Allah Ki Panah Maango Mohtaaji, Zillat aur Zulm Se

Allah Ki Panah Maango Mohtaaji, Zillat aur Zulm Se

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:
“Allah Ki Panah Maango Mohtaaji Se Aur Kami Aur Zillat Se
Aur Zulm Karne Se Aur (Apne Upar) Zulm Kiye Jane Se.”

– Sunan Ibn Majah , Hadith no. 3842

♥ In’sha’Allah ul Azeez !
Allah Taala Hume Kehne Sun’ne Se jyada Amal ki taufik Dey ,..

Leave a Comment