Hadith: Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke… Hadith: 30-Oct: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat pohchata hai. -Ibn Majah 3369
Jo Shakhs Allah ke Bulaane Wale ka kaha na… Jo Shakhs Allah ke Bulaane Wale ka kaha na Maanega Allah Taala ka farman hai: "Aur Jo Shakhs Allah ke Bulaane Wale ka kaha na Maanega Pas Woh Zameen mein Kahin (Bhaag kar Allah ko) Aajiz Nahi kar Sakta, Na…
Hadith: Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar… Hadith: 5-April: Talha (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah Taala usko Izzat wa sarbulandi ata karta hai. -Musnad al-Bazzar 946
Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat… Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat me ijafa karta hai ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Sadqe ne maal me kabhi koi kami nahi ki aur Muaf Karne se Allah…
Mujhe Mere Martabey Se Ziyada Na Badhao .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Umar (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi Sasallam) Ne Farmaya - "Mujhe Mere Martabey Se Ziyada Na Badhao ! Jaisey Esa Ibne Mariyam (Alaihi Salam) Ko Nassara Ne Inkey Martabey Se Ziyada Badha Diya…
Jo Shakhs koi cheez cheen kar le Woh hum… Hadees of the Day Jo Shakhs koi cheez cheen kar le woh hum me se nahi RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: "Jo Shakhs koi cheez cheen kar le woh hum (Imanwalo) me se nahi." 📕 Ibn Majah, Hadees 3927
Islamic Quiz 257 : Allah Taala ko apne… Allah Taala ko apne Bande ka Kaunsa Amal sabse Zyada pasand hai ? | Options are: A. Waqt par Namaz padhna, B. Waqt par Quran padhna, C. Wakt par Umrah Karna, D. Wat par Zakat dena
Mayyat ki Pukar Insan ke siwa Saari… ? Roman Urdu ? RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya "Jab Mayyat char payi par rakha jaata hai aur mard usey kaandho (Shoulders) par Uthate hain tou agar woh Nek ho tou kehta hai ke Mujhe Aage (Jaldi) le chalo. Lekin agar…
Hadees: Allah ke Nazdeek Izzat wala banda Allah ke Nazdeek Izzat wala banda Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Hazrat Musaa (Alaihi Salam) ne Allah Taala se daryaft kiya ke Aap ke nazdik sabse jyada Izzat wala banda koun hai?"…