♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aur Yaqeenan Tumhaare Saron Par Nighahbaan Muqarar Hai Jo Baa-Izzat Likhne Waale Hai.
Wo Tumhare Aamaal Ko Khoob Jaante Hai.
Beshaq Nek Log Neymato Me Hongey Aur Baddkaar Afraad Jahannum Me Hongey”.
– [Surah(82) Infitaar: Ayaat:10-14]
Home / Quran ki Nasihat / Beshaq Nek Log Neymato Me Honge ….
Related Posts:
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Rab Ka Azaab Zarur Aakar Rahega ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Toor Ki Qasam, Aur Kitaab Ki Jo Likhi Huee Hai Khushaada Auraaq Me, Aur Baitul Ma'mur Ki Qasam Hai, Aur Unchi Chat Ki Qasam Hai, Aur Ubalte Huwe Darya Ki, Beshaq Tere Rab Ka Azaab Zarur Aakar Rahega, Usse Koi Rok Nahi Sakega, Jis Roz Aasmaan…
- Yakinan Inkar Karne Wale Kabhi Safal Nahi Honge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Allah Ke Saath Kisi Doosre Mabood Ko Pukarey Jis Ki Koyi Daleel Uskey Paas Nahi, Uska Hisaab Allah Ke Zimme Hai ,.. Yakinan (Allah Ka) Inkar Karne Wale Kabhi Kamiyab Nahi Honge". - (Surah: Al-Mominun; A-117)
- Beshaq Faisle Ka Din Ek Moyyina Waqt Hai ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Beshaq Faisle Ka Din Ek Moyyina Waqt Hai, Jis Din Soor Phooka Jayega Tou Tum Giroh Dar Giroh Aaoge, Aur Aasmaan Khul Jaayega Tou Darwaaze Hi Darwaaze Honge, *Aur Pahaad Hataaye Jaayenge Tou Woh Reti Ki Tarah Ho Jaayenge, *Bila-Shuba Dozakh Ek Ghaat Me Hai,…
- Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…
- Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Hajir Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amir Bin Aas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Quraan Majeed Ki Yah Aayat Tilawat Farmayi - ♥ Al-Quraan: "Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Khade Honge" - (Surah Mutaffifin : 6) *Fir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad…
- Parwardigar Ki Neymato Ka Bayaan Karte Rehna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ∗ 1. Din Ki Raushni Ki Qasam ∗ 2. Aur Raat Ki Taareeki Ki Jab Woh Cha Jaye ∗ 3. Aur Tumhaare Parwardigaar Ne Naa Tou Tumko Chora Aur Na Naraaz Huwa ∗ 4. Aur Tumhaare Waste Aakhirat Duniya Se Kayi Behtar Hai, ∗ 5.…
- Roze Qayamat koi Dost kisi Dost ke kaam nahi aayega ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Beshaq faisle (qayamat) ka din, unn sab (ke uthne) ka waqt muqarrar hai, uss roz koi dost kisi dost ke kaam na aayega aur na unko koi madad milegi, magar haan! jis par Allah reham farmaaye, woh zabardast meharbaan hai, bila shuba thohad ka darakht gunaahgaar…
- Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Quwwat Hasil Karo Sabr aur Namaz Se Beshaq Allah Ta'ala Sabr Karne Walon Ke Sath Hai". - (Sureh - Baqarah: Ayat-153 )
- Kya Quran Gumaarahi Lata Hai ? Aaj Humare Quraan Se Doori Ki Sabse Ghatiya Aur Intehahyi Baqwas Vajah Ye Hai Ke – "Quraan Padhey Tou Gumraah Ho Jatey ,.." Subhan’Allah !!! *Jo Quraan Insaniyat Ke Liye Kitab-e-Hidayat Hai Agar Wo Musalmano Ko Hi Gumrah Kar Dey Tou Kya Dawat Denge Hum Gairmuslimo Ko ? *Darhakikat Wo…
- Jo Log Yateemo Ka Maal Zaaya Karte Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Yateemo Ka Maal NaaHaq Zaaya (Waste) Karte Hai, Woh Apne Pait Me Bus Angaare Bharte Hai Aur AnKarib Jahannum Me Wasil Honge.." - (Surah: An-Nisa, Ayat-10)
- Beshaq Allah Har ek ki Dua Qabool Karne Wala hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Beshaq Mera Rab Qareeb hai, (Har ek ki Dua) Qabool Karne wala hai. ❞ [ Al-Quran; Surah Hood 61 ]
