♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai –
“Jisney Apney Kisi Bhai Par Zulm Kiya Ho Tou
Usey Chahiye Ki Iss Se (Duniya Me) Muaf Kara Le,
Kyunki Aakhirat Me Dinar Aur Diraham (Rupye Paisey) Nahi Hongey,
Iss Se Pahle (Muaf Karwa Le Warna) Uskey Bhai Ke Liye
Uski Nekiyon Me Se Haq Dilaya Jayega Aur
Agar Uskey Paas Nekiya Nahi Hongi Tou
Uss (Mazlum) Bhai Ki Buraeeyan Uss Par Daal Di Jayegi”.
– (Sahih Bukhari, Vol 8, Hadith no.6534)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Zaalim Duniya Me Hi Mazlum Se Muafi Mang Le
Related Posts:
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdul Rahman (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho: Tou Allah Ta'ala Uske Kaam Me Pareshaani Daal Dega, Aur Uski Muflisi Dono Aankhon Ke Darmiyan Kar Dega Aur Duniya Usko Utni Hi Milegi…
- Sawaal Karna (Maangna) Kiske Liye Jayaz Hai ?... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qabisah Bin Mukhiriq Al-Hilali (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Teen Tarah Ke Logon Ke Alawa Kisi Ke Liye Sawaal Karna (Maangna) Jayaz Nahi' 1. Ek Wo Shakhs Jis Par Zamanat Ka Bojh Ho Aur Jab Tak Wo Zamanat Se Nijat…
- Sakhawat Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummahat Ul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Sakhawat(Daryadili) Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur Uski Tehniyan Duniya Me Zhuki Hui Hain, Jo Iski Ek Tehni Ko Pakad Lega Wo Tehniyan-Tehniyan Jannat Me Pahuch Jayega! *Aur Kanjusi Ke Darakht…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Bhai Ki Mazrat (Muafi) Kabool Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Dusro Ki Aurato Se Parhez Kar Ke Paak Daman Ho Jao - Aisa Karne Se Tumhari Aurate Paak Daaman Rahegi, *Aur Apne Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Karo - Aisa Karne Se Tumhare…
- Allah Ki Raah me Bitaaye Pal Duniya Se Behtar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Raastey Me Guzarney Waali Ek Subah Ya Ek Shaam Duniya Se Ya Jo Kuch Duniya Me Hai Sabse Behtar Hai.." - (Sahih Bukhari, Vol 4, 2792)
- Allah Uske Chehre Ko Roshan Kare Jo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Allah Ta’ala Usko Taro Taaza Rakhe Jo Meri Hadees Ko Sune, Yaad Rakhe(Amal Kare) Aur (Usey) Dusro Tak Pahuchaye.." - (Tirmizi Sharif, Jild 4, Page No.298, Hadith no.366) Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - ♥…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Haq Bolna Behtareen Jihaad .... ♥ HADEES: Hazarate Abu Saeeed (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kisi Zaalim Baadshah Ke Samne Haq(Sach) Baat Keh Dena Behtareen Jihaad Hai". - (Abu Dawood) # SABAQ - Haq Bolne Ki Fazilat Bahut Hai Chahe Agar Baadshah Hi Samney Kyu Na Woh…
- Jo kuch duniya me hai wo lanat kiya hua hai siwaye Allah ke… ✦ Roman Urdu ✦ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi wasallam) ne farmaya: "Duniya maloon (yani lanat ki huyee ) hai aur jo kuch duniya mein hai wo bhi maloon hai , siwaye Allah Subhanahu ke zikr ke aur jisko Allah subhanahu pasand…
- Duniya wi Zindagi Ki Misaal ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Yah Duniya Ki Zindagi Kuch Bhi Nahi, Magar Ek Khel Aur Dil Ka Behlawa Aur Aakhirat Ka Ghar Hi Asal Zindagi Ki Jagah Hai, Kaash Ki Weh(Be-Emaan Log) Jaante.." - (Surah: Al-Ankabut; Ayat:64)
- Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Hajir Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amir Bin Aas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Quraan Majeed Ki Yah Aayat Tilawat Farmayi - ♥ Al-Quraan: "Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Khade Honge" - (Surah Mutaffifin : 6) *Fir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad…
- Zaalim Hukmaran Hukumat Karenge , Agar .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Emaanwalo (Musalman) Ne Acchhi Baaton Ka Hukm Dena Aur Buri Baaton Se Rokna Chhod Diya Tou Unn Par Zaalim Hukmaran Hukumat Karenge. - (Hazrate Basri)
- Roze Qayamat Maaldar Log Miskino Par Rashk Karenge ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jab Baroze-Qayamat Ahle Balaa (Yaani Duniya Me Bimaariya, Pareshaniya Uthanewaley) Ko Sawaab Ata Kiya Jayega Tou Aafiyat Wale (Maaldar Aur Duniya Me Khus Rehnewale Log) Tamanna Karenge, Kaash ! Duniya Me Hamaari Khaale Kechiyon Se Kaati Jaati. (Tou Aaj Hume…
- Zulm Ki Pairvi Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr Siddiq (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Log Zaalim Ko Zulm Karte Huye Dekhe Aur Usey Na Roke Tou Qareeb Hai Ki Allah Ta'ala Un Sabko Azaab Me Mubtela Kar De..." - (Jamia Tirmidhi, Vol2, 40 Sahih)
- Jo Shakhs Duniya Me Geebat Karta Rehta Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Duniya Me Geebat Karta Rehta Hai, Qayamat Ke Din Uss Ki Zubaan Aag Ki Hogi.." - (Mishkat Shareef)
- Qayaam Se Rokne Wala Sabse Bada Zaalim ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Uss Se Badhkar Kaun Zalim Hoga Jo Allah Ki Masajidon Me Uska Naam Lene Se Mana Kare, Aur Unko Veeraan Karne Ki Koshish Kare, Aisey Logon Ka Haq Nahi Ki Inn (Majid) Me Dakhil Ho Magar Darte Huye, Unkey Liye Duniya Me Bhi Zillat…
- Ankareeb Ye Ummat 5 Se Mohabbat Rakhegi Aur 5 Ko Bhool… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Nabi Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Meri Ummat Par Woh Zamana Jald Ayega Ki Woh 5 Se Mohabbat Rakhenge Aur 5 Ko Bhool Jayenge" ∗ 1. Duniya Se Mohabbat Rakhenge, Aur Aakhirat Ko Bhool Jayenge.. ∗ 2. Maal Se Mohabbat Rakhenge, Aur Muha'saba Ko Bhool Jayenge..…
- Safaid Kapdey Pehena karo Kyun Ki Yeh Pakeeza aur… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Samurah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Safaid (White) Kapdey Pehna Karo, Kyun Ki Yeh Pakeeza aur Saaf-O-Shafaf Hotey Hai. Aur Apne Murdon Ko Bhi Safaid Kapdon Me Kafan Diya Karo" - (Sunan an-Nasa'i 5323) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: समुराह (र.अ) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह…
- Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" .... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Bada Khatakar Woh Hai Jis Ko Logon Ki Buraiyon Ka Zikr Karne Ki Faraghat Mili Ho. » Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" Aur Aakhirat Ki Fikr Dil Me "Noor" Paida Karti Hai. - Farmane Hazrat Usman-e-Ghani(RaziAllahu Anhu) » बड़ा खताकार वो है जिस को लोगों कि…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…
- Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom Hadees of the Day Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Tu apne Bhai ki Madad kar! chahe woh Zaalim ho ya Mazloom." Tou ek shakhs ne pucha "Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Mazloom hone ki Soorat me tou…