaad ki Tarbiyat - Part 3 Aulaad ki Tarbiyat - Part 3 B). Tarbiyat ka 2nd Marhala › Allah se Nek Aulaad talab karey: Ab Acchi Biwi ke intekhab ke baad jab Nikaah ho jaye tou Allah se nek Aulaad talab karey. Khalis Apne Rab se Dua karey ke – “Aye Allah hume Nek Aulaad dey, Saleh Aulaad ata farma” Yaad rakhiye - ye bhi Aulaad ki Tarbiyat ke marhale me se hai. isiliye Kyunki Allah Apne Bando ko waise hi ata karta hai jaisa ki…
Maal ko Kharch karo aur Gin Gin kar Na rakho: Hadees Maal ko Kharch karo aur Gin Gin kar Na rakho ۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Maal ko (Jayaz) Kharch kar, gin gin kar na rakh, warna Allah Ta'ala tujhe bhi gin gin kar dega (phir Rozi se Barqat khatm ho jayegi) aur Maal ko rok kar na rakh, Warna Allah Taala tujhse Rizq ko rok lega." 📕 Bukhari, Hadees 2591
Kya Ek Musalman Dusre Musalman ko Baddua de Sakta hai? Aajkal muashre me dekha jata hai ke Musalmano ka aapas me badduwa dena aam se ho gaya hai, lekin kya Shariyat ne hume is baat ki ijajat di hai ke Musalman aapas me Baddua de, Kya musalman ko di hui bad'dua lagti hai ? janne ke liye is mukhtasar se video bayan ka mutala kare.
Hadees: Mazloom ki Baddua se bacho kyunki ... Hadees of the Day Mazloom ki Baddua se bacho Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Tum Mazloom ki Baddua se bacho kyunki uske aur Allah ke Darmiyan koi aad nahi hoti." 📕 Sahih Bukhari 2448
Al-Quran: Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raho… Allah Taala Quraan me farmata hai: "Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raha karo aur Zamana-e-jahiliyat ki tarah be parda mat phiro." 📕 Surah Ahzab, 33:33
Jo Shakhs Juma ke din Apni Biwi ko Gusal karwaye aur… Hadees of the Day Jo Shakhs Juma ke din Apni Biwi ko Gusal karwaye aur khud bhi Gusal kare Aws bin Aws (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Juma ke din (Apni Biwi) ko gusal karwaye aur khud bhi gusal kare phir namaz ke liye jaldi jaye, paidal jaye aur sawar hokar na jaye aur imam ke nazdeek hokar khutba suney aur behuda baat na kare to uske har qadam par usko ek saal ke…
Behtareen Amal: Sila Rehmi karo aur Muaf kiya karo Behtareen Amal: Sila Rehmi karo aur Muaf kiya karo Hadeese Nabwi ﷺ Aqbaa bin Aamir (R.A) Kehte hain Ki, Mai RasoolAllah (ﷺ) ki Baargaah me Hazir hua aur Aap ka Mubarak Haath Thamkar Arz kiya:"Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Mujhe Behtareen Amaal Bataaiye." Aap (ﷺ) ne farmaaya: "Aqbaa!∗ 1. Qata-e-Taalluk Ke Karne Wale (Tumse Rishta Todne Wale) Se Sila Rahmi Karo,∗ 2. Jo Tumhe Mehroom Kare Usey Ataa Karo.∗ 3. Jo Tum Par Zulm Kare Usey Muaf Kar Do." 📕 Mukashifat-ul-Quloob,…