Tum me se sab se acche log wah hai jo ... ♥ Hadees-e-Nabvi (ﷺ) : Nabi-e-Kareem (Salallahu Alahi wasallam) farmate hai, “Tum me se sab se acche log wah hai, jo Qarz ki adayegi ke muamle me acche ho” – (Muslim, Hadees: 4195) ♥ हदीसे नबवी (ﷺ) : नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया, “तुम में से सबसे अच्छे लोग वह है, जो क़र्ज़ की अदाएगी के मुआमले में अच्छे हो” – (मुस्लिम, हदीस: 4195)
Al-Quran: Agar tum acche kaam karoge to apne hi… Quran: 04-July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke liye karoge aur bure kaam karoge to bhi wo tumhare liye hi bura hoga.' 📕 Surah Bani Israil 17:7
Bewah Aurato ka Nikah: Quran Hadees ki roshni mein ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Bewah Aurato ka Nikah: Quran Hadees ki roshni mein Kuch Aisi Rasam’en bhi Musalman me Raaij hai ke Bewah Aurat ka Nikah ko Bura aur aar Samjhte hai, Balke Isko Aib Samajhne me Kufr ka khauf hai, Kyunke Shariyat ke kisi Hukm ko Aib Samajhnaaur Iske karne waale ko Zaleel Jan'na Kufr hai. Allah Ta'ala ne Quraan me Irshaad farmaya hai : Al-QURAN "Aur Nikah kardo Apno me Inn ka Jo Benikah ho aur Apne Layaq Ghulamao…
Meezan me Sabse Bhaari acche Akhlaq (Hadees) Meezan me Sabse Bhaari acche Akhlaq Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : Meezan me Sabse Bhaari Cheez Acche Akhlaq Hoga. 📕 Sunan Abu Dawood; 4799, Sahih
Sabse Acche aur Bure Hakim ki Pehchan ۞ Hadees: Umar bin Khattab (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Kya mai tumhe sabse acche aur bure Hakim ke bare na bata du ?" Sabse Acche Haqim wo hai jinse Tum(Riyaya) Mohabbat kare aur wo riyaya se mohabbat kare, tum unke liye Allah se Dua karo aur wo tumhare Haq me Dua kare. Aur Sabse bure haqim wo hai jinse tum (Riyaya) nafrat kare aur wo riyaya se nafrat kare, tum unke Haq me Badduwa karo…
Baap ke Saath Husne Sulook ka Aala Darja ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Baap ke saath Husne Sulook ka Aala Darja yeh hai ke uski Wafaat ke baad us ke Milne julne waalo ke saath accha sulook kare." - (Muslim, 6679) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अब्दुल्लाह इब्ने उम्र (रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: "बाप के साथ हुस्ने सुलुक का आला दर्जा यह है के उसकी वफात के बाद उस के मिलने जुलने वालो…
Baaz log Allah ke baare me bina ilm ke jhagdte hai Baaz log Allah ke baare me bina ilm ke jhagdte hai Allah Ta'ala Quran me farmata hai: "Baaz Log Allah ke Baare mein Baghair Ilm ke Baghair Hidayat ke aur Baghair Roshan Kitaab ke Jhagadte hain." 📕 Qur'an, 22:8
Deen-e-Tawheed Ki Wasiyat Ambiya (Alahi Salam) Ki Sunnat ... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Ambiya (Alahi Salato Salam) Ke Bheje Jaane Ka Maksad Allah Ka Paigaam Uske Bando Tak Pohochana Hota hai,.. Aur Allah Rabbul Izzat Ne Roo-e-Zameen Par Kamosbesh 1 Lakh 24 Hazar Nabi aur Rasool Maboos Kiye Taaki Apne Hukm Ko Deen-e-Tawheed Ka Paigaam Apne Bando Tak Pohchaya Jaye,.. *Aur Tamam Tar Ambiyao ne Ta-Waqte-Hayat Apni Zimmedariya Bakhubi Nibhayi ,.. Hatta Ke Haalat-e-Wafat Ke Kareeb Hai Fir Bhi Apni Naslo Ko Deen-e-Tawheed Ki Wasiyat Farma Rahe Hai .. Aisa…
Jo Hota Hai Acche Ke liye Hota Hai - Whatever… https://www.youtube.com/watch?v=f_UYXtJ5TIU&pp=ygVNSm8gSG90YSBIYWkgQWNjaGUgS2UgbGl5ZSBIb3RhIEhhaSDigJMgV2hhdGV2ZXIgSGFwcGVucywgSGFwcGVucyBmb3IgdGhlIEdvb2Q%3D Jo Hota Hai Acche Ke liye Hota Hai Whatever Happens, Happens for the Good Topic Jo Hota Hai Achhe Keliye Hota Hai Topic Ki Ahmiyat Jab Hum Nahi Samajhte Jo Hota Hai Achhe Keliye Hota Hai To? Insan Ki Fitrat Me Jald Bazi Aur Na Shukri Hai Incidents Sabhi Ke Sath Hote Hai Achhe Aur Bure Hum Khud Decide Karte Hai Allah Janta Hai Kaunsi Chiz Tumare Liye Acchi Aur Buri Hai Kisi Bhi Halat Me Momin Mayus Nahi…
Apne Walidain ke sath accha sulook karo ... Apne Walidain ke sath accha sulook karotumhari Aulad bhi accha sooluk karegi ۞ Hadees: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ‟Apne Walidain ke sath accha sulook karna, tumhari aulaad bhi tumhare sath accha sulook karengi. 📕 Mustadrak, Hadees 7258
Hadees: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai… Unn Fitno se bacho jo khaas Zalimon par hi nahi ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala hai." 📕 Surah Al-Anfal 8:25 Allah jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo acche aur bure sab logon par aata hai Hadees: Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "ALLAH jab kisi…