♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Usman-e-Gani (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai –
1). Ta’ajub Hai Uss Par Jo Jannat Par Emaan Rakhta Hai Aur Phir Bhi Duniya Ke Saath Aisho Aaram Se Waabasta Rehta Hai.
Ta’ajub Hai Uss Par Jo Dozakh (Ke Azaab) Ke Baarey Me Jaanta Hai Phir Bhi Gunah Se Door Nahi Hota.
Ta’ajub Hai Uss Par Jo Shaitaan Ko Dushman Jaanta Hai Aur Phir Bhi Uss Ki Ita’at Karta Hai.
2). Gunaah Kisi Na Kisi Surat Me Dil Ko Pareshan Rakhta Hai.
3). Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaaj Hai.
4). Haqeer Se Haqeer Pesha Ikhtiyar Kar Ke Mehnat Karna Haath Failane Se Zyada Behtar Hai.
Home / Buzurgan-e-Deen / Gunaah Dil Ko Pareshan Rakhta Hai ….
Related Posts:
- Gunaah Imaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Gunaah Emaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta Hai, Allah Ka Zikr Aur Nekiya Uss Me Shifa Deti Hai,.."
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Tanha Shakhs Mehfooz Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Tanha Shakhs Mehfooz Hai. Har Gunaah Ki Takmeel Do Afraad Se Hoti Hai". - Shekh Abdul Qadir Jelani (Rehmatullah Alayh)
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai,Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.- Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana,Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.- Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Log Bimaari Ke Khauf Se Khana Tou Chorr Detey Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Log Bimaari Ke Khauf Se Khana Tou Chor Detey hai, Magar Allah Ke Khauf Se Gunaah Karna Nahi Chorte." - Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) *Allah Reham Kare. ! Allah Hume Gunaho se Sacchi Pakki Taubah ki Taufik dey ... Ameen Summa Ameen !
- Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira .... ∗ Gunaaho Ke Do (2) Kism Hotey Hai, » 1. Gunaah-e-Saghira (Chote Chote Gunah) » 2. Gunaah-e-Kabira (Bade Bade Gunaah) *Gunaah-e-Saghira Acche Amaal Aur Ibadat Ki Barkat Se Muaf Ho Jate Hai, - Lekin Gunaah-e-Kabira Uss Waqt Tak Muaf Nahi Hotey Jab Tak Sacche Dil Se Taubah Karke Unsey Hamesha…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Maa Ek Darakht Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya - "Maa Ek Darakht(Tree) Hai Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai.." - (Sirat-e-Fatima)
- Bagair Ilm Ke Fatwe Dene Se Bacha Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jisko Bagair Ilm Fatwa Diya Gaya Ho Uska Gunaah Uss Fatwa Denewale Par Hai Aur Jisne Apne Bhai Ko Mashwara Diya Aur Yeh Jaanta Hai Ki Bhalai Uske Gair Me Hai Usne Khyanat Ki. - (Abu Dawood,/ Islami Akhlaq O Aadab, Page No.294) » Sabaq: Lihaja Bagair Ilm…
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Uska Dil Emaan Se Khaali Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jis Par Naseehat Asar Na Kare, Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai." - Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Tamam Galtiyon Ke Pichhe Sirf 2 Hi Cheeze .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai: Tamaam Galtiyon Ke Pichhey Sirf 2 Hi Cheeze Chhupi Hui Hoti Hai. (1) Ilm Ki Kami, aur (2) Takabbur.
- Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alaihi) Farmate Hai: Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho Unki Sohbat(Dosti) Ikhtiyar Karo ∗(1). Ilm, ∗(2). Amal, ∗(3). Ehsaan
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Jab Tak Tumhara Itraana Aur Ghussa Karna Baaki Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tak Tumhara Itrana Aur Ghussa Karna Baaki Hai, Apney Aap Ko Ahal-e-Ilm Me Shumaar Na Karo. - Shaykh Abd-Ul-Qadir Jilani(Rehmatullah Alayh)
- Tamaam Khubiyon Ka Majmua Ilm Sikhna .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Tamaam Khubiyon Ka Majmua Ilm Sikhna, Uspar Amal Karna Aur Doosro Ko Sikhana Hai".
- Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat Paida Hone Lage Tou Fouran Uski Achchaiyo Ko Yaad Karne Lago. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)