Zikr-e-Illahi ke siwaye Kasrat-e-Kalam Dil… ✦ RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Zikr-e-Illahi ke siwaye Kalam ki Kasrat (bahut zyada baat Karne ) se bacho! kyunke Zikr-e-Illahi ke siwaye Kasrat-e-Kalam Dil ko Sakht Bana deta hai aur logo mein Allah Subhanahu se Sabse zyada door Sakht Dil…
Hadees: Tum Qayamat ke din apne aur apne… Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaoge Abu Darda (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaoge, isiliye acche naam rakha karo."…
Allah Subhanahu farmata hai 'agar tumne… Allah Subhanahu farmata hai 'agar tumne Shirk nahi kiya to Main Zameen bhar Magfirat lekar tumse miluga' ۞ Hadees-e-Qudsi: Abu Dhar (R.A.) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: 'Allah Subhanahu farmata hai - "Neki (ka ajar) 10…
Gunah wo hai jo dil me khatke aur Sabse… Gunah wo hai jo dil me khatke aur Sabse chupane ka dil kare Nawwaas (R.A) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Gunaah wo hai jo Tere dil me khatke aur tujhe accha na lage ke logon ko…
Islamic Quiz 219 : Apne Ghar ki Behayai… Apne Ghar ki Behayai par khamosh rehne wale mard ko kya kehte hai? | Options Are: A. Dayyus, B. Mutakabbir, C. Maghroor, D. Mu'azziz
Qurani Dua-7 : Aye Allah hum par Aisa boz… ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ رَبَّنَا وَلاَ تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرًا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى الَّذِينَ مِن قَبْلِنَا ❝ Rabbana wala tahmil alayna isran kama hamaltahu 'alal-ladheena min qablina ❞ (Aye Allah hum par Aisa boz na daal jaisa tuney humse pahle ke logo…
Tum doosron par kharch karte raho, Allah… Tum doosron par kharch karo, Allah tum par kharch karega Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke: "Allah Taala ne farmaaya: Aye logo! tum doosron par kharch karte raho, main tum par kharch karta…
Zyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai Zyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne irshad farmaya - "Zyada naa Hasaa karo, Iss liye ke Ziyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai." 📕 Tirmizi, Hadees 2305