Tum aise kanjus na bano ke ke apne hath ko gardan se bandh kar rakho
Allah Taala Quran me farmata hai:
“Tum aise (kanjus) na (bano ke) ke apne hath ko gardan se bandh kar rakho aur na (aise fuzool karch ke) hath ko bilkul hi khula chdod do;ke jis ke nateeje me tumhe qabile malamat aur khali hath ho kar baithna padey.”
Al-Quran: Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raho… Allah Taala Quraan me farmata hai: "Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raha karo aur Zamana-e-jahiliyat ki tarah be parda mat phiro." 📕 Surah Ahzab, 33:33
Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh Tum tak pahunch kar rahegi Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh Tum tak pahunch kar rahegi Allah Ta'ala Quran-e-Majid me farmata hai: “Jis Maut se Tum Bhaagte ho Woh to Tumhein Pahunch kar Rahegi,phir Tum Sab Chhupe khule ke Janne wale (Allah) ki taraf Lautaye jaoge aur Woh Tumhein Tumhare kiye hue Tamaam kaam bata dega.” 📕 Quran, 62:8
Kya tum log Aakhirat ki zindagi ke muqable dunia ki… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ अल्लाह तआला कुरआन में फरमाता है: ❝ क्या तुम लोग आखिरत की ज़िन्दगी के मुकाबले दुनिया की जिन्दगी पर राजी हो गए ? दुनिया का माल व मताअ तो आखिरत के मुकाबले कुछ भी नहीं। ❞ ❝ Kya tum log Aakhirat ki zindagi ke muqable dunia ki zindagi par razi ho gaye ? Dunia ka maal wa matah to aakhirat ke muqable kuch bhi nahi. ❞ 📕 Surah Taubah 9:38 (इस लिये किसी इन्सान के लिये मुनासिब…
Na Kisi Ko Nuqsaan Pahunchhao, Na Nuqsaan Pahunchane… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasoo (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya; " Na Kisi Ko Nuqsaan Pahunchhao, Na Nuqsaan Pahunchane Ka Zariyah Bano." - (Musnad Ahmad, 2865) ♥ हदीस-ऐ-नबवी ﷺ: अल्लाह के रसूल (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: "ना किसी को नुकसान पोह्चाओ, न नुकसान पोहचाने का जरिया बनो" - (मुसनदे अहमद, 2865) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Agar Tum Mout ki Raftar ko Dekh Lete tou ... Agar Tum Mout ki Raftar ko Dekh Lete Hazrate Ali (R.A) ka Mashoor aur maruf qoul hai ke - "Agar Tum Mout Ki Raftar Ko Dekh Lete Tou Tum Zaroor Ummeedo Aur Umango Se Nafrat Karte. Aur Hargiz Inn Me Maghroor Na Hote.." 📕 Bujurgo ke Aqwaal
Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak apni pyari… Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak "Tum hargiz Bhalai ko na pohochoge jab tak apni pyari cheez Allah ki raah me kharch na karoge. aur tum jo kuch kharch karoge Allah Ta'ala bakhoobi janta hai." 📕 Al-Quran; Surah Aal-e-Imran 3:92
Aye Logon Tum Par Hajj Farz kiya Gaya : Hadees Aye Logon Tum Par Hajj Farz kiya Gaya : Hadees Hadees: Hazrat-e-Abdullah Ibne Abbas(R.A) se riwayat hai,RasoolAllah (ﷺ) Irshad farmate hai - Jab Hazrate Ibrahim (Alaihay Salam) Khaana-e-Kaaba Ki Tameer Muqammal kar liye tou Allah Ta'ala ki Bargaah me Marooza kiye - 'Ilaahi Maine Tameer Muqammal Kar Li Hai!' Tabhi Allah Ta'ala ne hukm farmaya 'Logon me Hajj ka Ailaan karo" Unhone Arz Ki Ilaahi Meri Aawaz Kaise Pahuchegi.? Allah Ta'ala ne irshad farmaya - 'Aawaz Dena Tumhara Kaam hai…
Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Hadees: Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa rakhi ho." 📕 Shoaib Ul Iman, Hadees 3427
Hadees: Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke… Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaoge Abu Darda (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Tum Qayamat ke din apne aur apne baap ke naam se pukaare jaoge, isiliye acche naam rakha karo." 📕 Abu Dawood, Hadees 4948
Kisi ke Aage Hath Phailane se bache Kisi ke Aage Hath Phailane se bache Allah ke Rasool (ﷺ) ne Farmaya: لأن يحتطب أحدكم حزمة على ظهره،خير له من أن يسأل أحدا فيعطيه أو يمنعه "Agar Koi Shakhs Lakdiyon ka Gattha Apni Peeth Par (Bechne ke liye) Liye Phire to Woh is se Achcha hai ki kisi ke Samne Hath Phailaye phir Chahe usey (koi) Kuch de ya na de." 📕 Sahih Bukhari: 2374
Maal ko Kharch karo aur Gin Gin kar Na rakho: Hadees Maal ko Kharch karo aur Gin Gin kar Na rakho ۞ Hadees: Asma (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Maal ko (Jayaz) Kharch kar, gin gin kar na rakh, warna Allah Ta'ala tujhe bhi gin gin kar dega (phir Rozi se Barqat khatm ho jayegi) aur Maal ko rok kar na rakh, Warna Allah Taala tujhse Rizq ko rok lega." 📕 Bukhari, Hadees 2591
Jo Zakaat tum Allah ki khushnoodi haasil karne ke… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Jo Zakaat tum Allah ki khushnoodi haasil karne ke iraade se dete ho, to jo log bhi aisa karte hain, woh (apne maal ko) kayi guna badha lete hain." 📕 Quran; Ar-Rum 30:39
Jo Tum Bura Karoge Woh Tumhare Saath Rahega Ek Aurat Hamesha Jab Apne Ghar Waalo Ke Liye Roti Pakaati Tou Ek Roti Khidki Ke Bahar Rakh Deti, Yeh Soch Kar Ki Koi Bhuka Faqir Aayega Tou Ye Roti Utha Kar Le Jayega Aur Dua Dega. Jab Woh Aurat Khidki Par Roti Rakhti Tou Ek Faqir Waha Par Aata Aur Uss Roti Ko Utha Kar Chal Deta. Aur Bolte Jaata Ki "Jo Tum Bura Karoge Woh Tumhare Saath Rahega Aur Jo Tum Accha Karoge Woh Tum Tak Laut Aayega".…
Ramadan Day 1 : Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye 01st Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me farmata hai:“Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye, jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they ta’ake kahi tum Taqwa(Parhezgaari) ikhtiyar karo.”📕 Surah Baqrah 2:183
Tum Behtareen Ummat ho kyunki Allah Taala farmata hai: "Tum Behtareen Ummat ho jo logon ke liye nikaali gayi ho, (Tum Behtareen isiliye ho kyunki) Tum Neki ka Hukm dete ho aur Burayi se Rokte ho." 📕 Quran, 3:110 Amr Bil Maroof Wa Nahi Anil Munkar Meaning Neki ka Hukm dena aur Burayi se Rokna