Tauba aur Astaghfar ki Fazilat
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
“Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih.”
✦ Al-Quran: Apne RABB se maafi maango, Wo bada muaf karne wala hai, Wo Aasman se tum par (Rahmat ki) baarish barsayega Aur maal se tumhari madad farmayega Aur aulad se (tumhari madad farmayega) Aur tumhe baag (garden) ata karega Aur unmein tumhare liye nahrein baha dega.
📕 Surah Al-Nooh (71), Verse 10-12
۞ Hadees: RasoolAllah (SalAllahu Alaihi Wasallam) ne farmaya “jo Astigfar karne ko apne upar lazim karega to Allah subhanhu usko har tangi se nikalne ka ek raasta ata farmayega aur har Gam se Nijat dega aur aisee jagah se Rozi ata farmayega jahan se usko Guman bhi nahi hoga.”
📕 Sunan Abu Dawud, Jild 1, 1505 -Hasan
Related Post about Tauba and Astagfar :
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.