Jadu aur Iska Ilaj Qurano Sunnat ki Roshni me *RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) par Jadu aur Surah Falaq aur Surah Naas ke jariye ilaj ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Zaid bin Arkam (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai: Ek Yahudi Shaks Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke pass aaya karta tha (Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Us se be Khauf rehtay ) Uss Shaks ne Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) par Jadu ki girhein (knot) laga ker Ek Ansari Ke Kunwey(well) Mein rakh dee,.. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) iss Jadu ki wajah se Kuch din…
Khana Khane ka Sunnat Tarika ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Deen-e-Islam ek mukammal deen hai, yah dunia aur aakhirat ke tamam shobo ke humari rehnumayi farmata hai, usi tarah humare Khane Pine ke muamle me bhi hume adab aur salika sikhata hai. is post me hum Khana Khane ki Dua, Khane ke Adab aur Ahtraam wa Sunnat ka tazkira kar rahe hai. Aap tamam hazrat se iltija hai ke isey padhe aur jitna ho sake share kar Sawab hasil kare. Khana khane ke Adab wa Sunnat 1.…
Nikah Meri Sunnat Hai Nikah Meri Sunnat Hai ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - "Nikah Meri Sunnat hai, aur jo koi meri Sunnat par amal na kare uska mujhse koi talluq nahi. " 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 1846
Ghusl ka Sunnat aur Mukammil Tariqa https://www.youtube.com/watch?v=DBDEVan-i3E Ghusl - Bathing ka Sunnat aur Mukammil Tariqa by Adv. Faiz Syed Ghusl kaise karte hain, ghusl kaise kiya jata hai, ghusl kaise toota hai, Gusl, Gusl ke Aqsaam, gusal kaise karte hai, ghusl kaise kare, gusal ka tarika, gusal ka tarika urdu, gusal ka tarika for ladies in urdu, gusal ka tarika in urdu youtube, gusal ka tarika after periods, ghusl ka tariqa faiz syed, ghusal ka tarika for man, gusal ka tarika for ladies, gusal ka tarika…
♫ Ramzan ki Fazilat - Ahmiyat aur Masaail ♫ Ramzan ki Fazilat - Ahmiyat aur Masaail Free Download Audio Bayan of Ramzan Ki Fazilat, Ahmiyat aur Masaail, Shabe Qadr ki Hakikat aur Fazail by Adv Faiz Sayed. ♪ Ramzan ki Fazilat – Part (I) ♪ Ramzan ki Fazilat - Part (II) ♪ Ramzan ki Fazilat - Part (III) ♪ Shabe Qadr – (Ramzan Ki Fazilat) – Part (IV) ♪ Roze Chodney Se Bachey – (Ramzan Ki Fazilat) – Part (V)
Nafsiyati Bimari ka Ilaj : Quran wa Sunnat ki Roshni… https://youtu.be/PcMfUR3YYDE Nafsiyati Bimari ka Ilaj : Quran wa Sunnat ki Roshni me Nafs ki Bimariya kya hai? iska Ilaj Qurano Sunnat me kis tarha wajeh hai ? Aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye ek ibratnaak wakiye par gour karte hai,.. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera.
Taweez ki Haqeeqat - Qurano Sunnat ki roshni me Taweez ki Haqeeqat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Taweez ka mas'ala thik waisa hai jaisa ke, kisi doctor ne kisi ko uske bimaari ki ilaz ke liye prescription par kuchh dawayi ka naam aur usko lene ka tareeka likh diya, aur woh uss tareeke ko chhor kar uss prescription ko hi gale me latka liya, aur ye samajh baitha ke aise hi Main sifa paa sakta hoo. Aaiye ab dekhte hai iske talluk se Shariyat kya kehti hai "(Aye Rasool!) Aap keh…
