♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Phir Jin Logo Ne Buraai Ki Unka Anjaam Bhi Bura Hua Isliye Ke Allah Ki Aayaton Ko Jhootlaate Aur Unki Hansi Udaate Rahe The. Allah Hi Khalqat Ko Pehli Baar Paida Karta Hai Wo Hi Uss Ko Phir Paida Karega Phir Tum Ussi Ki Taraf Laut Jaoge.
Aur Jis Din Qayamat Barpa Hogi Gunehgar Na-Umeed Ho Jayenge. Aur Unn Ke Banaye Hue Shareekon Me Se Koi Unn Ka Sifarishi Na Hoga Aur Wo Apne Shareekon Se Na Motaqidd Ho Jayenge.
Aur Jis Din Qayamat Barpa Hogi Uss Roz Wo Alag Alag Firqe Ho Jayenge. Tou Jo Log Emaan Laaye Aur Amal-e-Nek Karte Rahe Wo Behshat Ke Baagh (Garden) Me Khush Haal Honge”.
– [Surah(30) Roum Aayat 10-15]
Home / Qayamat ki Nishaniyan / Buraai Ka Anjaam Bhi Bura Hoga ….
Related Posts:
- Al-Quran: Neki aur Buraai baraabar nahi hoti Quran: 29 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aur Neki aur Buraai baraabar nahi hoti, is liye turn buraai ka jawaab aise tariqe se do jo behtareen ho. Nateeja yeh hoga ke tumh me aur jis me dushmani thi, woh dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega.❞ 📕 Surah Fussilat…
- Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai ke - "Tum Me Se Sabsey Zayada Mehboob Aur Sab Se Zayda Qayamat Me Qareeb Majlis Ke Aitbaar Se Wo Hoga, Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga ,. Aur Tum Me Sabsey Zyada Qayamat Me Mujh Se Door…
- Buraai Talash Karne Wale Ki Misaal ..... » Kisi Ki Burayi Sun Ke Uss Tak Pohchana Us Se Bhi Badi Burayi Hai. » Kisi Ki Burayi Talaash Karne Wale Ki Misaal Uss Makkhi Ke Jaisi Hai, Jo Poora KhoobSurat Jism Chhor Kar Sirf Zakhm Par Baithti Hai" » Burayi Ki Misaal Aise Hai Jaise, Pahaad(Hill) Se Niche…
- Ghusse Ke Aetibaar Se Insan Ki 4 Qisme .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Ghusse Ke Aetibaar Se Insan Ki 4 Qisme Hai" ∗ 1. Kuch Logo Jaldi Ghussa Aata Hai Aur Jaldi Chala Jata Hai. Ye Log Na Tou Tareef Ke Qabil Hai Aur Naa Hi Buraai Ke Qabil. ∗ 2. Kuch…
- Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey! Yeh Tumharey Haq Me Behter Hai ,. Bajaye Iss Ke - "Tum Bura Karo Aur Zamana Tum Ko Accha Samjhey" - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Zaalimo Ka Koi Madadgaar Na Hoga .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Innahu Mayshrik Billahi, Fakat HaramAllahu Alahil Jannat, Wa Mahunnar, Wa Ma Lizalimin Na Min Ansar." - [Sureh(5) Al-Maida : Ayat-72] • Tarjuma: "Jisne Allah Ke Sath Kisi Ko Shareek Tehraya, Allah Ta'ala Ne Uspar Jannat Haraam Kar Diya. Uska Tikhana Jahannum Hai Aur Zaalimo Ka Koyi…
- Farishton Aur Jinno Ko Hukm Ke Aadam Ko Sajda .... ♥ Al-Quraan: Surah-e-Al Kahf :: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Humne Farishton Ko Hukm Diya Ke Aadam Ko Sajda Karo Tou Sab Ne Sajda Kiya Magar Iblees Ne Na Kia. Wo Jinn Me Se Tha Tou Apne Parwardigar Ke Hukm Se Bahar Ho Gaya. Kya Tum Uss Ko Aur Uss Ki…
- Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…
- Har Ek Se Khush Akhlaqi Se Pesh Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ayesha Siddiqa (R.A) fatmaati hain - "Ek (1) Shakhs ne Nabi-e-Kareem (ﷺ) se Milna Chaha, Tou Aapne farmaya ke Isko Aaney Do Ye Logon me bahut buraa hai. *Jab Wo Aaya tou Rasool'Allah (ﷺ) ne Uss se Bahut Khush Akhlaaqi se (Bahut Acchi Tarah) Baat Ki ,..…
