Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai Hadees of the Day Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai TRANSLITERATION ★ Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne faramya, ‟ Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin par Dozakh ki aag haram hain aur wo aag par haram hain, har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai (un sab par dozakh ki aag haram hai)." HINDI ‟ क्या मैं…
Kisi Aurat ko Uske Shohar ke Khilaaf Bhadkaana kaisa? Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: "Woh Shakhs Hum Mein se Nahi hai Jo Kisi Aurat ko Uske Shohar ke Khilaaf Ubhaare." 📕 Sunan Abu Dawood, Hadees: 2175 Sahih
Har Nek Kaam me Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai … Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se rokna ye bhi Sadqa hai, Aur kisi Bhatke hue ko Rasta bata dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi Andhe ki Madad kar Dena ye bhi Sadqa hai, Aur Raste se Patthar…
LIC in islam : Ladki ki Shadi ke liye LIC Karana kaisa hai? https://www.youtube.com/watch?v=R3MyZXY7alk LIC in islam Does LIC permissible in Islam for Girls Marriage by Adv Faiz Sayed ?, Is LIC insurance permissible in Islam ?, is life insurance allowed in islam ?, is health insurance halal in islam ?, fatwa on lic policy, insurance in islam halal or haram, fatwa on life insurance in islam, is lic haram in islam, lic is haram or halal, kya insurance jaiz hai. lic meaning in urdu, insurance haram hai ya halal, is lic halal…
Badi kharaabi hai peeth pichhe baate karne walo ke liye Badi kharaabi hai peeth pichhe baate karne walo ke liye Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Badi kharaabi hai aise shakhs ke liye, jo peeth pichhe dusron par Aib lagaane waala (aur) munh par taana dene ka aadi ho." 📕 Quran; Al-Humaza 104:1
Nek Bando ke liye Jannat ki Nematen Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: Allah Taala farmata hai: "Maine Apne Nek Bandon ke Liye (Jannat mein) Woh Cheezein Tayyar kar Rakhi hain Jinhein kisi Aankh ne dekha na kisi Kaan ne Suna aur na kisi ke Gumaan mein Woh aayi hain." 📕 Sahih Bukhari, Hadees: 4779
Nijat ka Matlab | Jo Khamosh Raha Usne Nijat Paai Nijat / Najat / Najaat ka Matlab ۞ Hadees: Uqba Bin Aamir (R.A.) farmate hai, Maine Arz kiya "Ya Rasool'Allah (ﷺ) ! Najaat kya hai?" Aap (ﷺ) ne farmaya : "Apni Zubaan ko Boori Baato se Roke Rahna Nijat hain." Tirmizi Sharif ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hain: “Jo (boori baaton se) Khamosh Raha Usne Nijat Paai.” Jame Tirmizi: 2501-Sahih SABAQ: Yaani ki Jis Shakhs ne boori aur fizul bato se Zubaan ko Rokey rakha, Usey Duniya aur Aakhirat…
Aye Imanwalo! Ek Ho Jao ! Nek Ho Jao ... Allah Rabbul Izzat Qur’an Kareem mein farmata hain: “Beshaq jo log apne deen ke tukde-tukde kar chuke hain aur firqo-firqo mein taqseem ho chuke hain, unka aapka (Aye Nabi ﷺ) koi ta’alluq nahi. Unka mu’amla sirf Allah ke hawale hai, phir jo kuch bhi woh duniya mein kiya karte the, Allah unhein bata dega.”– (Surah Al-Aan’am: Ayat 159) Tafseer aur Hadees ka Mafhoom RasoolAllah (ﷺ) ne is ayat ka tafseer khud bayan farmaya: Umar bin Khattab (R.A) se riwayat hai…
Jis Bande ko Nek Biwi Mil Jaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ta'ala Ne Jise Nek Bibi Ata Ki, Usey Islam Ka Aadha Hissa Qayem Karne Me Madad Ki Hai, Baaki Aadhe Hisse Ke Liye Use Chahiye Ke Wo Allah Se Dare (Yaani Taqwa/Parhezgari Ikhtiyar Karey),.." - Mustadraq Al Haqim , Hadees 2681 - Tabrani Awsat , Hadees 985 - Baihaqi Shu'abul Imaan , Haddes 5101 - Mazma'ul Zawayed , Hadees 7434…
Insh Allah ka matlab aur Ahmiyat Quran ki Roshni me Insh Allah ka matlab (Meaning) Insh Allah ka Matlab hota hai "agar Allah ne chaha."(if Allah wills it) Insh Allah ki Ahmiyat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Aur Hargiz kisi kaam ke Nisbat na kaha karo ki mai isey kal kar dunga, magar insh Allah keh kar aur agar (insha Allah kehna) bhool jao tou (jab yaad aaye) apne Parwardeegar ko yaad kar lo (in sha Allah kah lo) aur kaho ki ummid hai ke mera Parwardeegar mujhe aisi baat ki hidayat…
Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bhugz (nafrat) na rakkhe, kyunki agar Us sey uss ki koi Aadat Napasand hai tou koi dusri pasand bhi hogi." 📕 Sahih Muslim, Hadees: 1467(3645)
MUSLIM AURAT Paiydayish Se Mout Tak - Sis. Amtul Mateen https://www.youtube.com/watch?v=3IJRIX39JIs Muslim Aurat ki Zimedariya Paidaish se lekar Mout tak kya hoti hai ? iske bare me tafsili jankari ke liye aayiye is bayan me mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan.