Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in…
Agar Tum Sabr karo aur Allah se darte raho tou [ Al-Quran;… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Agar Tum Sabr karo aur Allah se Darte raho tou Inn (Mushriko, Dushmanan-e-Deen) ka Makkar Tum ko Zara sa bhi Nuqsaan nahi pohnchaa sakta." [ Al-Quran; 3:120 ]
Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
Al-Quran: Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke… Quran: 30-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ❝Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke liye udhar ka koi muamla karo to usey likh liya karo. 📕 Surah Baqraah 2:282
Aur Jo Taubah Karle Aur Iman Le Aaye ... Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata hai: ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Tauba(Burey Kamo Se) Karle Aur Iman Le Aaye, Aur Acche Kaam Kiye, Phir Seedhe Raaste Par Chale, Tou Mai(Allah) Usko Bakhsh Doonga." - (Sureh-Taha Aayat No:82)
Al-Quran: Apne Parwardigaar ki humd ke saath saath us ki… Quran: 09 - August ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Roman Urdu _______ ❝Apne Parwardigaar ki humd ke saath saath us ki tasbeeh bayaan karo aur us se magfirat maango. Yaqeen jaano woh bahot muaf karne waala hai.❞ [Surah An-Nasr 110:3] Hindi _______ ❝अपने परवरदिगार की हम्द के साथ साथ उस की तस्बीह बयां…
Agar Tum Par Allah Ka Fazl Aur Uss Ki Meharbani Na Hoti ♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim! "Momino ! Shaitan Ke Qadmon Par Na Chalna. Aur Jo Shakhs Shaitaan Ke Qadmon Par Chalega Tou Shaitaan Tou Be-Hayaee Ki Baate Aur Burey Kaam Hi Batayega. Aur Agar Tum Par Allah Ka Fazl Aur Uss Ki Meharbani Na Hoti Tou Ek Shakhs Bhi Tum Me Paak…
Jab Quran Parha Jaye tou Gaur se Suna karo Aaj ki Aayat | Verse of the day Jab Quran Parha Jaye tou Gaur se Suna karo Allah Taala farmata hai: "Aur Jab Quran Parha Jaye tou Tawajjo se Suna karo aur Khamosh Raha karo Taaki Tum par Reham kiya jaaye." 📕 Quran, Surah Al Araf 7:204
Namaz Me Bande Ke Saamne Allah Subhanahu Wa Ta'ala Hota Hai… ♥ Mahafum-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Qibley Ki Deewar Par Thook Dekha - Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Usey Khurach Dala Fhir Logon Se Khitab Kiya Aur Farmaya Ki - "Jab Koi Shakhs Namaz Me Ho Tou Apne Munh…
Al-Quran: Jab kisi ko koi cheez naap kar do tou pura naapo… Quran: 4-May: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Jab kisi ko koi cheez naap kar do tou pura naapo aur tolne ke liye saheeh tarazu istemaal karo. -Surah Bani Israil 17:35
Tauba aur Astaghfar ke 14 Azeem fayde by Adv. Faiz Syed Tauba aur Astaghfar ke fayde kya hai janiye is mukhtasar se urdu bayan mein. People also search as: Astaghfar tasbeeh benefits, Miracles of reciting Astaghfar, Wazifa for Astaghfar in Urdu, Tauba aur Astaghfar, Astaghfar ki kasrat, Astaghfar ke fayde in hindi.
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Al-Quran: Ahad ko poora karo, beshak ahad ke baare me tum se… Quran: 20 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Ahad (Jayaz Waade) ko poora kiya karo; beshak (aise) ahad ke baare mein (tum se) poochh taachh hone waali hai.❞ 📕 Surah Al-Isra 17:34
Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha Aaj ki Aayat | Verse of the day Allah Taala ki Aayatein Momino ke Iman ko badha deti hai Allah Taala farmata hai: "Jab Allah Taala ki Aayatein un Imanwalo ko padh kar sunayi jati hai tou wo Aayatein un ke iman ko aur badha deti hai." 📕 Quran, 8:2
Dua ke Qabuliyat ke liye Rizq-e-Halaal Khaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Agar Tum Chahte Ho Ke Tumhari Her Dua Qabool Ho, Tou Tum Rizq-e-Halaal Khaya Karo.." - (Ziyaul-Quran Jild#1, Page#120)
Jo mere Hidayat ki pairvi karega Wo Kabhi Gumrah nahi hoga ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me farmata hai: “Jo mere Hidayat ki pairvi karega Wo Kabhi Gumrah nahi hoga“ – (Al Quran; Surah Taha; 20:123) अल्लाह रब्बुल इज्ज़त कुरान-ऐ-करीम में फरमाता है: "जो मेरे हिदायत(कुरान) की पैरवी करेगा वो कभी गुमराह नहीं होगा" – (अल कुरान; सुरह तहा:…
Allah Ke Nazdeek Chaar Sabse Neik Aurtein by Sister Amtul… Allah Ta'ala ne Khawateen ke liye Quran o sunnat me jin 4 Neik Khatun Ko role model banaya unke talluk se tafsili jankari ke liye aayiye is bayan me mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera. Video Dekhe: Women's…
The Bible or Quran: Which is God's Word ? Bro.Imran Vs… Ma'sh'Allah ! [By Allah's Will] 1st International Debate between an Evangelical Christian and a Muslim student of the Quran was held in Sydney, Australia on the 7th of July 2012, Saturday at the Bellevue Auditorium. Video Dekhe: What Is The Meaning Of Bible, Who Wrote Bible, Bible Adaptations, What Is…