Kya koi apne Maa Baap ko bhi Gaali de sakta hai
Hadees: Sahaaba (R.A) ne arz kiya :
Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! kya koi aadami apne maa baap ko bhi gaali deta hai?
Aap (ﷺ) ne farmaaya :
“Haan! aadmi kisi ke baap ko gaali deta hai to woh us ke baap ko gaali deta hai, aur kisi ki maa ko gaali deta hai to woh us ki maa ko gaali deta hai.”
Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish
Subscribe to get the latest posts sent to your email.