♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai –
“Agar Tum Chahte Ho Ke Tumhari Her Dua Qabool Ho,
Tou Tum Rizq-e-Halaal Khaya Karo..”
– (Ziyaul-Quran Jild#1, Page#120)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Dua ke Qabuliyat ke liye Rizq-e-Halaal Khaya Karo ….
Related Posts:
- Rizq-e-Halaal Kamaney Ka Ajar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jo Shakhs Iss Liye Halaal Kamaayi Karta Hai Ke Sawaal Karne (Mangne) Se Bache, Ahlo-Ayaal Ke Liye Kuch Hasail Kare Aur Padosi Ke Saath Husn-e-Sulooq Kare Tou Wo Qayamat Me Iss Taraah Aayega Ke Iska Chehra Chaudhvin Ke Chand Ki…
- Rizq Ke Kum Milne Ki Shikayat Na Karo .... # Rizq (Income) Ke Kum Milne Ki Shikayat Na Karo. Beshak Uss Waqt Tak Kisi Shakhs Ko Mout Nahi Aati Jab Tak Ki Usse Uska Pura Rizq Na Mil Jaye. - (Al-Bayhaqi) • Sabaq: Yaani Jitna Allah Ne Humari Kismat Me Rizq Likh Diya Hai, Hume Marne Se Pahle Yakinan…
- Rizq Me Ijafe aur Barqat ke Usool Rizq Me Barkat Ka Wazifa, Rizq Ka Anmol Wazifa, Rizq Mein Barkat Ki Surat, Aamdani Mein Izafa Ki Dua, Kushada Rizq Ka Wazifa, Rizq Ke Liye Wazifa In Urdu, Rizq Mein Barkat Ka Wazifa In Hindi, Business Mein Barkat Ki Dua, Quran Rizq Ki Dua, Rizq Me Ijafe aur Barqat…
- Halaal Tarike Ki Mehnat Se Rozi Hasil Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Lakdiyon Ka Gatthha Apni Peeth Par (Bechne) Ke Liye Phire Tou Wo Uss Se Achcha Hai Ki Kisi Ke Samne Haath Failaye Aur Wo Usey Kuch De Ya Na…
- Murdo Se Ibrat Hasil Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Uss Zaat Ki Qasam Jis Ke Qabze Me Meri Jaan Hai! Agar Log Murde Ka Thikana Dekh Le Aur Uss Ka Qalaam (Baatein) Sun Le Tou Mayyat Ko Bhul Jayennge Aur Apni Jaano Par Rone Lagenge. - Jab Murde Ko Takht…
- Jab Allah Kisi Qoum Ka Rizq Cheen Leta Hai Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ghar Tashreef Laaye Tou Roti Ka Tukda Giraa Hua Dekha Tou *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Usey Uthaa Kar Saaf Kiya Aur Khaa Liyaa *Aur Farmaya - "Aye Ayesha (RaziAllahu Anha)! Izzatdaar Cheez Ki Izzat Karo, Jab Allah Kisi Qoum Ka Rizq Cheen Leta…
- Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga. - Hazrate Imaam Baqar (RaziAllahu Anhu)
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Hadith: Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat… Hadith: 30-Oct: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ❝Safarjal (Pear) khaya karo, kyunke ye dil ko rahat pohchata hai. -Ibn Majah 3369
- Allah par Mukammal Tawakkul ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki - "Agar Tum Allah Ta'ala Per Aisa Tawakkul Karo Jaisa Karne Ka Haq Hai, Tou Woh Tumhe Iss Tarah Rizq Ata Farmaega, Jis Tarah Parindon Ko Ata Farmata Hai Ke Woh Subah Khali Pait Jate Hain Aur Shaam Ko Pait Bhar…
- Fazilate Taqwa Aur Tawakkul .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ♥ Al-Quraan: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta Ho Aur Taqwa Ikhtiyar Kar Ley Tou Allah Uskey Liye Nijaat Ke Rastey Nikal Deta Hai. Aur Waha Se Rozi Ata Karta Hai Jaha Se Usney Gumaan Bhi Naa Kiya Ho. - [Surah(65) At-Talaq: Ayat:2-3] Iss…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Miskino Ki Vajah Se Diya Jata… ♥ Qaul-e-Mubarak: Zakaat aur Sadqa Diya Karo! Kyun Ki, Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Diya Jaata Hai Tou Wo Garib, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajahse.." - Shaikh Saadi (Rehmatullah Alayh)
