Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein

Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

Allah Taala farmata hai:

“Maine Apne Nek Bandon ke Liye (Jannat mein) Woh Cheezein Tayyar kar Rakhi hain Jinhein kisi Aankh ne dekha na kisi Kaan ne Suna aur na kisi ke Gumaan mein Woh aayi hain.”

📕 Sahih Bukhari, Hadees: 4779

Leave a Comment