Karti Hai Rozana Ye Pookar, Mujhme Hai Kide-Makode Beshumar.
Mai Hu Andheri Kothri, Mujhme Hogi Wehshat Badi.
Mujhme Tu Akela Ayega Haa Magar Aamaal Saath Layega.
Warna Behad Royega Chilayega, Apne Gunaaho Pe Behad Pachtayega.
Sath Jigri Yaar Koi Na Ayega, Har Ek Dafna Ke Tujhe Palat Jayega,
Na Maal Koi Kaam Ayega, Sab Achha Bura Kiya Sath Ayega,
Kar Le Sacchi Taubah Waqt Hai Abhi, “RAB” Ki Rehmat Hai Bahut Badi
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Qabr Ki Pookar …..
Related Posts:
- Qabr Ki Tabah Kariyan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Aakhirat Ki Sab Se Pehli Manzil Hai, Agar Sahib-e-Qabr Ne Iss Se Najaat Paayi Tou Baad Ka Mua'mala Is Se Aasan Hai, Aur Agar Iss Se Najat Na Paayi Tou Baad Ka Mua'mla Zyada Sakht Hai." - (Sunan Ibne Maja…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…
- Qabr Ko SajdaGaah Na Banao .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Saamne Aapke Wisaal Se Pehle Bimaari Ke Dino Me Habsha Ke Ek Girja-Ghar Me Bani Hui Tasveeron Ka Zikr Kiya Gaya, Aapne Sir Uthaker Irshad Farmaya - "Yeh Wo Log Hain Ki Jab Inme Koi Nek Aadmi Mar Jata Tou Uski Qabr Per…
- Ummat Tamanna Karti Purey Saal Ramzan Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Masood Ghaffari (RaziAllahu Anhu) Se Ek Taweel Hadees Riwayat Ki - Uss Me Ye Bhi Hai Ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Bandon Ko Ma'aloom Hota Ki Ramzan Kya Cheez Hai, Tou Meri Ummat Tamanna Karti Ke Purey Saal Ramzan Ho..." - (Ibne Khazina)…
- Hadees: Jo Qoum Nahaq faisla karti hai usme Qatl wa… Hadith: 13-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo Qoum Nahaq faisla karti hai usme Qatl wa Khoonrezi aam ho jati hai. 📕 Mu'atta Malik 1670
- Eid-Ul-Fitr Mubarak ♥ Asssalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu !! ummat-e-nabi.com/home Team Ki Janib Se Aap sabhi Hazrat ko Eid-Ul-Fitr Mubarak Ho.. *Allah Rabbul Izzat Iss Mubarak Din Ke Sadqe Hum Tamam Ki Magfirat Ata Farmaye, *Hume Apne Ibadato Ko Riyaakari Ke Fitno Se Paak Rakhne Ki Toufiq Ata Farmaye, *Hum Tamam…
- Har Aadmi ko us ki Rozi is tarah talash karti hai jaise... Hadees of the Day Har Aadmi ko us ki Rozi is tarah talash karti hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Tum me se har aadmi ko us ki rozi is tarah talash karti hai jaise marne wale ko mout." 📕 Sahih Ibn Hibban; Hadees 3307
- Insan ka Pait to Qabr ki Mitti hi bhar sakti hai Hadees Of The Day Insan ka Pait to Qabr ki Mitti hi bhar sakti hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke - "Agar Insaan ke Paas Maal Doulat ke 2 Baag Hain Tou Woh Teesre ki Khwahish Karega aur lsaan ka Pait tou Qabr ki Mitii hi bharegi." 📕 Bukhari:…
- Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarat Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Ek Martaba Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Bagh Se Guzre, Waha Par 2 Qabre Thi, Ki Achanak Aawaz Aayi, Tou Huzoor (Sallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Waalo Par Azaab Ho Raha Hai, Ye Usi Ki Aawaz Hai",…
- Ilm Hasil Karnewale Ke Liye Beshumar Neymate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - 'Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye…
- Neki Ke Elawa Koi Cheez Umr Me Zyadati Nahi Karti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Neki Ke Elawa Koi Cheez Umr Me Zyadati(Badhotari) Nahi Karti, Aur Taqdeer Ko Dua Ke Siwa Koi Cheez Nahi Taal Sakti ,.. Aur Insan Apna Aaya Huwa Rizq Apne Gunaaho Se Taal Deta Hai.." - (Ibne Majah, Jild : 2, Page-497,…
- Sone Chaandi Ke Bartan Me Na Khaye ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umme Salma Riwayat karti hain ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Jo Shaqs Sone Chaandi Ke Bartano me Khata Peeta Hai. Wo Apne pet me Dozaqh ki Aag jama’a karta hai." - (Muslim, al Libaas 2025)
- Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, *Ek Shakhs Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya Jaata Hai Ki Namaz-Wa-Roza Wa Sadka Kasrat Se Karti Hai Magar Ye Baat Bhi Hai Ki Wah Apne Padosiyon Ko…
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" .... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Bada Khatakar Woh Hai Jis Ko Logon Ki Buraiyon Ka Zikr Karne Ki Faraghat Mili Ho. » Duniya Ka Gham Dil Me "Andhera" Aur Aakhirat Ki Fikr Dil Me "Noor" Paida Karti Hai. - Farmane Hazrat Usman-e-Ghani(RaziAllahu Anhu) » बड़ा खताकार वो है जिस को लोगों कि…
- Qabr Kya Kehti Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bin Harb (Rehmatullahi Alayhi) Farmate Hai - "Zameen Ko Uss Shakhs Per T’ajjub Hota Hai Jo Apni Khwaab-Gaah Ko Durust Karta Aur Sone Ke Liye Narm Narm Bistar Bichhata Hai, Zameen Uss Se Kehti Hai - Aye Ibne Aadam! Tu Mere Andar Taweel Arse Tak Apne Galne…
- Kamiyab Nikah Deendari ki Buniyad Par *Aaj Aksar humare Muashre me dekha jata hai ke Nikah ke liye Gori aur Khubsurat Ladki ka Intekhab karna kuch Jyada hi Aham samjha jata hai, tou kya wakay me Shariyate Islamiya Rangat ka Tassuf pasand karta hai ?.. Aayiye Iski Hakikat Dekhte hai ke: Kya Wakay me Islam ne…
- Sakhawat Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummahat Ul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Sakhawat(Daryadili) Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur Uski Tehniyan Duniya Me Zhuki Hui Hain, Jo Iski Ek Tehni Ko Pakad Lega Wo Tehniyan-Tehniyan Jannat Me Pahuch Jayega! *Aur Kanjusi Ke Darakht…
- Jab Se Dhul Hijjah Ka Chand Nazar Aajaye Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momin Hazrate Umme Salma (RaziAllahu Anha) Bayaan Karti Hain Ke Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Shakhs Ke Paas Qurbani Ka Jaanwar Ho, Aur Wah Usko Qurbani Ke Din Qurbani Ke Liye Zibah Karna Chaahta Hai Tou Usko Chahiye Ke Jab Se Dhul Hijjah Ka…
- Hashr Ki Garmi Mout Aur Qabr Se Jyada Sakht ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Kahte Hain Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jab Se Allah Ta'ala Ne Insan Ko Paida Kiya Tab Se Uss Par Mout Se Zyada Sakht Koi Waqt Nahi Aaya *Aur Phir Mout Ke Baad Ke Marhale Mout Se Bhi Zyada Sakht…
- ۞ Hadees: Jo Aadmi kisi Musalman ke Aib ko Dekh le aur phir… ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad farmatey hai ki, "Jo Aadmi kisi Musalman ke Aib ko Dekh le aur phir Usey Chhupaye tou isey Allah Ta’ala Itna Ziyada Sawaab ata karega jaise Zinda dafnayi bacchi ko Qabr se Nikal kar uski Parwarish kare aur uski Zindagi ka…
- Safar e Akhirat - Journey After Death by Adv. Faiz Syed Waise agar dekha jaye tou Akhirat ka safar ek bohot bada topic hai, jo insan ke mout ke baad se shuru hota hai, fir uske baad uske Qabr ki Zindagi ka tamam mu'amla hota hai, uske baad barzaq ke halat, maqame-mehshar me usey dubara utahaya jana, mizan ka qayam hona…
- Momino me se Kamil tareen Momin woh hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummeha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hain Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Momino Me Se Kamil Tareen Momin Woh Hai Jo Behtareen Akhlaaq Ka Maalik Hai. Aur Apne Ahl-O-Ayal Ke Saath Nihayat Narm Hai.” - (Tirmidhi As-Sunan, 05/09, Raqam-2612) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: उम्मेहातुल मोमिनीन आयेशा (रजीअल्लाहु अन्हा) रिवायत…
- Qabar me kya hoga by Sister. Amtul Mateen https://www.youtube.com/watch?v=AO0v6dFz_Cc Qabr Ke Andar Kya Hota Hai, Maut Ke Baad Ki Zindagi, Marne Ke Baad Insaan Kahan Jata Hai, Mrityu Ke Baad Ki Duniya, Marne Ke Baad Aatma Kahan Jaati Hai, Marne Ke Baad Kya Hota Hai In Islam, Marne Ke Baad Ki Zindagi, Marne Ke Baad Kya Hoga Video…
- Suraj aur Chand Grahan pe kya kare? ✦ Hadees: Suraj aur Chand ke bare me Islami Aqaid ✦ Abu Mas`ud (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Suraj aur Chand me Grahan kisi Shakhs ki Maut se nahi lagta. Yeh dono to Allah Ta"ala ki Qudrat ki Nishaniyan hai. Is liye usey dekhte…