Neki aur Parhezgari ke kaamo me ek dusre… Neki aur Parhezgari me ek dusre ki madad karo Allah Taala Quran me farmata hai: "Neki aur Parhezgari ke kaamo me ek dusre ki madad kiya karo.Aur Gunaah wa Zulm par Madad naa karo!,Aur Allah se Daro, Beshaq Allah ka…
Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya… Logon ko Deen sikhaao aur Aasania paida karo Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 2136
Ek Saath khana khao aur us par Allah ka… Aaj ki Hadees | Hadees of the Day Ek Saath khana khao aur us par Allah ka naam le liya karo ۞ Hadees: Wahshi bin Harb (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ‟Ek Saath khana khao…
Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kamo se Rokti hai Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kamo se Rokti Allah Ta'ala farmata hai: "Aye Rasool ! Jo Kitaab Tumhare Paas Nazil ki Gayi hai Uski Tilawat karo aur Pabandi se Namaz Parho, Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kaamo se Baaz(Rokti) Rakhti…
Allah se Madad ki Dua - Aye Allah ! tera… Allah se Madad ki Dua - Quran e Kareem me Allah Taala ne jo hume Madad Mangne ki Dua sikhayi - Aye Allah ! tera Inkar karnewalo ke Muqable me humari madad farma ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah se Madad ki…
Beshaq Allah tumhare Sath hai Beshaq Allah tumhare Sath hai Allah Taala farmata hai: "Aur woh (Allah) tumhare Sath hai, tum jaha kahi raho." 📕 Quran, 57:4
Al-Quran: Allah Yaqeenan Tawakkul karne… Quran: 23-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Allah Yaqeenan Tawakkul karne walo se Muhabbat karta hai.' 📕 Surah Aal-e-Imran 3:159
Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab… Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab Milta hai Hadees: Hazrate Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "1 Shakhs raste mein chal raha tha ke usey Shiddat ki pyaas lagi usey Ek Kunwa(Well) mila…
Gareebo se Muhabbat karo aur un ke saath Gareebo se Muhabbat karo aur un ke saath baitho Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Gareebo se Muhabbat karo aur un ke saath baitha karo." 📕 Mustadrak, Hadees 7947