Nikah Nigaah aur Sharmgah ki hifazat karta… Nikah Nigaah aur Sharmgah ki hifazat karta Hadees: Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne Irshad farmaya - "Aye Jawaano Jo Tum me se Aurato ke Hakooq (Haq) ada karne ki Taaqat rakhta hai…
Ghusse ko Qabu me Karne ka Nabvi Tarika… ✦ Hadees: Gusse ko Qabu karne ki Dua ✦ Sulaiman bin Sard (R.A.) ne bayan kiya ki Main RasoolAllah (ﷺ) ki khidmat mein baitha hua tha aur qareeb hi do aadmi aapas mein Gaali Galoch kar rahe they ki ek…
Jab Banda koi Nek Amal pabandi se karta rehta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, wo kehte hain maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko ek ya do baar hi nahi balke mutaddad baar ye kehte huye suna Ke: "Jab banda koi Nek Amal (pabandi se)…
Allah ki Rehmat Allah ke Gusse se badhkar hai Allah ki Rehmat Allah ke Gusse se badhkar hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Jab Allah Ta'ala ne Makhlooq ko Paida kiya tou Arsh ke Upar Apne Paas apni Kitab me likh Diya ki Meri Rehmat mere Gusse par Galib…
Islamic Quiz 191 : Wo Kounsa Amal jis ke… Wo Kounsa Amal jis ke Karne se Shaitan ke jism ka ek aaza toot jata hai? | Options are: A. Namaz, B. Sadqah, C. Nikah, D. Wazu
Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal Allah Ta’ala se Qareeb karne wale Aamal ۞ Hadees: Hazrate Samrah (R.A.) ne farmaya, Hum Darbaar-e-Nabuwat (ﷺ) me haazir they ke, Ek Shakhs haazir hua aur arz kiya “Ya Rasool'Allah (ﷺ) ! Allah Ta’ala ke Qareeb tar Aamal kya hain?…
Jab Banda-e-Momin Wazu Karta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ‘Jis waqt Banda-e-Momin Wuzu shuru karta hai, phir kulli karta hai tou is ke mun’h ke Gunah nikal (jhad) jate hain. Phir jis waqt Naak Jhaadta hai is ke Naak ke Gunah nikal jaate…
Gareebi ki wajah se Hajj na karne walo ke… ✦ Mafhum-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) ne farmaya Gareeb log (Sahaba) Nabi (ﷺ) ki khidmat me hazir huye aur kaha ki: Ameer aur Raees log buland darjat aur hamesha rahne waali Jannat haasil kar chuke halanki jis tarah hum…
Allah Hates: Allah Ta'ala uss shakhs se… Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya ke - "Allah Ta'ala uss shakhs se Nafrat karta hai jo sakht mijaz ho, Zyada khane wala ho, Bazaro me chikhne wala ho, Raat me murde ki…
Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko… Nasihat karte raho, Nasihat Iman walo ko Fayda deti hai Allah Ta’ala Quran me farmata hai: “Nasihat Karte Raho, Beshak Nasihat Iman Walon ko fayda deti hai.” 📕 Al-Quran, 51:55
Allah se darto! Allah Tumhare kaamo se… Allah se darto! Allah Tumhare kaamo se bakhabar hai "Allah se darte raho, Allah yaqeenan tumhare tamam kaamo se poori tarah ba khabar hai." 📕 Surah Maidah 5:8
Momin tou Aise hotey hai, Jab Allah ka… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Sacche Momin ki Pahchan Allah Taala Quran-e-Majid me farmata hai: "Momin tou aise hotey hai, Jab Allah ka Zikr aata hai tou Unke Dil hil jaate hai, aur Jab Allah ki Aayat unke Saamne padkar sunaayi jaati…
Al-Quran: Beshaq Allah Taala Itraane wale… Allah Taala Quran me farmata hai: "Beshaq Allah Taala Itraane wale aur badhayi marne wale ko pasand nahi karta. 📕 Surah Nisa, 4:36
Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab… Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab Milta hai Hadees: Hazrate Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "1 Shakhs raste mein chal raha tha ke usey Shiddat ki pyaas lagi usey Ek Kunwa(Well) mila…
