Dour-e-Jahalat Ke Nek Amal Ka Bhi Badla Milega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hakeem Bin Hizaam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Unhone Bayan Kiya Ki Maine Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Puchha: *Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Unn Nek Kaamon Ke Baarey Me Kya Hoga Jinhe Maine…
ALLAH Nek logon ko Kyun Aazmata hai ? URDU… https://www.youtube.com/watch?v=6y019aF8HJg ALLAH Nek logon ko Kyun Aazmata hai ? Allah Kis Ko Azmata Hai? , Nek Logo Ki Azmaish Sabse Jyada kyu hoti hai ? , Pareshani Azmaish Ya Saza, Allah Ki Azmaish, Hadees On Azmaish, Azmaish K Waqt Ki…
Hadees: Bhali baat sikhana behtar hai… Hadith: 22-March: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟ Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai buri baat sikhane se. 📕 Shoaib Ul Iman 4993
Sabse Behtar Rozi Mehnat karke Khana Hai -… Hadees: Mehnat ki Kamayi ki Ahmiyat Miqdam (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Kisi Insan ne Uss Shakhs se Behtar Rozi nahi Khayee Jo Khud Apne Haathon se Kamakar Khata hai, Allah ke Nabi Dawood (Alaihay…
Har Nek Kaam me Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai … Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko…
Bure Padosi, Buri Biwi aur Bure Bachcho se… ✦ Hadith : Allah ki Panah talab karne ki Dua ✦Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ye Dua farmaya karte theyاللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ جَارِ السُّوءِ ، وَمِنْ زَوْجٍ تُشَيِّبُنِي قَبْلَ الْمَشِيبِ ، وَمِنْ…
Sabse Acche aur Bure Hakim ki Pehchan ۞ Hadees: Umar bin Khattab (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Kya mai tumhe sabse acche aur bure Hakim ke bare na bata du ?" Sabse Acche Haqim wo hai jinse Tum(Riyaya) Mohabbat kare aur wo…
Al-Quran: Jo log Imaan laaye aur Nek amal… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Imaan aur Nek Amal Wale: Makhlooq Mein Sabse Behtar Allah Taala Quran me famata hai: "Jo log Imaan laaye hain aur unhon ne Nek amal kiye hain, woh beshaq saari makhlooq me sab se behtar hain." 📕…