♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke –
“Jab Kisi Qoum Me Zinaa (Badkari) Aur Sood Fail Jata Hai Toh
Allah Uss Basti Walo Ko Halaq Karne Ki Ijazat De Deta Hai..”
– (Sahih Bukhari, Safa-242)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Zinaa Aur Sood Ki Kasrat Par Azaab-e-Ilahi
Related Posts:
- Sood aur Rishwat (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Sood kya hai, Sood ki hakikat, sood ke nuqsanat, sood ki tabah kariyan, sood ki hurmat, sood ka gunah, sood kya hai in islam, what is rishwat, rishwat in quran, ayat on rishwat, speech on rishwat in urdu, rishwat hadees, rishwat kya hai
- Ek Shakhs Ki Khairaat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Ek Shakhs Ne Kaha Ki Mai Khairaat Karunga! Chunanche, Jab Khairaat Ka Maal Leker Chala, Tou (Anjaane Me) Kisi Chor Ke Hath Me De Diya! Log Subah Ko Baatey Karne Lage Ki…
- Geebat Zinaa Se Bhi Bad'tar Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ki - "Apne Aapko Geebat Se Bachao, Yeh Zinaa Se Bhi Zyada Buri Hain!" Pucha Gaya - "Yeh Zinaa Se Kaise Baddhter Hain?" *Tou Aapne Farmaya - "Aadmi Zinaa Kerke Taubah Ker Leta Hai Tou Allah Ta'ala Kabool Farmata…
- Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Zinaa Karney Wala Zinaa Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Sharaab Peeney Wala Sharaab Peetey Waqt Momin Nahi Rehta, Chori Karney Wala Chori Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Jab Koi Lootney Wala Loot'ta Hai…
- Sood (Riba) ke Nuqsanat by Adv Faiz Sayed Sood ke Nuqsanat Destruction of Usury or Interest By Adv. Faiz Syed, Sood ki Lanat, Interest (Sood) In Islam, What Islam say about Interest/Usury/riba/sood, Sood aur us ka Ilaj, What is Riba (Usury and Interest) (Sood) According to Quran and Sunnah, What is Riba - Sood in the Light of…
- Ramzan Me Zikre-Ilahi Karne Wala Baqsh Dia Jata ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Ramzan Me Zikre-Ilahi Karne Wala Baqsh Dia Jata Hai Aur Iss Mahine Me Allah Se Maangne Waala Mehroom Nahi Rahta..." - (Shoaib-ul-Emaan Hadith no.3627) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Sood Lene Waalo Ka Qayamat me Anjaam ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Sood Khatey Hain Wo Qayamat Ke Din Uss Shakhs Ki Tarah Uthengey Jinhey Shaitan Ne Lipat Kar Deewana Bana Liya Ho Yeh Haalat Unki Iss Wajah Se Hogi Ki Unhoney Kaha Tha Ki Kharid Wa Farokht Bhi Sood Ki Tarah Hai, Jabki Allah…
- Masjid Se Mohabbat Rakhne Wala Arshe-Ilahi Ke Saaye Me ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Masjid Se Mohabbat Rakhney Wala Qayamat Ke Din Arshe-Ilahi Ke Saaye Me Hoga.." - (Bukhari Sharif) *Iss Aahadeese Mubarak me Masjid ki Mohabbat se Muraad Namazo Ki Pabandi hai ,. ♥ In'sha'Allah-Ul Azeez ! Allah Ta'ala Hume Kehne Sun'ne Se…
- Maahe Ramzaan Me 4 Cheezon Ki Kasrat Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Maahe Ramzaan Me 4 Cheezon Ki Kasrat Karo Inn Me 2 Cheezen Aesi Hain Jinke Zarye Tum Apne Rab Ko Raazi Kar Sakte Ho. Aur 2 Cheezen Aisi Hain Jinke Bagair Tumhare Liye Koyi Charah Nahi ,. *Woh 2 Cheezen Jinke Zarye…
- Dua Ki Wajah Se Allah Apne Bande ko 3 Cheezo Se Zaroor… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Koi Aisa Musalman Nahi Jo Koi Dua Kare Jisme Gunaah Aur Kitta Rehmi Na Ho Magar Allah Uss Dua Ki Wajah Se Uss Ko 3 Cheezo Se Zaroor Nawaz Deta Hai". (1). Ya Tou Filhaal Wohi Cheez De…
- Taubah Taubah Ye To Sood Hai Bilkul Sood .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Saeed Khudri Se Riwayat Hai Ki, Bilal (RaziAllahu Anhu) Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Barni Khajur (Achchey Kism Ki Khajur) Lekar Aaye Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ye Kaha Se Laye Ho ?" Unhoney Kaha - "Hamarey Paas Kharab Khajur Thi Uski…