Allahumma Inni Zalamtu Nafsi | Magfirat ki… Allahumma Inni Zalamtu Nafsi Dua Hadees: Abu Bakr Siddique (R.A) ne RasoolAllah (ﷺ) se kaha ki Mujhe aisee Dua sikha dijiye jo Main namaz me parha karu tou Aap (ﷺ) ne farmaya ke ye parha karo - اللَّّهُمَّ إني ظَلمتُ نفسي ظُلمًاًًً…
Islamic Quiz 190 : Kis ke bare mein agar… Kis ke bare mein agar Zikr kiya jaye to khamoshi ikhtiyar karne ka hukum diya gaya hai? | Options Are: A. Anbiya Alaihi Salam, B. Sahaba, C. Qayamat, D. Wirasat
Allah Taala Gaali galoch Karnewalo ko… Gaali Galoch karna kaisa? Hadees: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya: “Allah Ta’ala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta.” 📕 Al Adab al Mufrad, Hadees 310
Beshak Sadaqah Rab ke Gusse ko Thanda karta hai Beshak Sadaqah Rab ke Gusse ko Thanda karta hai Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Beshak Sadaqah Rab ke Gusse ko Thanda kar deta hai." [ Tirmidhi 664 ]
Logo ki Zaroorat poori karne wale Allah ke… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Allah Ta'ala ne Kuch Bando ko Logon ki Zaroorate poori Karne ke liye Paida Farmaya, Log unke Paas Apni Jarurat Le…
Khayanat ka anjam : Khayanat karne walo se… Khayanat ka anjam Hadith-e-Qudsi: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmate hai ke, Allah Ta'ala farmaata hai: "Main 2 saath mil kar kaam karne walon ke saath hota hoon jab tak ke koi sathi khayanat na kare, jab koi ek bhi khayanat karta hai…
Jo Allah par bharosa kare to Allah uske… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Jo Allah par bharosa kare to Allah uske liye Kaafi Hai” – (Roman Urdu: Al-Quran; 65:03) “जो अल्लाह पर भरोसा करे तो अल्लाह उसके लिए काफ़ी है” – (हिंदी अनुवाद; कुरान 65:03) “जर कोणी अल्लाहवर विश्वास ठेवतो तर…
Sadqa dene walo ka Silah Rab ke paas hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Jo Log Apna Maal Allah ki Raah me Kharch karte hai, Phir Kharch karne ke baad na tou Ahsaan Jatlaate hai aur Na Takleeef pahunchaate hai, Unka Silah tou unke Rab ke yahan hai hi, aur Qayamat…
Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195
Momino ki Misaal ek dusrey par Reham… Hadees of the Day Momino ki Misaal ek dusrey par Reham wali hoti hai No’man bin Bashir (R.A) riwayat karte hai ki,Huzoor Nabi-e-Akram (ﷺ) ne farmaya: "Momineen ki Misaal ek dusrey par Reham karne, Dosti rakhne aur Shafqat ka mujahira karne me ek Jism…
Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat… Hadees of the Day Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai TRANSLITERATION ★ Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne faramya, ‟ Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin…
Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati…
Islamic Quiz 288 : Har Roz Aasman se Do… Har Roz Aasman se Do farishte aate hain, unme se Ek Farishta kis ki tabahi ke liye dua karta hai? | Options are: A. Sharabi, B. Maa Baap ka Nafarman, C. Zinakar, D. Bakhil (Kanjus)
Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama… ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko…
Halala ka Nikah karne wale ka Gunaah… Halala ka Nikah karne wale ka GunaahHalala karne wale par Allah ki Lanat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Halala aise Nikah ko kehte hai jisme koi aadmi 3 Talaq waali aurat se sirf Talaq ki niyat se Nikah aur Sohbat karta hai…
Related Posts: