Jab Juma ke Din ki Namaz ke liye pukara jaye tou Allah ki yaad ki taraf chal pado
“Aye Imaan walo! Jab Juma ke Din ki Namaz ke liye pukara jaye tou Allah ki yaad ki taraf chal paro aur khareed-o-farokht chorh do, Yeh tumhare liye behtar hai agar tum jano. phir jab Namaz puri ho jaye tou zameen me fayl jao aur Allah ka fazal (rozi) talash karo aur Allah ko kasrat se yaad karo, taaki tum kamyabi pao.”
Islamic Quiz 384 : Allah Subhanahu ne zameen walon… Islamic Quiz 384 Allah Subhanahu ne zameen walon ki taraf sabse pahle kisko Rasool banakar bheja? A. Adam Alaihi Salam B. Ibrahim Alaihi Salam C. Nooh Alaihi Salam D. Musa Alaihi Salam GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Nooh Alaihi Salam Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hadith: Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah ﷺ ne farmaya: "Log Qayamat ke din sifarish ke liye Adam Alaihi Salam ke paas jayenge to wo farmayenge:…
Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz go aur wo usey… 📖 Hadith (Roman Urdu) Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: "Jis shakhs ke paas koi ilm ho aur wo use chhupaye, to Qayamat ke din usay dozakh ki aag ki lagaam pehnayi jayegi." 📕 Sunan Ibn Majah: Arabic 272 | English 261 ✦ English Hadith It was narrated from Abu Hurairah (R.A) that the Prophet ﷺ said: "Whoever has knowledge and conceals it, will be brought on the Day of Resurrection bridled with reins…
Jab Kapda Pehno Ya Wuzu karo tou apne Daahine se Shuru karo ۞ Hadees: Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, Unhone kaha ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki : "Jab Kapda Pehno Ya Wuzu karo tou apne Daahine se Shuru karo." 📕 Sunan Abi Dawud, Hadees 4141
Jab kisi ko Namaz ke dauran Oongh ya Neend aaye to… Jab kisi ko Namaz ke dauran Oongh ya Neend aaye Ummahatul Momineen Aisha (R.A) se riwayat hai ki Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tum me se kisi ko Namaz ke Dauran Oongh ya Neend aaye to wo so jaye yaha tak ki Uski Neend puri ho jaye kyunki agar wo Unghte huye Namaz padhega to Shayad wo Astigfar karne ki jagah khud ko Baddua kar dega." 📕 Sunan Abu Dawud, Jild 1,1297-Sahih ✦ Hadees : Jab Neend Gehri ho to So jaye…
Jab Gussa aaye tou kya kare? Gusse ka Ilaj Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tum me se kisi ko Gussa aaye to usey chahiye khamoshi ikhtiyar kare." 📕 Musnade Ahmed, Hadees: 2136
Juma ke Din ya Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Hadees of the Day | Jumma Series Juma ke Din Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Jumah ke Din Surah Kahf padhta hai uske liye ek Jumah se Dusre jumah tak noor roshan ho jata hai." 📕 Saheeh al-Jaami, 6470 Juma ki Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Jisne Juma ki raat Surah kahf padhi uske aur baitullah ke darmiyan noor ki roshni ho jati hai." 📕 Saheeh al-Jaami,…
Marne waalon ki achchaiyon ko yaad rakho, aur Burayi… Marne waalon ki achchaiyon ko yaad rakho Hadees: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke "Apne marne waalon ki achchaiyon ko yaad kiya karo aur un ki buraaiyon ko bayaan na karo." 📕 Sunan Abu Dawood, Hadees: 4900
Jab 3 Shakhs saath baithey ho tou 2 shakhs Kaanafusi na kare Jab 3 Shakhs saath baithey ho tou Abdullah (R.A) se riwayat hai ke Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "jab Teen shaksh saath ho to teesre Shakhs ko chor kar Do log aapas me Kaanafusi (chupke se baat) na karey." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 6288
Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Hadees of the day Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Dunia ke dino me Sabse Afzal din Zil Hijjah ke Dus din hai." 📕 Sahih Al Jami 1133 Aur bhi Padhey: Zil Hijjah ke Shuru ke 10 Dino ki fazilat Qurbani Ke Ahkaam O Masaail अशरा ज़ुल हज की फ़ज़ीलत क़ुरानो सुन्नत की रौशनी में Ashra Zul-hijjah Mein Kasrath Se Karne Waale Amaal Dhul Hijjah Ke Amaal-e-Swaaleh Allah Ko Pasand ♫ Qurbani…
Jab Quran Parha Jaye tou Gaur se Suna karo Allah Taala farmata hai: "Aur Jab Quran Parha Jaye tou Tawajjo se Suna karo aur Khamosh Raha karo Taaki Tum par Reham kiya jaaye." 📕 Quran, Surah Al Araf 7:204
Agar Tumhare Zariye Ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye tou ... Hadees of the Day Agar Tumhare Zariye Ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye Hazrate Ali (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Allah ki Qasam! agar tumhare Zariye ek bhi Aadmi ko Hidayat mil jaye tou wo Tumhare liye Surkh Untoun (Camel) se behtar hai." 📕 Muslim, Hadees 2406 Surkh Unthon ki Naslo me se sabse behtareen Nasl hai, aur Allah Uss Bandey se jyada raazi hota hai Jo Logon Me Awaam me hidayat ki Dawat deta hai,…
Juma ki Namaz kis par Farz hai? Hadees of the Day | Jumuah Series 4 logo ke Alawa har Musalman par Farz hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jumuah ki Namaaz Jama'at se Ada Karna har Musalman par Farz hai Siwaye 4 Logon: Ghulaam, Aurat, Nabaligh Bachcha aur Bimaar ke." 📕 Abu Dawood: 1067 (Sahih)
Khutba-e-Juma ke Adaab Hadees of the Day Khutba-e-Juma ke Adaab Samura Ibne Zundab (R.A) ne kaha ki - Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : "Hazir Raho Khutbey (Jumma ke Khutbe) ke Waqt aur Imaam se Qareeb raho Isliye ke Aadmi Jis Qadar door rahega usi Qadar Jannat me piche rahega agarche woh Jannat me Dakhil zaroor hoga." 📕 Sunan Abu Dawood, Hadees 1108
Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se marega tou… Hadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega. 📕 Musnade Ahmed 1399
Jab tum Murghe ki Aawaaz suno tou Allah Ta'ala se… ۞ Hadees: Abu hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab tum Murghe ki (baang)Aawaaz suno tou Allah Ta'ala se uska fazl mango, kyun ke wo farishta dekh kar Aawaaz lagata hai aur Jab tum Gadhe(Donkey) ki Aawaaz Suno tou shaitan se Allah ki panah mango, kyun ke wo shaitan ko dekh kar Aawaaz nikalta hai." 📕 Sunan Abu Dawood 5102-Sahih 📕 In-book refe:Book 43, Hadith 330 ❝ Auzu Billahi Minash Shaitanir Rajim ❞ (Allah…