♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki Tarah Uthengey Jinhey Shaitan Ne Lipat Kar Deewana Bana Liya Ho Yeh Haalat Unki Iss Wajah Se Hogi Ki Unhoney Kaha Tha Ki Kharid Wa Farokht Bhi Sood Ki Tarah Hai,
Jabki Allah Ta’ala Ne Kharid Aur Farokht Ko Halaal Qarar Diya Hai Aur Sood Ko Haraam Phir Jisko Uskey Rab Ki Naseehat Pahunchi Aur Wo (Sood Lene Se) Baaz Aa Gaya Tou Wo Jo Kuch Pahley Le Chuka Hai Wo Usi Ka Hai Aur Uska Muaamla Allah Ke Supurd Hai Lekin Agar Wo Phir Bhi Sood Leta Rahta Hai Tou Ye Log Jahannami Hai Yeh Iss Me Hamesha Rahenge”.
– (Al Quran, Surah Baqra, Verse 275)
Home / Quran ki Nasihat / Sood Lene Waalo Ka Qayamat me Anjaam …..
Related Posts:
- Sood aur Rishwat (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Sood kya hai, Sood ki hakikat, sood ke nuqsanat, sood ki tabah kariyan, sood ki hurmat, sood ka gunah, sood kya hai in islam, what is rishwat, rishwat in quran, ayat on rishwat, speech on rishwat in urdu, rishwat hadees, rishwat kya hai
- Hadees: Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad)… Hadith: 11-April: Amr bin Hazm (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad) sabse bada Gunah Sood khana hai. 📕 Mustadrak 1447
- Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
- Buraai Ka Anjaam Bhi Bura Hoga .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Phir Jin Logo Ne Buraai Ki Unka Anjaam Bhi Bura Hua Isliye Ke Allah Ki Aayaton Ko Jhootlaate Aur Unki Hansi Udaate Rahe The. Allah Hi Khalqat Ko Pehli Baar Paida Karta Hai Wo Hi Uss Ko Phir Paida Karega Phir Tum Ussi Ki Taraf…
- Sood (Riba) ke Nuqsanat by Adv Faiz Sayed Sood ke Nuqsanat Destruction of Usury or Interest By Adv. Faiz Syed, Sood ki Lanat, Interest (Sood) In Islam, What Islam say about Interest/Usury/riba/sood, Sood aur us ka Ilaj, What is Riba (Usury and Interest) (Sood) According to Quran and Sunnah, What is Riba - Sood in the Light of…
- Al-Quran: Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou… Quran: 23-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo log Sood khate hai woh (Qayamat me) uthenge tou uss Shakhs ki tarah uthenge, jisey shaitan ne chhu kar pagal bana diya ho. 📕 Surah Baqraah 2:275
- Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
- Qayamat ke qareeb koi Zakaat lene wala nazar nahi aayega ✦ Qayamat ki Nishaniya : Maal ki Kasrat hogi aur koi Zakat lene wala nahi hoga ✦ 1). Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se marvi hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya - "Qayamat Qayem na hogee Hatta ke Maal bakasrat ho jayega. (Mall-O-Doulat ki) itni kasrat hogi…
- Jo Shakhs Sood ke Jarye apna maal badhata hai Hadith: Jo Shakhs Sood ke Jarye apna maal badhata hai Allah Ke Rasool ﷺ farmate hain: "Jo Shakhs Sood ke zariye apna Maal badhata hai, uska anjaam yeh hota hai ki uska Maal kum ho jaata hai." 📕 Sunan Ibn Maaja: 2279-Sahih
- Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat…
- Zinaa Aur Sood Ki Kasrat Par Azaab-e-Ilahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jab Kisi Qoum Me Zinaa (Badkari) Aur Sood Fail Jata Hai Toh Allah Uss Basti Walo Ko Halaq Karne Ki Ijazat De Deta Hai.." - (Sahih Bukhari, Safa-242)
- Al-Quran: Allah Taala ne Tijarat ko Halal kiya hai aur Sood… Quran: 26-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Allah Taala ne Tijarat (Business) ko Halal kiya hai aur Sood ko Haram karar diya hai. 📕 Surah Baqraah 2:275
