3 Tarah ke Logo par se Qalam Utha diya gaya hai 3 Tarah ke Logo par se Qalam Utha diya gaya hai Ummaha tul Momineen Aayesha (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya, "Teen(3) tarah ke logo par se qalam utha diya gaya hai (yaani unke gunah nahi likhe…
Islamic Quiz 260 : Wo Kaunsi Masjid hai… Wo Kaunsi Masjid hai jaha Namaz ada karne se ek Umrah karne ka sawab milta hai? | Options are: A. Masjid e Aisha, B. Masjid e Aqsa, C. Masjid e Nabwi, D. Masjid e Quba
Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha)…
Khana Kha ke Shukr ada karne waale ka darja Khana Kha ke Shukr ada karne waale ka darja Hadees: RasoolAllah (ﷺ) farmate hai: "Khana Kha ke Shukr Ada Karne Wale ka Darja, Sabr karne Wale Rozedar ke Barabar hota hai." 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 1837
Qarz ke Ada Kiye Bagair Momin Jannat me… ✦ Hadees: Qarz ke Ada Kiye Bagair Momin Jannat me Dakhil Na hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Muhammad bin jahsh (R.A.) farmate hain ki hum Rasool'Allah ﷺ ke paas baithey hue they, Aap ne apna Sir Aasman ki taraf uthaya, phir haath…
Maaldaar ki taraf se Qarz ke Ada Karne me… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, “Maaldaar Ki Taraf Se Qarz Ke Ada Karne me Deri Karna Zulm aur Zyadati Hai.” - (Sahih Al-Bukhari, 2400) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू हुरैरा (रज़ीअल्लाहु…
♫ Qaza e Umri ki Hakikat aur Qaza Namaz… Qaza e Umri Ki Namaz Padhna Kaisa Hai ? Kya Qaza e Umri Qurano Sunnat se Sabit hai? tafsili jankari ke liye audio clip ka mutala kare,. jazakAllah khairan kaseera ♫ Qaza-e-Umri Ki Hakikat ♫ Qaza Namaz Kaise Ada Karey…
Hamesha Allah ki Neymato ka Shukr Ada… Hajra (Alaihay Salam) ke Inteqal ke baad jab Hazrat Ibrahim (Alaihay Salam) apne bete Ismayil (Alaihay Salam) se mulaqat ke liye aaye tab Unhe maloom hua ke Ismayeel (Alaihay Salam) Ka Nikaah, Makkah Me Hi Rahne Wali Ek Khatoon (Aurat)…
Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis… Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai ۞ Hadees: Ka'b bin Ujrah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Sadqa Gunaahon ko iss tarha khatam kar deta hai jis tarah…