Insani Jism me 360 Joints ka Saboot ! 1400 saalo se… ✦ Hadith : Ummahatul Momineen Ayesha (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝Har Insan ki takhleeq me 360 Jod (Joints of Bones) banaye gaye hain, so jis ne Allahu Akbar kaha, Alhamdulillah kaha, La’ilaha Illa’llah kaha, SubhanAllah kaha, Astagfirullah kaha, Raaste se Patthar ya Kanta ya Haddi hata di, Acchi Baat ka Hukm diya yaa Buri Baat se roka tou ye Teen so Saath (360) jodon (Joints) ki ginti ke barabar (Shukr ada karne ki tarah) hai…
Sunnat ki Ahmiyat : Part 15 Beharhaal Jo Baatey Hum Aapke Samne Sunnat ki Ahmiyat ke Taaluk se Rakh Rahe hai Usey Pura Karenge Ek Wakiye Se,.. Jo Rasool’Allah (ﷺ) Ka Ek Mash’hoor aur Maruf Wakiya hai aur Ismey Bhi Ita-ate Rasool (ﷺ) Ke Talluk Se Baat Wajeh Hoti Hai… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (ﷺ) Ek Roz Sahaba-e-Kiram Ko Waaz Aur Nasihat Farma Rahe They Aur Umar Ibne Khattab (RaziAllahu Anhu) Ek Taraf Khadey Hokar Tauraat Ka Nuskha Lekar Usmey Se Kuch Padh Rahey They. Yeh Dekh…
Sunnat Ki Ahmiyat : Part 13 RasoolAllah (ﷺ) ki Mukhalifat karne waley koun? Ek Aayat me Allah Rabbul Izzat farmata hai: ۞ Al-Quran: ۞ "Aye Nabi (ﷺ) ! Agar Ye Log Aap ki Baat na maney! tou Allah aise Kaafiro se mohabbat hi nahi karta." Surah Imran 3:32 Gour Karna Chahiye Hume, Ke Jo Shakhs RasoolAllah (ﷺ) Ki Baat Na Maney ,.. Aur Muuh Pher Ke Chaley Jaye Tou Allah Aise Kaafiro Se Mohabbat Hi Nahi Rakhta Hai.. Unhe Kaafir Kaha Allah Rabbul Izzat Ne… -…
Jis ne Meri Sunnat se Muhabbat ki Usne Mujh se Mohabbat ki - Roman Urdu - ۞ Hadees: Allah Ke Rasool (ﷺ) ka irshade Mubarak hai ke: "Jis ne Meri Sunnat se Mohabbat ki (Yaani Uspar Amal kiya), Tou Usne Mujh se Mohabbat ki aur jis ne Mujh se Mohabbat ki wo Jannat me Mere saath hoga." 📕 Jami at-Tirmidhi 2678 - हिंदी - ۞ हदिस: अल्लाह के रसूल (ﷺ) का इरशादे मुबारक है के : "जिस ने मेरी सुन्नत से मोहब्बत की (यानी उसपर अमल किया), तो उसने मुझ से मोहब्बत…
Sunnat ki Ahmiyat: Part 3 Lekin Aaj Sunnat Par Amal Karne Walo Ko Ajnabiyat Se Dekha Jata Hai: RasoolAllah (ﷺ) ka Irshade Mubarak hai ke: "Jisne Meri Sunnat se Mohabbat ki Usney Mujhse Mohabbat ki, aur Jisne Mujhse Mohabbat ki Wo Jannat me Mere Saath Hoga.” Mishkaat Hadith no. 165 - Aaj Sunnat-e-Rasool Ko Humne Mazak Samjha ,.. Khilwaad Ka Mouju Banaya ,..- Ke Agar Koi Ita-ate Rasool Aur Ittebaye Rasool Ki Baat Kahe,- Ya Ye Kahe Ke Allah Ki Kitab Aur Uskey Rasool (ﷺ)…
Sunnat ki Ahmiyat: Part 4 ۞ Mafhoom-e-Hadees ۞ RasoolAllah (ﷺ) ne ek roz farmaya ke "Mere Jaanshino par Allah ki Rehmat ho!”Arz Kiya Gaya: “Ya Rasool'Allah! Aapke Jaanashin Koun Hain?”Farmaya: “Jo Meri Sunnat se Mohobbat Rakhte Hain aur Usey Allah ke Bando ko Sikhate hai.”[Tafsir-e-Kabir] Afsos Ki Baat Hai Ke: Aaj Humne Khud RasoolAllah (ﷺ) Ki Sunnat Ko Samjhne Se Airaz Kiya aur Badley me Jo Bhi Wirasat Se Hume Akide Miley Bus Uspar Aankh Bandh Karke Amal Karne Lag Gaye. Phir Chahe Wo Amal…
Mehman ke Sath Khao, Kyunki Wo Sharmata hai Mehman ke Sath Khao, Kyunki Wo Sharmata hai Hadees: Ummahatul Momineen Ayesha (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Apne Mehman ke Sath khao, kyunki wo tanha khane me Sharm karta hai." 📕 Shoaib Ul Iman, Hadees 9633
Kiski Itteba Barhaq ? Kitabo-Sunnat ya Aaba-o-Azdad… Aksar Jab Logon Se Unke Gairsharayi Amal Ke Talluk Se Pucha Jata Hai tou Wo Kehte Hai ke - "Bhai Hum Tou Falah-Falah Amal, Kunde Ki Niyaz, Qabr-Parasti Aur Digar Bebuniyadi Eidey Kayi Saalo Se Karte Aa Rahe Hai, Tou Kya Humare Aaba-o-Azdad Ka Itna Purana Riwaz Galat Ho Sakta Hai ? ... *Yaad Rakhiye Kisi Cheez Ka Puraana Hona Uskey Haq Hone Ki Hujjat Nahi Hoti ,.. - Agar Aisa Hota Tou Hum Sabko "Buthparast" Ban Jana Chahiye ,..…