۞ Hadees: Umar bin Khattab (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Kya mai tumhe sabse acche aur bure Hakim ke bare na bata du ?” Sabse Acche Haqim wo hai jinse Tum(Riyaya) Mohabbat kare aur wo riyaya se mohabbat kare, tum unke liye Allah se Dua karo aur wo tumhare Haq me Dua kare. Aur Sabse bure haqim wo hai jinse tum (Riyaya) nafrat kare aur wo riyaya se nafrat kare, tum unke Haq me Badduwa karo aur Wo tumhare haq me badduwa kare.“
Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai Hadees: Abdullah Ibne Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ‟Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai." 📕 Musnad al-Shihab, Hadees 1280
Hadees: Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar… Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah Hadees: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Bure Akhlaaq amal ko is tarah kharab kar dete hai jis tarah sirka Shahad ko kharab kar deta hai." 📕 Tibrani Kabeer, Hadees 10777
Subah ke sare Azkar me se Meezan par sabse bhari Azkar ✦ Mafhum-e-Hadees: Ummul Momineen Juwairiyah (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) subah ko unke pass se nikle , wo apni Namaz ki jagah me subah ki Namaz Ada kar rahi thi, Aap (ﷺ) wapas chasht ke waqt laute to dekha ki wo wahi baithee huyee hai, Aap (ﷺ) ne pucha ki jab se main tumhe chorh kar gaya tha tabse kya tum isee haal mein rahi ? Unhone kaha, ji haan ! Aap(ﷺ) ne farmaya "Maine…
Sabse Bura Aadmi Wo hai Jiski Badzubani ki wajah se ... Jiski Badzubani ki wajah se Log Us se Milna Chhor de RasoolAllah (ﷺ) farmate hai ke: "Logo me Sabse Bura Aadmi Wo hai Jiski Badzubani ki wajah se Log Us se Milna Chhor de." 📕 Bukhari: Hadees 6054
Waswaso ka ilaj | Bure khayalat se Bachne ki Dua Waswaso ka ilaj, Shaitan ke waswaso se, Bure khayalat se Bachne ki Dua, "Auzu billahi minash shaitan rajeem" ki Ahmiyat aur Fazilat Waswaso ka ilaj "Auzubillahi Minash Shaitan ir Rajeem"Tarjuma: Allah ki Panah Mangta hu Mai Shaitan Mardud ke Sharr se,. ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Aur agar aapko shaitaan ki taraf se koi waswase aane lage tou Allah ki panaah maang liya karo, bila-shuba woh khoob sun ne waala aur khoob jaan'ne waala hai, Beshak jo Allah se darte hai. jab…
Sabse bada sood Aaj ki Hadees | Hadees of the Day Sabse bada sood ✦ Said ibn Zayd (R.A) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Sab se bada sood ye hai ke Aadmi Nahaq kisi musalman ki Beizzati kare." 📕 Sunan Abu Dawud, Jild 3, 1448-Sahih
Islam ka Sabse Bada Dushman Koun hai? Islam Ka Sabse Bada Dushman Koun hai? Islam ka Sabse Bada Dushman Zahil Musalman hota hai,Jahalat Usey Besabr Bana deti hai,Uski harkato se Islam ki Chavi Kharab Hoti haiaur jab Log Uski Taraf dekhte hai tousochtey hai ke "Yahi hai Islam!" 📕 Shaikh Ahmed Didat (Rehmatulahi Alaihi) इस्लाम का सबसे बड़ा दुश्मन अज्ञानी मुसलमान है, अज्ञानता उसे असहिष्णु बनाती है, उसकी हरकतों से इस्लाम की छवि खराब होती है, और जब लोग उसकी तरफ देखते हैं तो सोचते हैं के…
Halal Cheezo me Allah ko Sabse Napasandida Cheez Talaaq hai Halal Cheezo me Allah ko Sabse Napasandida Cheez Talaaq hai Abdullah bin Umar (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Karim (ﷺ) Ne Faramaya, "Saari Halaal Cheezo Me Allah Ta'ala ke Nazdiq Sabse Napasandida Cheez Talaaq (Divorce) Hai." 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 2096
Munafiq ki Pehchan, Nishaniyan | Munafiq meaning in Hindi Munafiq meaning in Roman Urdu Koi Shakhs andar se Kafir ya Mushrik ho lekin logon ko dikhane ke liye Imaan ka dikhawa karey aise Shakhs ko Munafiq kehte hai Jo Allah ke Nadeez bohot bada Gunahgaar hai. Munafiq ki Pehchan ya Munafiq ki 4 Nishaniyan Hadees Hadees: Abdullah Bin Umar (R.A) bayan karte hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki “Chaar Aadatey aisi hai ki, Jinkey andar bhi wo hongi wo Munafiq hoga. Unn Chaar me se agar koi ek Paayi Jaayegi…
Hadees: Iman ka Sabse kam Darja Iman ka Sabse kam Darja Abu Saeed Khudri (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Tum Mein se jo Shaksh koi buri baat dekhey aur usko apney haath se rok de to wo Shaksh (zimmey se) bari ho gaya, Agar usmein itni Taqat na ho aur wo Zuban se rokey to wo bari ho gaya , aur agar itni bhi Taqat na ho to wo Dil se bura Samjhey to wo bari ho gaya ye imaan ka Sabse…
Qayamat me RasoolAllah ﷺ ke Sabse Qareeb aur Door… Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Tum me se mujhe sab se zyada Mehboob aur Qayamat wale din mere sab se zyada Qareeb wo log honge Jo tum me se Akhlaaq me sab se zyada acche hongey. Aur tum me se sabse zyada mujhe Napasand aur qayamat wale din mujh se sabse zyada door wo log honge jo Takllluf se zyada baate karne wale, bacchey khol kar taweel guftagu karne wale aur takabbur karne…
Musalmano ke Gharo me Sabse Accha aur Bura Ghar Musalmano Ke Gharo me Sabse Accha aur Bura Ghar Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai ke - "Musalmano ke Gharo me Sab se Behtareen Ghar wo hai Jisme koi Yateem Rehta hai aur Uss ke Saath Behtareen Salooq kiya Jaata ho.Aur Musalmano ke Gharo me se Badd'tareen Ghar wo hai ki Jis me Koi Yateem ho aur Us ke Saath Bura Salooq kiya jata ho." 📕 Tibrani Kabeer: Hadees 13434
Sabse accha Musalman koun hai ✦ Hadees: Sabse Acche Musalman ki pehchan Abu Musa (R.A) se riwayat hai ke, Kuch Sahaba ne poocha ya RasoolAllah (ﷺ) ! koun sa Islam afzal hai? (Yaani sabse acha Musalman koun hai) Tou Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Woh Musalman Jis ke Zubaan aur Haath se Dusre Musalman Mehfuz ho." 📕 Sahih Bukhari: 11 ✦ हिंदी हदिस : सबसे अच्छे मुसलमान की पेहचान अबू मूसा (र.अ) से रिवायत है के, कुछ सहाबा ने पूछा, या रसूल अल्लाह ﷺ ! कौन सा…
Hadees: Sabse se Zyada Barqat wala Nikah Sabse se Zyada Barqat wala Nikah Hadees: Aaisha (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Sabse se Zyada Barqat wala Nikah woh hai, jisme Mehnat, Mashaqqat aur Kharch kum ho." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 24529
Munafiq ~ Jahannum ke sabse Nichley Gadhey me Rehne wale log Munafiq Ye Baat Hum sab Jantey hai ke, Jannatiyo ka Maqaam Bulandiyo par hai, Usi tarha Gunahgaro ke Azab ki Sakhtiya Jahannum Ki Gehrayion me hai. Lihaja jo Jitna Jyada Gunahgaar Uske Azab ki Shiddat bhi Utni Sakht,... Munafiqat kya hai aur Unhe Itni Sangeen Saza kyu? Allah ke Nazdeeq Shirk aur Kufr se bhi Jyada Sangeen Jurm Nifaq (Munafiqat) hai. Yaani koi Shakhs Jo Andar se Kafir-wa-Mushrik hai aur Logon ko Dikhane ke Liye Imaan ka Dawa Karey Ta'aki…