- Taubah Taubah Ye To Sood Hai Bilkul Sood .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Saeed Khudri Se Riwayat Hai Ki, Bilal (RaziAllahu Anhu) Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Barni Khajur (Achchey Kism Ki Khajur) Lekar Aaye Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ye Kaha Se Laye Ho ?" Unhoney Kaha - "Hamarey Paas Kharab Khajur Thi Uski…
- Deen Tou Sirf Islam Hee Hai ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ke Nazdeek Deen Tou Sirf Islam Hee Hai, *Aur Ahl-e-Kitab Ne Apne Paas Ilm Aa Jaane Ke Baad Aapas Ki Sarkashi Aur Hasad Ki Bina Par Hee Ikhtilaaf Kiya Hai Aur Allah Ki Aayaton Ke Saath Jo Bhi Kufr Kare Allah Uss Ka…
- Qayaam Se Rokne Wala Sabse Bada Zaalim ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Uss Se Badhkar Kaun Zalim Hoga Jo Allah Ki Masajidon Me Uska Naam Lene Se Mana Kare, Aur Unko Veeraan Karne Ki Koshish Kare, Aisey Logon Ka Haq Nahi Ki Inn (Majid) Me Dakhil Ho Magar Darte Huye, Unkey Liye Duniya Me Bhi Zillat…
- Hidayat aur Gumraahi ki Dawat ka Silaah ... Hadees of the Day Hidayat aur Gumraahi ki Dawat ka Silaah Anas Bin Malik (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jis Daawat dene waale ne bhi Gumrahi ki Daawat di aur Uski Pairwi ki gayee tou Usko Pairwi karne Waalo ke Barabar Gunaah milega aur Pairwi karne…
- Kisi Se Naram Baat Karna Ya Kisi Ko Darguzar Kar Dena .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kisi Se Naram(Bhali) Baat Karna Ya Kisi Ko Darguzar(Muaf) Kar Dena, Uss Sadqe Aur Khairaat Se Behtar Hai, Jise Dene Ke Baad Uske Lene Waale Ko Dukh Pohnchaya Jaaye. Aur Allah Badaa Beniyaz Hai". - (Surah Al-Baqrah: Aayat-263)
- Tanhaai me Gunah Karne Walon ka Qayamat ke Din Anjaam 👉 Tanhaai Me Gunah Karne Walon Ka Qayamat ke Din Anjaam ye hoga ki Allah unke Amal ko fiza me udte hue zarre ki tarah bana dega. Hadees of the Day Sawban (R.A.) se riwayat hai ke, Nabiﷺ ne farmaya : "Main apni ummat me se aise logon ko janta…
- Sabse bada sood Aaj ki Hadees | Hadees of the Day Sabse bada sood ✦ Said ibn Zayd (R.A) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Sab se bada sood ye hai ke Aadmi Nahaq kisi musalman ki Beizzati kare." 📕 Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1448-Sahih
- Hadees: Jis Qoum me Sood aam ho jata hai, us me pagal pan ki… Hadith: 10-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jis Qoum me Sood (interest/usury) aam ho jata hai, us me Pagal pan ki bimari phail jati hai. 📕 Al Kabair Liz Zahabi: 1/61
- Taubah Karne Waalo Ka Inaam .... » Asli Taubah Woh Hai Jo Gunaah Karne Ke Baad Dobara (Wo Gunaah) Na Kiya Jaaye, Balki Yeh Saacha Ahad Ho Aapne Rabb Ta'ala Se Ki Ab Mai Yeh Gunaah Dobara Apni Zindagi Me Kabhi Nahi Karunga, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Woh Ke Jab Koi Behayai Ya Aapni…
- Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam Hadees of the day Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jhoothi Qasam ke Jarye apne samaan ki maang badhaane wale se qayamat ke din Allah Taala na baat karega aur na uski taraf Rehmat ki Nazar se dekhega." 📕 Sahih Muslim, Hadees 106
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Sood Khane aur Khilane wale par Lanat (Hadees) Sood Khane aur Khilane wale par Lanat RasoolAllah (ﷺ) ne Sood Khane wale, khilane wale, Likhne wale aur uske dono Gawaho par Lanat ki hai. Aur farmaya: (Gunah me) yeh Sab barabar hai. 📕 Sahih Muslim; 1598, (4093)
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]