♥ Qaul-e-Mubarak: Tumhare Dil Me “Sakhti”, Badan Me “Susti”
Aur Rizq Me “Tangi” Tumhari “Faltu” aur “Bekaar Baaton” Ka Natija Hai,..
– Imaam Malik Bin Dinaar (Rehmatullah Alayh)
Home / Buzurgan-e-Deen / Dil Me Sakhti, Badan Me Susti aur Rizq Me Tangi Ki Vajah
Related Posts:
- Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Miskino Ki Vajah Se Diya Jata… ♥ Qaul-e-Mubarak: Zakaat aur Sadqa Diya Karo! Kyun Ki, Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Diya Jaata Hai Tou Wo Garib, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajahse.." - Shaikh Saadi (Rehmatullah Alayh)
- Lalachi Shakhs Ke Paas Amanat Mehfooz Nahi Ho Sakhti ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - Mere Nazdeek Kisi Bakheel(Kanjus) Ko Adal Qarar Dena Durust Nahi. Kyu Ke Iss Se Lalach Ubharta Hai Nateejah Woh Nuqsaan Ke Khauf Se Apne Haq Se Ziyada Le Leta Hai, Lehaza Jis Shakhs Me Bukhul(Kanjusi) Ki Sifat Paai Jati Hai…
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Agar Rizq Aqal-O-Danish se Milta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) farmate hai ke, "Agar Rizzaq Aqal-O-Danish se Milta Tou Jaanwar aur Bewaqoof Zinda Hii na rehte" Sabaq: Lihaja Jo Shakhs yeh Gumaan karta hai ke Usey Uski Aql ya Mehnat-Mashakkat se rizq mil raha hai tou yeh uski galatfehmi hai, kyunki ki Rizq sirf…
- Rizq Me Ijafe aur Barqat ke Usool Rizq Me Barkat Ka Wazifa, Rizq Ka Anmol Wazifa, Rizq Mein Barkat Ki Surat, Aamdani Mein Izafa Ki Dua, Kushada Rizq Ka Wazifa, Rizq Ke Liye Wazifa In Urdu, Rizq Mein Barkat Ka Wazifa In Hindi, Business Mein Barkat Ki Dua, Quran Rizq Ki Dua, Rizq Me Ijafe aur Barqat…
- Logo Ke Khouf Se Haq Baat Kehne Se Na Ruko ♥ Qaul-e-Mubarak: Logo Ke Khouf Se Haq Baat Kehne Se Na Ruko! Kyun Ki Na To Koi(Allah Ke Siway) Mout Ko Qareeb Kar Sakta Hai Aur Na Koi Rizq Ko Door Kar Sakta Hai,.. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga. - Hazrate Imaam Baqar (RaziAllahu Anhu)
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai,Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.- Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana,Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.- Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori…
- Rizq Ke Kum Milne Ki Shikayat Na Karo .... # Rizq (Income) Ke Kum Milne Ki Shikayat Na Karo. Beshak Uss Waqt Tak Kisi Shakhs Ko Mout Nahi Aati Jab Tak Ki Usse Uska Pura Rizq Na Mil Jaye. - (Al-Bayhaqi) • Sabaq: Yaani Jitna Allah Ne Humari Kismat Me Rizq Likh Diya Hai, Hume Marne Se Pahle Yakinan…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Badan Ki Zakaat Roza Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - “Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai ,.." - (Ibne Majah)
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Zakaat ka Bayan: Quran ki Roshni mein Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Rasool'Allah!) Aap farmao, Beshaq! Mera Rab Rizq Wasi’a farmata hai Apne Bando me Jiske liye Chahe aur Tangi farmata hai Jiske liye Chahe aur Jo Cheez Tum Allah ki Raah me Kharch karo Uske Badley aur Dega aur Woh Sabse Behtar Rizq dene wala hai." [ Quran;…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Maa Ek Darakht Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya - "Maa Ek Darakht(Tree) Hai Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai.." - (Sirat-e-Fatima)
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Allah Ta'ala Ko Tum Me Se Zyada Woh Banda Pasand Hai, Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai.." - (Jaam-e-Sagir: Safa.20; Hadees.221)
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Tanha Shakhs Mehfooz Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Tanha Shakhs Mehfooz Hai. Har Gunaah Ki Takmeel Do Afraad Se Hoti Hai". - Shekh Abdul Qadir Jelani (Rehmatullah Alayh)
- Uska Dil Emaan Se Khaali Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jis Par Naseehat Asar Na Kare, Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai." - Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)
- Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi… Hadith: 15-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo. 📕 Musnade Ahmed 2136