- Deen Tou Sirf Islam Hee Hai ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ke Nazdeek Deen Tou Sirf Islam Hee Hai, *Aur Ahl-e-Kitab Ne Apne Paas Ilm Aa Jaane Ke Baad Aapas Ki Sarkashi Aur Hasad Ki Bina Par Hee Ikhtilaaf Kiya Hai Aur Allah Ki Aayaton Ke Saath Jo Bhi Kufr Kare Allah Uss Ka…
- Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta Aur Agar Neki Ho Tou Usey Doogni Kar Deta Hai Aur Khaas Apne Paas Se Bohot Badaa Sawaab Deta Hai". - [Surah(4): Al-Nisa: Ayat-40)
- Gunahgaar Bohot Jald Apney Kiye Ki Sazaa Paynge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! (Aye Logon !) Tum Zahiri (Khule Aam) Aur Chup Kar Kiye Janey Waley Sab Gunaah Chorh Do, Beshaq Jo Log Gunaah Kartey Hain Anqareeb (Bahut Jald) Apne Kiye Ki Sazaa Payengey. - (Surah Al-Anaam (6): Ayat-120 : @[156344474474186:])
- Jo Log Meri Ibadat Se Mooh Mod lete Hai .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Aur Tumahare Rab Ka Farman Hai Mujhe Pukaro Mai Tumhari Dua Qubool Karunga. Jo Log Meri Ibadat Se Muhh Mod Lete Hai Un-Qareeb Zaleel-O-Quar Hokar Jahannam Me Dakhil Honge. - (Sure Al-Momin : Ayat-20) » Jo Log Allah Se Bina Dekhe Darte Hai Tou…
- Qayamat Me Rasool'Allah Ke Sabse Qareeb Aur Door Rehne Wale… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir Bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Me Se Mujhe Sab Se Zyada Mehboob Aur Qayamat Wale Din Mere Sab Se Zyada Qareeb Wo Log Honge Jo Tum Me Se Akhlaaq Me Sab Se Zyada Acche Hongey ,.. *Aur…
- Beshaq Allah Taubah Qubool Farmata Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai Ke - "Beshaq Banda Gunaahon Ka Iqraar Karey Phir Taubah Kar Ley Tou Allah Uski Taubah Qubool Farmata Hai.." - (Muslim Sharif)
- Musalman Mardo Ko Hukm Nigahe Nichi Rakhe .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Nabi Sallallahu Alaihay Wasallam!) Musalman Mardo Ko Hukm Do Ke Apni Nigahe Kuch Nichi Rakhe, Aur Apni Sharmgaah Ki Hifazat Karey. Ye Unke Liye Bahut Suthra Hai. Beshaq Allah Hi Ko Unke Kaamo Ki Khabar Hai." - [Surah (24) Noor: Aayat-30]
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Beshaq Allah Ta'ala Har Ek Ka Imtihaan Lega .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Logon Ne Ye Samaj Liya Hai Ki Sirf Itna Keh Dene Se Ki Hum Emaan Laye Hai Tou Chorr Diye Jayenge Aur Unka Imtihaan Na Liya Jayega. Aur Hum(Allah)Ne Tou Unn Logon Ka Bhi Imtihaan Liya Jo Unn Logon Se Pehle Gujar Gaye, Garaj…
- Qayamat ke Ankareeb Khoon Raizi (Qatle Aam) Hoga ✦ Hadees: Qayamat ki Nishaniya: Khoonraizi Honge ✦ Abu Huraira (R.A) se marvi hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya - "Iss Zaat ki Qasam jis ke hath me meri jaan hai, Duniya khatam nahi hogi hatta ke log wo din na dekh le jab na Qatil janta…
- Do Neymato Ki Aksar Log Qadar Nahi Kartey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Do Neymate Aiseee Hain Ki Aksar Log Unki Qadar Nahi Kartey, (1) Sehat (Health) Aur Dusri Neymat Hai (2) Fursat (Achchey Kaam Karney Ke Liye). - (Sahih Bukhari)
- Allah ke Khaas Bando ki pehchaan ye hai ke wo Zameen par… Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Kareem me Apne Khaas bando ki pehchaan ke bare me farmata hai !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Aur Allah ke khaas bandey tou woh hai jo Zameen par Aahistagi se chalte hai aur Jab Jahil unsey (Jahalat) ki baat kare tou kahte hai ke Salaam (tum salamat raho), (63)…
- Rasool'Allah(ﷺ) Gawahi Denge - Meri Qoum ne Quran Ko Chorr… Aaj Allah Ki Kitab(Quraan-e-Majid) Se Momino Ko Door Karne Ke Liye Na Jane Kya-Kya Hathkandey Istemal Kiye Jar Rahe, Baaz Paid Ulemao Ke Jarey Fataawe Tak Diye Ja Rahe Hai ke - "Quraan Padhey Tou Gumraah Ho Jaoge" Nauzuillah! *Jabki Quraan Se Doori Ikhtiyaar Karne Wale Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…