- Hadees: Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad)… Hadith: 11-April: Amr bin Hazm (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad) sabse bada Gunah Sood khana hai. 📕 Mustadrak 1447
- Yahudiyao Ka Rasool'Allah Ki Naboowat Per Yaqeen Lana .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Hai Hazrate Safwan Ibne As’aal Se Farmate Hai Ke, Ek Yahudi Apne Sathi Se Bola Ke Mujhe Inn Nabi Ke Pass Le Chal, Sathi Bola Ke Inhe Nabi Na Kaho Agar Wo Sun Lenge Tou Inn Ki 4 Aakhein Hojayengi. Phir Wo Dono Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarat Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Ek Martaba Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Bagh Se Guzre, Waha Par 2 Qabre Thi, Ki Achanak Aawaz Aayi, Tou Huzoor (Sallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Waalo Par Azaab Ho Raha Hai, Ye Usi Ki Aawaz Hai",…
- Fara'iz Ki Pabandi Sab Se Afzal Jihaad Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Gunaho Ko Chhorr Do, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Hijrat Hai, Aur Fara'iz Ki Pabandi Kiya Karo, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Jihaad Hai Aur Zikr Allah Ki Kasrat Kiya Karo, Kyu Ke Tum Allah Ta'ala Ke Paas Kasrat-e-Zikr…
- Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tumhara Rab bahuth Ba'haya aur Kareem hai, jab uska banda uske Saamne apne dono haath Uthata hai to Unhen khali Lautate huye Usey apne bande se haya Aati hai." Refe: Sunan Abu Dawud 1488-Sahih In-book refe:Book 8, Hadith 73 # Wajahat: Iss…
- Al-Quran: Allah Taala ne Tijarat ko Halal kiya hai aur Sood… Quran: 26-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Allah Taala ne Tijarat (Business) ko Halal kiya hai aur Sood ko Haram karar diya hai. 📕 Surah Baqraah 2:275
- Hadees: Jis Qoum me Sood aam ho jata hai, us me pagal pan ki… Hadith: 10-April: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jis Qoum me Sood (interest/usury) aam ho jata hai, us me Pagal pan ki bimari phail jati hai. 📕 Al Kabair Liz Zahabi: 1/61
- Zikr-e-Ilahi Me Mashgul Raha Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai ke - "Kisi (Zaalim) Baadshah per Bad'dua me mashgul rehne ke bajaye Zikr (Zikr-e-Ilahi) me Mashgul raho." - (Mishkat Sharif) “Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika” (Ya Allah! meri madad kar tera zikr karney me, aur tera shukr ada…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Zeenat Ki Numaish Par Sakht Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "(Aye) Auraton Ke Giroh ! .. Tum Me Jo Aurat Zevar Pehan Ker Gair Mard Ke Samne Iski Numaish Karegi Wo Azaab Me Mubtila Hogi". - (Abu Dawood) Aur Farmaya Ke, "Jo Aurat Gair Mardon Par Apni Zeenat Ki Numaish…
- Sabse bada sood Aaj ki Hadees | Hadees of the Day Sabse bada sood ✦ Said ibn Zayd (R.A) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Sab se bada sood ye hai ke Aadmi Nahaq kisi musalman ki Beizzati kare." 📕 Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1448-Sahih
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Dua Balaao Ko Taalti Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Dua Nafa Pohchaati Hai Aur Un Balaao Ko Taalti Hai Jo Naazil Ho Chuki Hai Aur Unn Balaao Ko Bhi Jo Abhi Tak Naazil Nahi Hui,.. Iss Liye (Aye Emaanwalo!) Tum Log Duaao Ka Ehtemaam (Kasrat) Kiya Karo". - (Al-Mustadrak: #1815)
- Sood khane walo ka Anjam - The Punishment for Dealing with… ✦ Hadith Roman Urdu: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke RasoolAllah ﷺ ne irshaad farmaaya ke: ❝Jis Raat mujhe Meraj hui mera guzar ek aise giroh par huwa jin ke pait Gharon ki tarah hain aur un mein Saanp bhare huwe hain jo baahar se nazar aate hain, Mai…