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Qasam Ka Kaffara .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Tumhe Nahi Pakdta Galatfehmi Ki Qasmo Par, Haa! Unn Kasmo Par Pakad Farmata Hai Jinhe Tumney Mazbut Kiya Ho, Tou Aesi Qasam Ka Badla 10 Miskeeno Ko Woh Khana Khilana Jo Tum Apne Ghar Me Apne Liye Pasand Karte Ho, Ya Unhe Kapde Dena, Ya…
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Insan Ka Haqeeqi Maal Sirf 3 Cheeze Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Banda Kehta Hai Mera Maal, Mera Maal Jabki Iska Maal 3 Cheeze Hain", ∗(1) Jo Khaya Aur Fanah Kiya, ∗(2) Jo Pehna Aur Poorana Kiya Aur ∗(3) Jo Allah Ki Raah Me Diya…
- Aurat Ka 3 Din Se Jyada Tanha Safar Karna Jayaz Nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Aurat Allah Aur Qayamat Ke Din Par Emaan Rakhti Hai Uss Ke Liye Yeh Halaal Nahi Ke Wo Apne Baap, Bhai, Shohar, Bete, Ya Kisi Mehram Ke Bagair 3 Din Ya Iss Se Ziyada Ka Safar Kare" - (Sahih…
- Keh Do! Rizq Tou Mera Rab Deta Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Dijye! Rizq Tou Mera Rab Jiske Liye Chahta Hai Wasee Ker Deta Hai, Aur Jiska Chahey Kum Bhi Ker Deta Hai Lekin Akser Log (Ye Baat) Jantey Nahi Tumhare Amwaal Aur Aulaad Aesi Cheezain Nahi Hain Jinse Tum Hamare Yahan Muqarab Bun Sako, Haan! Jo…
- Khane Me Barkat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Wahshi Ibn Harb (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Pucha Ki, "Ya Rasool Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Hum Khana Khate Hai Lekin Sair Nahi Hotey (Yaani Pait Nahi Bharta)" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Shayad Tum Alag…
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Rozi aur Barkat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain - "Rozi aur Barkat Uss Ghar Ki Taraf Tezi Se Doudhti Hai Jis Me Mehmaan Ke Sath Khana Khaya Jata Hai.." - (Ibne Majah) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ke - "Barkat Tumhare Buzurgon Ke Saath Hai.."…
- Imam Ki Ahmiyat ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Imam Sirf Iss Liye Banaya Jata Hai Ki Uss Ki Pairvi Ki Jaye, Lihaza Uss Se Ikhtelaaf Na Karo. Jab Woh Takbir Kahe Tou Tum Takbir Kaho, Aur Jab Woh Ruku Kare Tou Tum Bhi Raku Karo Aur Jab Woh 'Sami…
- Sakth Dili Ka Ilaaj - Yateem Ke Sir Par Haath Pherna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "(Sakht Dili Ke Elaaj Ke Liye) Yateem Ke Sir Par Haath Phera Karo Aur Miskeeno Ko Khana Khilaaya Karo..." - (Musnad-e-Ahmad; Hadith no. 9018)
- Zakaat ka Bayan: Quran ki Roshni mein Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Rasool'Allah!) Aap farmao, Beshaq! Mera Rab Rizq Wasi’a farmata hai Apne Bando me Jiske liye Chahe aur Tangi farmata hai Jiske liye Chahe aur Jo Cheez Tum Allah ki Raah me Kharch karo Uske Badley aur Dega aur Woh Sabse Behtar Rizq dene wala hai." [ Quran;…