♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se riwayat hai ke,
Ek dehati Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki khidmat me hazir hua aur arz kiya
“Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam)! meri biwi ne kaaley rang ka baccha jana hai aur maine uska inkaar kar diya, ..”
Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne uss dehati se daryaft kiya “kya Tumhare paas Uoonth hai ?”
Dehati ne arz kiya “Ji haan!”
Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne daryaft kiya “Uska Rang kya hai?”
Dehati ne arz kiya “Surkh rang ke hain…”
Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne daryaft kiya “kya unme koi Qaaki Rang wala bhi hai?”
Dehati ne arz kiya “haan!”
Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya “Wo kaha se aa gaya?”
Usne kaha “Aye Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Shayad kisi Rang ne usko Ghaseet liya hoga (yaani oonth ki uper Wali nasal me se koi oonth Kaaley Rang wala hoga) ,..”
Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Ho sakta hai ke Usko (Tumhare Bacche me bhi) Kisi Rang ne Ghaseet liya ho.(Yaani Tumhara inkaar karna durust nahi),..”
– (Sahih Muslim 1500 , In-book refe:Book 19, Hadith no. 26)
# Sabaq: Yaani ke Kisi Bacche ka Rang Apne Walidain Se Milta Julta Na ho Tou Isme Hairanghi Ki baat Nahi, mumkin Hai ke Uska Rang apne Nanhiyal ya dadhiyal me se kisi par gaya ho ,..
Tou Nanhiyal aur Dadhiyal ka Asar Mumkin Hai Bacche Par Lihaja Aisi Choti Choti Baato Ki Buniyad Par Biwi Ke Kiradar par Shaq Karna Durust Nahi ,..
Recent Posts
Ramzan me Umrah ka Sawaab Hajj ke barabar
807,334
Islamic Quiz 61 ka Sahih Jawab
2,477
Mahe Rajab ki Haqeeqat aur Humari Bidatain by Adv. Faiz Syed
807,796
Bikaau Media ko Muslim Speaker ka Muhh tod jawab
807,349
Jo Qurbani ka Irada rakhe wo Zilhujja ka chand nazar se Eid tak baal aur nakhun na katein
807,908
Roze Qayamat Maaldar Log Miskino Par Rashk Karenge …
807,211
Aaj Quran ke Sath Kaisa Suluk Karta hai Musalman (Funny but Ilmi)
807,215
Aankho ke fadakne ki kya hakikat hai Islam mein janiye
817,660
Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha
807,309
Ek-Doosre ko Burey Naam na rakho
807,302
Hadees: Jo Bando Par Reham Nahi Karta Allah us par Reham nahi karega
807,663
Islamic Quiz 11th ka Sahih Jawab
1,449
Har Taana Dene Wale Chugalkhor Ki Kharabi Hai …..
807,544
Husn-e-Akhlaq ki Ahmiyat aur Fazilat
Importance of Good Character According to Quran and Sunnah
814,247
यहूदियों का तारुफ़ (Introduction of Jews in Urdu)
807,620
2
3
…
172
Next