- Bewah Aurato Ka Nikah .... Kuch Aisi Rasam’en Bhi Musalman Me Raaij Hai Ke Bewah Aurat Ka Nikah Ko Bura Aur Aar Samjhte Hai, Balke Is Ko Aib Samajhne Me Kufr Ka Khauf Hai Kyunke Shariyat Ke Kisi Hukm Ko Aib Samajhna Aur Iss Ke Karne Wale Ko Zaleel Jan'na Kufr Hai. Allah Ta'ala Ne…
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat…
- Aye Emaan Walo! Har Haal Me Insaaf Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye EmaanWalo! Allah (Ki Khushnudi) Ke Liye Insaaf Ke Sath Gawahi Dene Ke Liye Tayyar Raho Aur Tumhe Kisi Kabile Ki Adawat (Dushmani) Iss Jurm Me Na Faswa De Ki Tum Na-Insafi Karne Lago (Khabrdar Balki) Tum (Har Haalo Me) Insaf Karo Yahi Parhezgari Se…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Jo Paak Daman Aurton Per Badkari Ki Tohmat Lagaye .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Parhezgar aur Burey Kamo Se Be-Khabar Aur Emaandaar Aurton Per Badkari Ki Tohmat Lagate Hain, Unn Per Duniya aur Akhirat Me Lanat Hai. aur Unn Ko Sakht Azaab Hoga.." - (Surah An-Noor : Ayat-23)
- Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai? Gusse mein ek Doosre ke Raaz kholna kaisa hai? ۞ Hadees: Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jab tumhe koi shakhs tumhari (kisi kamzor amal) ko buniyad banakar bura bhala kahe, jiska usey ilm hai, tou tum usey us ki aisi baat par bura bhala na kaho jo tumhe maloom hai…
- Rasool'Allah Se Mohabbat Dono Jahaa Me Azmat .... ♥ Al-Quraan: Tumharey Pass Tum Hi Me Se Ek Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aaye Hai Tumhari Takleef Unko Gira'ah (Apni Takleef) Maloom Hoti Hai, Aur Tumhari Bhalayi Ke KhwahishMand Hai Aur Momeeno Par Nihayat Shafqat Karney Waley (Aur) Meharbaan Hai. - (Surah At-Taubah (9), Aayat-128) ♥ Al-Quraan: Aur Hum(Allah)ne Aap(Sallallahu…
- Sood Lene Waalo Ka Qayamat me Anjaam ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki Tarah Uthengey Jinhey Shaitan Ne Lipat Kar Deewana Bana Liya Ho Yeh Haalat Unki Iss Wajah Se Hogi Ki Unhoney Kaha Tha Ki Kharid Wa Farokht Bhi Sood Ki Tarah Hai, Jabki Allah…
- Al-Quran: Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke… Quran: 04-July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke liye karoge aur bure kaam karoge to bhi wo tumhare liye hi bura hoga.' 📕 Surah Bani Israil 17:7
- Hadees: Shirk ke baad Sabse Bada Gunaah ye hai ke aadmi apne… Hadith: 1-May: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke: ‟(Shirk ke baad) Sabse Bada Gunaah ye hai ke aadmi apne Maa Baap ko bura bhala kahe. 📕 Muslim 263
- Murgey ko bura bhala na kaho, kyun ke wo Namaz ke liye… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid bin Khalid (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya: "Murgey ko bura bhala na kaho, kyun ke wo Namaz ke liye jagata hai" - (Sunan Abu Dawud, 5101-Sahih) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: ज़ैद बिन खालिद(रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:…
- Apni badhai aur taarif na kiya karo Kyunki Allah ko malum… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahih Muslim me Zainab Binte Abi Salma (RaziAllahu Anhuma) se marvi ki, Unka naam badah (Nekokar) tha, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai,…