♥ Al Qur’an: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦
✦ Aur Ahsan karo padosiyo aur ajanabi padosiyo aur pahlu me baithne walo ke sath.
– (Surah An-Nisa 4:36 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ और अच्छा व्यवहार करते रहो निकटतम और दूर के पड़ोसियों के साथ भी।
– (सूरह अन निसा 4:36 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ And (Show) kindness the neighbour who is of kin (unto you) and the neighbour who is not of kin 4.36.
– (Surah An-Nisa 4:36)
✦ Hadees: Jiska Padosi bhuka rahe wo Momin nahi ✦
✦ Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Woh Shakhs Momin nahi jo pait bhar kar Khaaye aur Uska Padosi bhooka reh jaaye”.
– (Shoabul Emaan 5660 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ नबी-ऐ-करीम (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया “वोह शख्स मोमिन नहीं जो पेट भर कर खाए और उसका पड़ोसी भूखा रह जाए।”
– (शोएब उल इमान 5660 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ Hadees: Padosi ko takleef na pahuncha ✦
✦ Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya “Jo koi Allah aur Aakhirat ke din par Iman rakhta hai wo Apne Padosi ko takleef na pahunchaye.”
– (Bukhari 6018 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने फ़रमाया “जो कोई अल्लाह और आख़िरत के दिन पर इमांन रखता है वो अपने पडोसी को तकलीफ ना पहुंचाए।”
– (बुखारी 6018 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ Hadees: Padosi ko Taqleef dene wala Momin nahi ✦
✦ Allah ke Rasool (ﷺ) ne 3 martba Allah ki Qasam khate hue farmaya ke “Allah ki Qasam Wo Shakhs Muslman nahi jiska Padosi uski izaaon se mehfooz nahi.”
– (Bukhari & Muslim Sharif)
✦ RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya, Wo Shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi) uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho”
– (Sahih Muslim 79 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ अल्लाह के रसूल (ﷺ) ने ३ बार अल्लाह की कसम खाते हुए फ़रमाया के “अल्लाह की क़सम वो शख्स मुसलमान नहीं जिसका पडोसी उसकी इजाओं से महफूज़ नहीं।”
– (बुखारी, मुस्लिम © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ रसूल अल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया, वो शख्स जन्नत में नहीं जायेगा जिसका पडोसी उसके मक्कार ओ फसाद (ज़ुल्मो सितम) से महफूज़ न हो
– (सहीह मुस्लिम 79 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ Hadees: Kounse Padosi ka haq sabse jyada hai ✦
✦ Ummaha-tul-Momineen Aayesha (R.A.) se riwayat hai ki maine pucha “Ya Rasool’Allah (ﷺ) ! Mere do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?” Tou Aap (ﷺ) ne farmaya “Jiska Darwaza tujhse jyada Qareeb hai.”
– (Sahih Bukhari 2259 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ उम्महातुल मोमिनीन आयेशा (र.अ.) से रिवायत है की मैंने पूछा ‘या रसूलल्लाह (ﷺ) ! मेरे दो पडोसी है, उनमे से किसके पास मैं हदिया (तोहफा) भेजू?’ तो आप (ﷺ) ने फ़रमाया: “जिसका दरवाजा तुझसे ज्यादा करीब हो।”
– (सहीह बुखारी 2259 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ Hadees: Padosi se accha suluk karne par Jannat ki basharat ✦
✦ RasoolAllah (ﷺ) farmatey hai ke “Jo Shakhs iss liye Halaal kamaayi karta hai ke mangne se bache, Ahlo-Ayaal ke liye kuch hasil kare aur padosi ke saath husn-e-sulooq kare tou wo Qayamat me iss taraah aayega ke iska chehra Chaudhvin ke Chand ki tarah chamakta hoga.”
– (Shoabul Emaan 10375 © www.ummat-e-nabi.com/home)
✦ रसूल अल्लाह (ﷺ) फरमाते है के “जो शख्स इस लिए हलाल कमाई करता है के मांगने से बचे, अहलो अयाल के लिए कुछ हासिल करे और पडोसी के साथ हुस्ने सुलूक करे तो वो क़यामत में इस तरह आएगा के इसका चेहरा चौंधवी के चाँद की तरह चमकता होगा।”
– (शोएब उल इमांन 10375 © www.ummat-e-nabi.com/home)
For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Recent Posts
Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi ….
807,221
क़ुरआन में माता-पिता और सन्तान से संबंधित शिक्षाएं
807,679
रमज़ान का महिना … जानिए: इसमें क्या है हासिल करना ?
Ramzan me karne wali Ibadat aur Uska Sawaab
809,591
Insan ke Marne ke baad uske sath kya hota hai ?
124
Haqeer se Haqeer Pesha Ikhtiyar kar ke Mehnat Karna
807,837
15. रबी उल आखिर | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा
930
Allah Ta’ala Se Ziyada Bardasht Karne Wala Koi Nahi
807,396
Islamic Quiz 11: in me se Kounsi Cheez Iman ke Aitbar se Momino ko Kaamil Banaati hai ?
2,133
Bhai Ki Mazrat (Muafi) Kabool Kiya Karo
807,215
Insan Ke Zindagi Ka Maksad Kya Hai ?
807,521
Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai
808,768
Hiqayat (Part 10) » Loot (Alaihay Salam)
809,680
Eid-Ul-Fitr Mubarak
807,532
Ramzan me Shaitaan aur Sarkash Jinon ko jakad diya jaata hai
807,239
Gunaah Dil Ko Pareshan Rakhta Hai ….
807,331
2
3
…
172
Next