♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai:
“Namaz Ba-Jamaat Ke Liye Masjid Me Janewale Har Qadam
Ek Neki Ko Wajib Karta Hai Aur Ek Gunaah Ko Mitata Hai..”
– (Ibne Habban)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Masjid Me Janewale Har Qadam par Ek Neki
Related Posts:
- Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Masjid Se Mohabbat Rakhne Wala Arshe-Ilahi Ke Saaye Me ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Masjid Se Mohabbat Rakhney Wala Qayamat Ke Din Arshe-Ilahi Ke Saaye Me Hoga.." - (Bukhari Sharif) *Iss Aahadeese Mubarak me Masjid ki Mohabbat se Muraad Namazo Ki Pabandi hai ,. ♥ In'sha'Allah-Ul Azeez ! Allah Ta'ala Hume Kehne Sun'ne Se…
- Masjid Har Muttaqi Ka Ghar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Masjid Har Muttaqi (Parhezgaar, Allah Se Darne Wale) Ka Ghar Hai ,.. Aur Allah Ta'ala Ne Apne Zimme Liya Hai Ke Jiska Ghar Masjid Ho Usey Rahat (Sukun) Dunga, Uss Par Rehmat Karunga.…
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Neki aur Burayi kya hai : Hadees ۞ Hadees: Nawas Ibne Sam'aan (R.Anhu.se riwayat hai ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se puchha - "Neki aur Burayi kya hai ?" Aap (ﷺ) ne farmaya - "Neki Khush Akhlaqi hai aur Burayi aisa Kaam karna hai jo tere Dil me khatke, Aur Tujhe Wo Pasand na ho ke…
- Sacchayi Neki Ki Taraf Rahnumai Karati Hai ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ibne Mas'ood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Yaqeenan Sacchayi Neki Ki Taraf Rehnumayi Karaati Hai Aur Neki Jannat Ki Taraf Le Jaati Hai. - Aadmi Sach Bolta Rahta Hai, Yaha'n Tak Ke Usse Allah Ke Yahan Bahot Sachcha Likh…
- Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah Neki… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195
- Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo ... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare. » Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho. - Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh)
- Masjid-e-Quba (Medina, Saudi Arabia) Masjid-e-Quba: Islam ka elan hone ke 12 saal baad Masjid-e-Quba ki tameer ki gayi. Nabi (ﷺ) ne Makka se hijrat kar ke Madina pahuchne to jaha Aap (ﷺ) ne qayam kiya waha nishani ke tour par Masjid banwaai gai. Isi raah me Madina Munawarra se taqreeban 5 kilometre ke fasle…
- Qurbani Kya Hai ?... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid Bin-Arkam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayet Hai Ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Ashab Ne Arz Kiya, Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Ye Qurbani Kya Hai, *Aap Ne Farmaya - "Tumhare Baap Ibrahim (Alaihi Salaam) Ki Sunnat Hai", *Unhon Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karne Chala .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karney Chala Uskey Ek Qadam Par Gunaah Mitata Hai Aur Dusrey Par Ek Darjah Buland Hota Hai.." - (Sahih Muslim)
- Hadees: Bhalayi ka Rasta batlaane wala neki karnewale ki… Hadith: 30-June: Abdullah bin Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Bhalayi ka Rasta batlaane wala Neki karnewale ki tarah hai. 📕 Tirmidhi 2670
- Buraai Talash Karne Wale Ki Misaal ..... » Kisi Ki Burayi Sun Ke Uss Tak Pohchana Us Se Bhi Badi Burayi Hai. » Kisi Ki Burayi Talaash Karne Wale Ki Misaal Uss Makkhi Ke Jaisi Hai, Jo Poora KhoobSurat Jism Chhor Kar Sirf Zakhm Par Baithti Hai" » Burayi Ki Misaal Aise Hai Jaise, Pahaad(Hill) Se Niche…
- Babri Masjid: बाबरी मस्जिद गिराने में शामिल रहे बलबीर सिंह… Kar Sevak Balbir Singh was part of Babri masjid demolition. He later converted himself to Islam and became Mohammed Aamir. "They plan, and Allah plans. Surely, Allah is the Best of planners” # Holy Quran 8:30 [bs-text-listing-2 columns="1" title="Related Post" icon="" hide_title="0" tag="6347,24053" count="30" order_by="rand" custom-css-class="_qoutes"] ✦ Keywords: Babri Masjid,Babri…
- Blue Masjid (Turkey) Turkey ke sabse bade shahar Istanbul me bani Sultan Ahmad Masjid jise "BLUE MASJID" ke naam se bhi jana jata hai, dunia ki sabse badi ...
- Neki Aur Parhezgari Me Ek-Dusre Ki Madad Karo .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusrey Ki Madad Karo, Aur Gunaah Wa Zulm Par Madad Na Karo!, Aur Allah Se Daro Beshaq Allah Ka Azaab Sakht Hai.." - (Al-Quraan: Surah Al-Ma'ida, A:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Allah Uspar Raham Nahi Karta -…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Hamesha Sach Bolo Aur Jhoot Se Bachte Raho ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Sachhayi Ko Laazim Pakdo Aur Hamesha Sach Bolo, Kyun Ki Sach Bolna Neki Ke Raaste Par Daal Deta Hai Aur Neki Jannat Tak Pahuncha Deti Hai. Aur Jab Aadmi Hamesha…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Juma ke Khutbe ke dauran Tahiyatul Masjid padhna kaisa hai? Hadees of the Day | Jumuah Series Aksar dekha jata hai ke Juma ke din jab Imam Khudba de rahe hote hai to kayi log aate hi Namaz padhne lag jaate hai, to kya ye amal durust hai. aayiye aahadees ki roshni me iska mutala karte hai. Juma me Tahiyatul…
- Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab Milta Hai (There… ✦ Hadees: Roman Urdu ✦ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "1 Shakhs raste mein chal raha tha ke usey Shiddat ki pyaas lagi usey Ek Kunwa(Well) mila aur usne isme utar kar paani piya. jab bahar nikla tou wahan Ek Kutta…
- Masjid al-Haram (Saudi Arabia) Masjid-Al-Haram Khana e Kaba ko Charo taraf se gherne waali ek masjid hai. Yah Saudi Arab ke Makka Shahar me hai aur dunia ki sabse badi masjid hai. Duniabhar se Musalman Namaz padhte hue isi Kaabe ki aor Rukh kar ke Namaz padhte hai, aur Har Sahibe Istetat Musalman par…
- Neki Ke Elawa Koi Cheez Umr Me Zyadati Nahi Karti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Neki Ke Elawa Koi Cheez Umr Me Zyadati(Badhotari) Nahi Karti, Aur Taqdeer Ko Dua Ke Siwa Koi Cheez Nahi Taal Sakti ,.. Aur Insan Apna Aaya Huwa Rizq Apne Gunaaho Se Taal Deta Hai.." - (Ibne Majah, Jild : 2, Page-497,…
- Jama Masjid (Delhi, India) Jama Masjid (Delhi, India) Delhi ke etihasik virse me shamil "JAMA MASJID" ko bhala koun nhi janta. Purani Delhi me Laal Qile ke 500 Meter doori par bani ye Masjid sadiyon se rajdhani ki shan badha rahi hai. Kab aur kisne banayi yah Masjid ? Delhi ki "JAMA MASJID" ko…