Hadees: Abdullah ibn Umar (R.A) se riwayat ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –
“Inn Dilo me bhi Jang (Rust) lag jaati hai, Jis tarah lohe me paani lagne se jang lagti hai”. Arz Kiya “Ya RasoolAllah! Uski jila kis cheez se hogi? yaani dilo ka jung kaise door hota hai”.
Aap ﷺ ne farmaya “Qasrat se Mout ko yaad karne aur Quraan-e-Kareem ki tilawat se.”
Hadees: Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou… Hadees: Irbaz bin Saariyah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou uspar bhi Sawaab diya jata hai." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 17155
Bina soche samjhe kuch bhi bolne se bachiye Hadith: Bina soche samjhe kuch bhibolne se bachiye RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Allah Subhanahu Nafrat karta hai tad-tad bolne waleaise Mardo se jo apni Zuban ko harkat dete rahte hainjaise Gaay (Ghas khane mein) apni zuban koharkat karti rahti hai (yani bina soche samjhejo jee mein aata hai bak jate hain)." 📚 Sunan Abu Dawud, Jild 3,1568-Sahih
Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza… Ramadan Quotes: 18 Ramzan ✦ Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak ...
Agar Tumhare Zariye Ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye tou ... Hadees of the Day Agar Tumhare Zariye Ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye Hazrate Ali (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Allah ki Qasam! agar tumhare Zariye ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye tou wo Tumhare liye Surkh Untoun (Camel) se behtar hai." 📕 Muslim, Hadees 2406 Surkh Unthon ki Naslo me se sabse behtareen Nasl hai, aur Allah Uss Bandey se jyada raazi hota hai Jo Logon Me Awaam me hidayat ki Dawat deta hai,…
Ghusal kab Wajib ho Jata hai? https://www.youtube.com/watch?v=Lx7uLO4M4uw Ghusal kab farz hota hai Ghusl - Bathing kin kamo se Toot Jata Hai ? , Humpar Gusal kab Farz ho jata hai ?, Ghusl kaise tut'ta hai ?, Gusl ke Aqsaam kya hai ? #Keywords: Ghusl kab farz hota hai, ghusl kab karna chahiye, ghusl kab farz hai, ghusl kab farz hota hai aurat par, Ghusl kab wajib hota hai, gusal kab farz hota hai mard par, ghusl kab wajib hai, ghusl kab wajib, ghusl kab farz ho…
Koi Aurat Apne Shohar se kisi bhi Aurat ka huliya… ✦ Hadith: Roman Urdu Abdullah-bin-Mas’ud (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Koi Aurat kisi Aurat se mil kar Apne Shohar se uska (Parayi Aurat ka) Huliya na bayan kare goya ke wo usey dekh raha hai." - (Sahih Bukhari; Hadith 5240) ✦ Hadith: English Narrated `Abdullah bin Mas`ud: The Prophet (ﷺ) said, "A woman should not look at or touch another woman to describe her to her husband in such a way as if he…
Kisi ka Samaan Uthaane me Madad karna bhi Sadqa hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, “Kisi shakhs ka samaan uthaane mein madad kar dena bhi sadqa hai” – (Bukhari; 2989) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया, “किसी का सामान उठाने में मदद कर देना भी सदका है” – (बुखारी; 2989) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Purey yakin se Allah se Dua mange kyunki Allah ke… Purey yakin se Allah se Dua mange Hadees: Abu Huraira (R.A) ne kaha ki, RasoolAllah (ﷺ) ne Irshaad farmaya: "Jab tum me se koi Dua kare tou yeh na kahe ki 'Ya Allah mujhe bakhsh de agar tu chahe tou, mujh par reham farma, agar tu chahe tou mujhe rizq de,' balki yakin ke sath Dua kare Kyuki Allah Ta’ala jo chahata hai karta hai aur koi uss par zabardasti karne wala nahi hai." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees: 6339
Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai : Hadees Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai Hadees: Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai. Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se rokna ye bhi Sadqa hai, SABAQ: Bhai ke Samne Muskura dene se Muraad Apne Momin Bhai ko Dekh Khush'hali ka Izhaar karna hai Jo Allah ke Nazdik Ek Sadqa hai, thik Usey bhalayi…
Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi kar Sakta Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi kar Sakta Allah Taala farmata hai: "Allah ke Alawa jin jin ko tum pukarte ho, Woh Hargiz ek Makkhi bhi paida nahi kar sakte, agarche wo sab is kaam ke liye ikhatte hi ho jaye." 📕 Quran 22:73
Namaz kisi bhi Haal mein Muaf nahi Namaz kisi bhi Haal mein Muaf nahi Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Khade ho kar Namaz padha karo, Agar Uski bhi Taaqat na ho to Baith kar aur Agar uski bhi na ho to Pehlu ke Bal Let kar padh lo.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 1117
Sharmgah Chune Se Wuzu Tut Jata Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Busrah Bint Safwan (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Apni Sharmgah Ko Chu Le Usey Chahiye Ki Wo Wuzu Karey". - (Sunan Nasaii, Vol 1, 447 - Sahih) » Ek Aur Riwayat Me Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai, "Jo Shkash Apni Sharmgah Ko Chu Le Wo Shakhs Tab Tak Namaz Na Padhe Jab Tak Wuzu Na Kar Le". - (Sunan Nasaii, Vol 1, 448 - Sahih) » Hazrate…
Hadees: Jhooth se bacho, jhooth Gunah tak le jata hai Jhooth se bacho, jhooth Gunah tak le jata hai Hadees: Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Jhooth se bacho, isliye ke jhooth Gunah tak le jata hai aur Gunah Jahannum tak le jata hai." 📕 Muslim, Hadees 6805
Meraj me Nabi (ﷺ) ko 3 Cheeze Ata ki gayi jo Aap se… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadith Roman Urdu: Hazrate Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki: ❝Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko Jab Meraj hui tou Aap (ﷺ) 'Sidrat-Ul-Muntaha' tak pahunchey, waha Aap (ﷺ) ko 3 Cheezein di gayee jo Aap se pehle kisi bhi Nabi ko nahi di gayi. Ek paanch (5) Namazein, Dusra Surah Baqra ki aakhri 2 Aaytein, Teesra Alllah Subhanahu Ta'ala ne baksh diya Aap (ﷺ) ki Ummat me se har uss shakhs ko jo Allah…
Allah Rehman hai aur uska Azab bhi Dardnak hai Allah Rehman hai aur uska Azab bhi Dardnak hai Allah Taala farmata hai: "Mere Bando ko Khabar de do Ki Main bohot bakhshne wala aur bada hi Meharbaan hoon. Aur Saath hi Mera Azab bhi Dardnak hai." 📕 Quran 15:49-50