♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aur Logo Say Moo Pher Kar Baat Na Kar, Na Zameen Me Akad Kar Chal,
Allah Kisi Khud-Pasand Aur Fakhar Jatanay Waley Shakhs Ko Pasand Nahi Karta.
Apni Chaal Me Ei’tedaal Ikhtiyar Kar, Aur Apni Awaaz Zara Past (Narm) Rakh,
Kyunki Sab Awazon Se Zyada Buri Awaaz Gadhon Ki Awaaz Hoti Hai”.
– (Surah Luqman, Ayat: 18-19)
Home / Quran ki Nasihat / Zameen Me Akad Kar Naa Chalo …..
Related Posts:
- Hadith: Jo shakhs apne aap ko bada samjhta hai ya Takabbur… Hadith: 27-April: Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo shakhs apne aap ko bada samjhta hai ya Takabbur ke saath akad kar chalta hai, Qayamat ke din woh Allah Taala se is haal me milega ke Allah Taala us se Naraz hoga.…
- Jab Zameen Gawahi Degi - Qayamat ki holnakiyan ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ ❝Jab Zameen puri tarh jhinjhor di jayegi aur zameen apne bojh bahar nikal phekegi, Insan kahne lagega ke isey kya ho gaya ? Us din Zameen apni sab khabre bayan kar degi, Isliye ke tere Rab ne hukm diya hoga, Uss roz log mukhtalif jamate ho kar…
- Momino Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Allah Aur Uskey Rasool (Sallalahu Alaihi Wasalam) Ke Hukm Par Chalo Aur Aapas Me Ikhtelaf Paida Na Karna Ke Aisa Karogey Tou Tum Buzdil Ho Jaogey Aur Tumhara Iqbaal Jaata Rahega Aur Sabr Se Kaam Lo. Ke Allah Sabr Karne Walon Ka Madadgaar Hai".…
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Duniya Ki Zindagi Ki Misaal Baarish Ki Tarah .... Allah Rabbul Izzat Quran me Duniyawi Zindagi ki Misaal Bayan Karte hue Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Duniya Ki Zindagi Ki Misaal Baarish Ki Tarah Hai Ki Isey Humne Aasman Se Utara - Phir Is'se Sabza Nikala Jise Aadmi Aur Jaanwar Khate Hain - Yahan Tak Ki…
- Zameen per Nahaq Qabza karne ka Azab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisne Kisi Ki Zameen Me Se Kuch NaaHaq Le Liya Tou Qayamat Ke Din Usey Saat (7) Zameeno Tak Dhasaya Jayega.." - (Bukhari Sharif)
- Qabr Kya Kehti Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bin Harb (Rehmatullahi Alayhi) Farmate Hai - "Zameen Ko Uss Shakhs Per T’ajjub Hota Hai Jo Apni Khwaab-Gaah Ko Durust Karta Aur Sone Ke Liye Narm Narm Bistar Bichhata Hai, Zameen Uss Se Kehti Hai - Aye Ibne Aadam! Tu Mere Andar Taweel Arse Tak Apne Galne…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Musibate Aksar Humare Hi Aamal Se Aati hai ,... # Allah Raabul Izzat Mushriko Ki Hatdharmi bayan Karte hue Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Jab Mushriko se Kaha Jaye Ki Allah Ke Utare(Hidayat) Par Chalo Tou Kahenge: Hum Tou usi pe Chalenge Jis Par Humne Apne Baap-Dada ko Paya, Agar Che unke Baap-Dada Na Kuch Aqal…
- Allah Ke Siwa Tumhara Koi Bhi Himayati Nahi .... ♥ Al-Quraan: "Kya Tumhe Pata Nahi Ki Aasmano Aur Zameen Ki Badshahi Allah Hi Ki Hai, Aur Allah Ke Siwa Tumhara Koi Bhi Himayati Aur Madad Karne Wala Nahi Hai". - [Surah(2) Al-Bakar, Aayat-107] ♥ अल-कुरान: "क्या तुम्हे पता नहीं की आसमान और ज़मीन की बादशाही अल्लाह ही की है,…
- Jaandar Ko Bejaan Se Koun Nikalta Hai ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Aap (Inn Mushrikeen Se) Poocho Ke - *Tumko Aasman Aur Zameen Me Rizq Koun Pahunchata Hai, *Ya Tumhare Kaano Aur Aankho Ka Maalik Koun Hai *Aur Jaandar Ko Bejaan Se Aur Bejaan Ko Jaandar Se Koun Nikalta Hai, *Aur Tamaam Kaamo…
- Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat…
- Agar Aasman aur Zameen mein Allah Ta'ala ke Siwa aur bhi… Agar Aasman aur Zameen mein Allah Ta'ala ke Siwa aur bhi Mabood hote tou Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai : Agar Aasman aur Zameen Mein Siwaye Allah Ta'ala ke aur bhi Mabood Hote to Yeh Dono Darham Barham (Barbaad) ho Jaate.Quran, 21:22
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Allah Ke Siwa Koi Mabood Nahi .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Wohi Allah Hai Jiske Siwa Koi Mabood Nahi Hai Wo Posheeda Aur Zaahir Ka Jaan'ne Waala Hai, Woh Bada Meharbaan Aur Nihaayat Reham Waala Hai. Wohi Allah Hai Jiske Siwa Koi Ibaadat Ke Laayeq Nahi, Woh Haqeeqi Baadshah Hai, Paak Hai, Salaamati Deta Hai, Aman…
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-6 Jaha Quraan Me 6600 Se Jyada Ayate Hai Usmey Se Kamobesh 1000 Se Jyada Aayate Uss Uloom (Subject) Par Hai Jisko Hum Duniyawi Ilm Bolkar Chorr Detey Hai ,.. *Jaise Zameeno-Aasmaan Ki Paidaish, Humare Khud Ki Paidaish, Chareend aur Parind Ke Taalluk Se , Aasmaan Se Paani Barasney Ke Talluk…
- Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
- Quraan-e-Kareem ..... ♥ Quraan-e-Kareem ♥ 22 Saal, 2 Maah, 22 Din Me Nazil Hua aur Isme Siparey → 30 Sajdey → 14 Manzil → 7 Surtein → 114 Makki → 86 Madni → 28 Ruku → 540 Aayat → 6236 Huroof → 323760 Zabar → 53243 Zer → 39582 Pesh → 8804…
- Janaze Ki Awaaz Siwa Insano Ke Sab Suntey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke - "Jab Janaza Tayyar Ho Jaata Hai Aur Log Usey Kaandhe Par Uthate Hai - Agar Wah Accha Hai Tou Kahta Hai Mujhe Jald Le Chalo - Agar Bura Hai Tou…
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-7 Allah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Baar Baar Musalamno Ko Ubhara Hai Duniyawi Ilm Haasil Karne Ke Liye, Sharayi Ilm Tou Yakinan Haasil Karna Hai Yeh Tou Buniyaad Hai Iski... Lekin Uskey Saath-Saath Duniyawi Ilm Bhi Haasil Karna Hai ,.. Jo Bohot Se Logone Isko Tark Kar Diya ... •…
- Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Do Aye Ahl-e-Kitab! (Jews And Christians) Se Ek Baat Ki Taraf Aa Jao Jo Hamare Aur Tumhare Darmiyan Barabar Hai Ki Allah Ke Siwaye Aur Kisi Ki Bandagi Na Karey Aur Kisi Ko Uska Sharik Na Thahrayein Aur Allah Ke Siwa Koi Kisi Ko…
- Kisi Ki Zameen Par Najayaz Kabza Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Saalim (RaziAllahu Anhu) Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jo Shakhs Doosre Ki Zameen Ka Kuch Hissa Nahaq Daba Le(Bina Haq Kabza Karle) Tou Usey Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ki (Tah) Tak Dhansaya Jaayega". - (Bukhari Shareef) ♥…
- Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-5 Yeh Duniyawi Ilm Bhi Yaad Rakhiye Hissa Hai Dini Uloom Ka Kyunki Bohot Se Log Samjhtey Hai Ke Geography, Physics, Mathematics, Biology, Anatomy Aur Digar Jo Bhi Subjects Hotey Hai Yeh Sab Islam Se Hatkar Hai! Jabki Yeh Islam Ka Hissa Hai Yaad Rakhiye ,.. *Kyunki Jab Insan Zameen aur…
- Aye ALLAH ! Mainey tere hi Samne Sir jhuka diya aur tujh par… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) raat ko ALLAH se ye dua kiya karte they: Aye ALLAH ! tere hi liye taarif hai , tu aasman aur zameen ka RAB hai, aur tere hi liye hamd hai, tu aasman aur zameen ka…