♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya –
“Jis Shakhs Ne Apne Bhai Ko Kisi Aise Gunaah Par Sharminda Kiya
Jis Se Woh Taubah Kar Chuka Tha ,
Tou Woh Uss Waqt Tak Na Marega Jab Tak Ke Woh Uss Gunaah Ko Na Kar Lega”
– (Sunan Tirmizi 2505, Shobul Imaan 6271)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Apne Bhai Ko Uskey Gunaaho Par Sharminda Na Karey …
Related Posts:
- Zaalim Duniya Me Hi Mazlum Se Muafi Mang Le ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Jisney Apney Kisi Bhai Par Zulm Kiya Ho Tou Usey Chahiye Ki Iss Se (Duniya Me) Muaf Kara Le, Kyunki Aakhirat Me Dinar Aur Diraham (Rupye Paisey) Nahi Hongey, Iss Se Pahle (Muaf Karwa Le Warna) Uskey Bhai Ke Liye Uski…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Bimar Bhai Ki Ayadat Ka Sawab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda-e-Momin Jab Apne Saahib-e-Imaan Bhai Ki Ayadat Ko Jaata Hai, Tou Wapas Aaney Tak Woh Goya Jannat Ke Bagh Me Hota Hai..." - (Muslim Sharif: Hadith no.2568)
- Apne Gunaaho Ko Awam me Jaahir Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Meri Tamaam Ummat Ko Muaf Kiya Jayega Siwa Gunaaho Ko Khullam-Khulla Karne Walo Ke Aur Ismey Ye Bhi Shamil Hai Ki, Ek Shakhs Raat Ko Koi (Gunaah Ka) Kaam Kare Aur Iskey Bawjud…
- Kisi Ki Musibat Par Khushi Naa Manaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Ne Waasila (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Apne Bhai Ki Samatat Na Kar ! Yaani Uski Musibat Par Khushi Ka Ezhar Na Kar, Ki Allah Ta’ala Uss Par Reham Karega Aur Tujhe Usmey Mubtila Kar Dega.." - (Islami Akhlaq-O-Aadab,…
- Aamaal Ke Sawaab Ka Daromadar Niyato Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umar Bin Al-Khattab (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Amal Ka Daromadar Niyat Par Hai Aur Har Shaksh Ko Wohi Milta Hai Jiski Wo Niyat Karey - Isliye Jiski Hijrat (Emigration) Allah Aur Uskey Rasool Ki Raza Hasil Karney Ke Liye…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Kisi Ka Saaman Bina Ijazat Ke Naa Lo ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Tum Me Se Koi Shakhs Apne Bhai Ke Samaan Ko (Bagair Ijazat) Na Mazaq Me Le Aur Na Hakiqat Me Le”. - (Abu Dawood) » Wajahat: Lihaza Apne Bhai Ya Kisi Ki Bhi Cheez(Saj-o-Saman) Ijazat Ke Bagair Lene Se Manaa Farmaya.…
- Musalman Aapas Me Bhai-Bhai Hai ,... Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Hai: ♥ Al-Quraan: "Beshaq Momin Aapas Me Bhai-Bhai Hai" - [Surah(49) Hujrat; Ayat-10] - Ek Riwayat Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: “Momin Dusre Momin Ka Aaeena (Mirror) Hai, Aur Momin Dusre Momin Ka Bhai Hai. Jo Nuksaan Ko Uss…
- Madat Karnewale Ko Allah Ki Madat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Allah Ta'ala Apne Uss Bande Ki Madad Farmata Rehta Hai Jabtak Woh Banda Apne Bhai Ki Imdad (Madad Aur Nek Kaam) Me Laga Rahe.." - (Bukhari Sharif)
- Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya : "Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai, Jab Woh Uss Me Koi Burayi Dekhta Hai Tou Uss Buraayi Ki Islah Kar Leta Hai.” - [Bukhari As-Sahih, 01/93, Raqam-238] [Ibn Mubarak Az-Zuhad, 01/485, Raqam-1378] [Asqalani…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Burayi Ka Badla Bhi Ehtram Se Diya Karo .... » Hiqayat: Ek Din Hazrate Imaam Zain-ul-Aabidin (RaziAllahu Anhu) Ghar Se Kahin Tashrif Le Ja Rahe They Ki Raaste Me Kisi Gustaakh Ne Aapko Bura Bhala Kehna Shuru Ker Diya! Hazrate Imaam Ne Uss Se Farmaya Ki - 'Bhai Jo Kuch Tumne Mujhse Kaha Agar Mai Wakayi Aisa Hoon Tou…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Munafiq Ki Pehchan (Sign of Hypocrite in urdu) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Bayan Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Chaar Aadatey Aesi Hai Ki, Jinkey Andar Bhi Wo Hongi Wo Munafiq Hoga. Unn Chaar Me Se Agar Koi Ek Paayi Jaayegi Tou Uske Andar Nifaaq Ki Ek Aadat Hogi, Yahan…
- Bagair Ilm Ke Fatwe Dene Se Bacha Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jisko Bagair Ilm Fatwa Diya Gaya Ho Uska Gunaah Uss Fatwa Denewale Par Hai Aur Jisne Apne Bhai Ko Mashwara Diya Aur Yeh Jaanta Hai Ki Bhalai Uske Gair Me Hai Usne Khyanat Ki. - (Abu Dawood,/ Islami Akhlaq O Aadab, Page No.294) » Sabaq: Lihaja Bagair Ilm…
- Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo aur na Us se Aisa mazaq karo (Jis se us ko Taqleef ho) aur Us se aisa Waada na karo jisko poora na…
- Aib Waali Cheeze Tijarat me Bechne ke Aadab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Bechey Jis Me Aib(Burayi) Ho Tou Jab Tak Bayaan Na Kare Us'sey Bechna Halaal Nahi". - (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild-3, Page No.58, Hadith…
- Ilm Ki Talash Gujasta Gunaaho Ka Kaffara Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jis Ne Ilm Talash Kiya Tou Yeh Talash Uss Ke Gujasta Gunaaho Ka Kaffara Ho Gayi” - (Mir’aatul Manahij, Jild 1, Safa 203) # Wajahat: Taalib-e-Ilm Se Sagira Gunaah Muaf Hote Jate Hai, Jaise (Gunaah-e-Saghira) Wuzu Namaz Vagaira Ibadat Se…
- Jo Kisi Musalman ke Aib Chupayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Kisi Musalman Ki Parda-Poshi Karega (Aib Chupayega) Allah Ta'ala Duniya Aur Aakhirat Me Uski Parda-Poshi Farmayega. *Allah Subhanahu Ta'ala Uss Bandey Ki Madad Me Rahta Hai Jab Tak Banda Apney Bhai Ki…
- Apne Bhai ko Fayda Pahunchao Hadees Of The Day Apne Bhai ko Fayda Pahunchao RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Tum me se Jo Shakhs Apne Bhai ko Fayda Pahunchane ki Taaqat rakhta ho tou Usey Chahiye ki Woh Apne Bhai ko Fayda Pahunchaye.” 📕 Sahih Muslim : 2199
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Ilm Per Khud Bhi Amal Kare Aur Dusron Tak Bhi Pohchaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Mai Ne Shab-e-Meraj Me Dekha Ki Kuch Logon Ke Honth(Lips) Aag Ki Kenchiyo Se Kaate Ja Rahe They. Mai Ne Pucha 'Jibrail Ye Koun Log Hai?' Jibrail Ne Kaha 'Ye Aapki Ummat Ke Waaj Kehne Wale Hai Jo Logon Ko Acchi Baat…
- Ilm Hasil Karnewale Ka Martaba ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Farishte Ilm Hasil Karnewale Ke Amal Se Khush Hokar Uskey Liye Apne Bazu(Wings) Bicha Detey Hai.." - (Ahyaul Uloom Jild#2, Page#52)
- Sharmindagi Taubah Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke - "Sharmindagi Taubah Hai" - (Sunan Ibne Majah, Abwaab Al Zuhd, Baab Zikr Fee Tooba, Jild: 4, Page: 492, Hadith:4252) • Wajahat: Hadees Me Bataya Gaya Hai Ke Gunaaho Se Nadamat Hona…