Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Hadees

Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai

Hadees of the Day

Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai

Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya:

“Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai.”

Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya –

‘Kya wo Allah ke sath kufr(Shirk) karti hai?’

Aap ﷺ ne farmaya :
‘Nahi! Wo Shohar ki Nashukri karti hai! Jo ke ek tarah ka Kufr hai aur Ahsaan nahi manti,
agar tu kisi aurat se Umar bhar Ahsaan aur Neki ka sulook kare lekin 1 baat bhi Khilafe Tabiyat ho jaye tou jhath se keh dengi ‘Maine tuzse kabhi aaram aur sukoon nahi paya.’

📕  Bukhari Sharif Jild 1, Baab 21, Hadees 28, Safa 109

Read More

4.9/5 - (7 votes)
Jannati Aurat jis ka Shohar Us se Raazi ho

Hadees Of The Day | 5 October

Hadees Of The Day | 5 October

Jannati Aurat jis ka Shohar Us se Raazi ho

Umme Salma (R.A.) se riwayat hai ke,
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:-

“Jo Aurat Dunia se is haal me chali jaye ke
uska Shohar us se raazi tha,
tou wo Jannat me dakhil hogi.

📕  Sunan Ibn Majah 1854

3/5 - (5 votes)
Aurat Naapaki ki Halat me kounse Zikr Azkar kar Sakti hai?

Aurat Naapaki ki Halat me kounse Zikr Azkar kar Sakti hai?

Napaki ki halat mein Aurton ko kya padhna Chahiye

Aurat Napaki Ki Halat Me Bhi Bahot Sare Azkar Kar Sakti Hai, नापाकी की हालत में औरतो के करने वाले जिक्रो अज्कार।

Read More

5/5 - (5 votes)
शैतान का हमला ओरतो पर ही क्यू ?

Shaitan ka Aurat par Hamle ke kuch Wajuhat

  1. अकीदे कि कमजोरी
  2. औरत का बनाव सिंगार
  3. गुस्ल खाने में ज़्यादा वक्त बिताना
  4. ख़्वातीन का आइने में अपने आप को ब्रहिना देखना
  5. खवातीन का अल्लाह का नाम लिए बिना कपड़े बदलना
  6. खवातीन का ज़्यादा डरना
  7. खवातीन का बात बात पर गुस्सा और झगड़ा करना
  8. ज़्यादा हसना
  9. ज़्यादा रोना
  10. अय्यामे महावारी
  11. खवातीन का अपने बालो का गुच्छा बना कर फेक देना ओर गंदे कपड़ों को बिना अल्लाह का नाम लिए फेक देना।
  12. खवातीन का गुसल में देरी करना
  13. खवातीन का दरगाहो पर जाना

Read Here

Rate this post

Aurat se 4 Cheezo ki wajah se Nikah kiya jata hai

[bs-heading title=”Roman Urdu” show_title=”1″ title_link=”#RomanUrdu” heading_color=”#ef4e56″ heading_style=”t6-s9″ heading_tag=”h4″ custom-css-class=”_h_lang”][/bs-heading] ۞ Hadees: Abu Huraira Wa Jaabir …

Read More

Kya Tamaam Auratey Jahannum me jayengi

♫ Kya Tamaam Auratey Jahannum me jayengi ?

Baaz Aurate Aisa Sochti hai ke wo Kitne bhi Acche amal kar le fir bhi wo jahannum me hi jayegi? kya ye akida durust hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.

5/5 - (1 vote)