Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai?

Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai

Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai?

۞ Hadees: Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:

“Jab tumhe koi shakhs tumhari (kisi kamzor amal) ko buniyad banakar bura bhala kahe, jiska usey ilm hai, tou tum usey us ki aisi baat par bura bhala na kaho jo tumhe maloom hai (lekin logon ko maloom nahi).

pas iska ajar tumhe milega, aur uska wabaal usi shakhs par hoga.”

📕 Sahih al jame’ lil albaani: 594

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *