Qaza Namaz ko kaise Ada kare Uska Tariqa? https://www.youtube.com/watch?v=dp-wt5TvkR4 Qaza Namaz ki Hakikat Qaza Namaz ki Hakikat kya hai aur Qaza namaz kab ada ki jaye aur iska tarika kya hai, janiye tafseel me Quran wa Sunnat ki roshni mein by Aalim Adv Faiz Sayed
Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare ... Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare aur Tumhare Gunah Tumhe Ranjeedah kare tou tum momin ho." 📕 Silsila Saheeha; Hadees: 550
Islamic Quiz 325 : Kounsi 2 chamakti hui… Islamic Quiz 325 : Wo Kounsi 2 chamakti hui Surah hain jo Qayamat ke din uske padhne walo ke saath is tarah aayengi jaise 2 Baadal ya 2 Saaye ho ?
Halala ka Nikah karne wale ka Gunaah… Halala ka Nikah karne wale ka GunaahHalala karne wale par Allah ki Lanat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Halala aise Nikah ko kehte hai jisme koi aadmi 3 Talaq waali aurat se sirf Talaq ki niyat se Nikah aur Sohbat karta hai…
Al-Quran: Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin)… Wahi baat kaha kare jo behtareen ho ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Taala Quraan me farmata hai: "Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye ke wahi baat kaha kare jo behtareen ho." 📕 Surah Bani Israeel 17:53
Islamic Quiz 280 : Kis Surah ki Pehli… Kis Surah ki Pehli Aayat mein Allah ne Masjide Haraam aur Masjide Aqsa ke Saath Barkat ka Zikr kiya? Options Are A. Surah Bani Israyeel, B. Surah Younus, C. Surah Yousuf, D. Surah Furqan
Jo Mehmaan Nawazi na kare usme koi Khair nahi Jo Mehmaan Nawazi na kare usme koi Khair nahi Hadees: Uqba bin Aamir (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Us shakhs me koi Khair (Bhalayee) nahi jo Mehman nawazi nahi karta." 📕 Musnad Ahmed, Hadees 17419
Ramadan Day 21 | Shab e Qadr ko kab Talash Kare... Ramadan Day 21 ۞ Hadees: Hazrate Aayesha (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:"Shab-e-Qadr Ko Ramzan ke Aakhri Ashre ki Taaq Raato (21, 23, 25, 27, 29) me Talaash karo...
Allah se daro aur saccho ke saath ho jao Allah se daro aur saccho ke saath ho jao Allah Ta'ala farmata hai: "Aye Imanwalo! Allah se Daro aur Saccho ke Sath ho jao." 📕 Quran 9:119
Khushnaseeb hai wo shakhs jo nasihat hasil kare Khushnaseeb hai wo shakhs jo nasihat hasil kare Hadees: Abdullah bin Masood (R.A.) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke "Khushnaseeb hai wo shakhs jo doosro se nasihat hasil kare." 📕 Sunan Ibne Majah, Hadees 46
Namaz chut jaye to kya kare Hadees ki roshni mein Kisi wajah se agar Namaz chut jaye to kya kare janiye Hadees ki roshni mein Namaz padhna bhool jaye aur Waqt Nikal Jaye tou kya kare ۞ Hadees: Hazrate Anas (R.A.) riwayat karte hain ke RasoolAllah ﷺ ne farmaya: "Jo Shakhs Namaz…
Islamic Quiz 228 : Zil-Hijjah ka Chand… Zil-Hijjah ka Chand dekhne ke baad Qurbani ki Niyat rakhne wale ko Kya karne se Mana farmaya hai? | Options are: A. Safar Karna, B. Baal aur Nakhun Katna, C. Roze Rakhna
Beti aur Bete me Is Hadd Tak Barabari Kare ✦ Roman Urdu ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sayyedina Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) se Riyawat Hai ke, Ek Shakhs Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ke Paas Baitha Hua Tha Ke Uska Ek Chhota Beta Aagaya, Usne Usey Pakda, Chuma Aur Apne Godh me…
Maaf karne ki Hadees: Samjhote me Pahal… Maaf karne ki Hadees:Samjhote me Pahal Karne Wale ke Gunah Muaf Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya, "Do Jhagda Karne Walo me Pahle Sulah (Samjhota) Karne Wale ke Gunah Muaf Kar Diye Jate hai" 📕 Sahih Al Targeeb, Hadees 2759
Jab Gussa aaye tou kya kare? Gusse ka Ilaj Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tum me se kisi ko Gussa aaye to usey chahiye khamoshi ikhtiyar kare." 📕 Musnade Ahmed, Hadees: 2136
Ashab-e-Feel ka Waqia (Hathi walo ka Wakia) Ashab-e-Feel ka Waqia Huzoor Akkadas RasoolAllah (ﷺ) ki Paidaish se kuch hi din pehle yaman ka badshah “Abraha” Hathiyon ki fouz lekar Kaaba dhane ke liye makka par hamla aawar hua tha. Abraha ne yaman ke Darool Saltanat “San’aa” me…
Ramadan Day 2 : Jisne Imaan ke Saath Sawab… 02nd Ramzan Hadith Quote: Abu huraira (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallhu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Imaan ke saath Sawab ki niyat se Ramzan ke Roze rakhe uske pichle saare Gunaah bakhsh diye jayenge." Sunan Ibn…
Islamic Quiz 201 : Pyare Nabi (ﷺ) ne Sab… Pyare Nabi (ﷺ) ne Sab se Zyada Kis ke Saath Husn-e-Sulook Karne ka Hukm diya hain? | Options Are: A. Maa, B. Biwi, C. Beti, D. Neik Dost
Islamic Quiz 260 : Wo Kaunsi Masjid hai… Wo Kaunsi Masjid hai jaha Namaz ada karne se ek Umrah karne ka sawab milta hai? | Options are: A. Masjid e Aisha, B. Masjid e Aqsa, C. Masjid e Nabwi, D. Masjid e Quba
Khayanat ka anjam : Khayanat karne walo se… Khayanat ka anjam Hadith-e-Qudsi: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmate hai ke, Allah Ta'ala farmaata hai: "Main 2 saath mil kar kaam karne walon ke saath hota hoon jab tak ke koi sathi khayanat na kare, jab koi ek bhi khayanat karta hai…
Koun Kisko Salaam kare? Koun Kisko Salaam kare? Hadees: Hazrat Abu Hurairah (R.A) se riwaayat hai ke, Nabi-e-Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: "Chhota bade ko Salaam kare, Guzarne waala baithe hue ko Salaam kare aur thode aadmi Zyaada Aadmiyon ko Salaam Karein." 📕 Sahih…
Ramadan Day 15 | Jhoot bolne aur Dagabaji… Ramadan Day 15 ✦ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou ...
Jab koi Dua kare to Pehle Rab ki Tareef bayan kare Jab koi Dua kare to Pehle Rab ki Tareef bayan kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Jab Tum me se koi Dua kare to Pehle apne Rab ki Tareef bayan kare, Phir Nabi ﷺpar Durood bheje, Uske baad…
Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Koi momin Shohar apni kisi Momina Biwi se Nafrat na kare. Agar Usey Biwi ki Ek Baat Napasand hogi tou Dusri Zaroor Pasand Aayegi."…
Apne Gharwalo ke saath insaf karne wale… ✦ Hadith: Insaf karnewalo ka Martaba ✦ Abdullah bin Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "jo log insaf karte hain wo Allah Subhanhu ke yahan Rahman Azwajal ke Dahini taraf noor ke mimbaro…
Qabiliat aur Kirdaar Saath Saath chalte hai ... Bujurgo ke Aqwaal Qabiliat aur Kirdaar Saath Saath chalte hai "Qabiliat aur Kirdaar Zindagi me Saath Saath chalte hain,Qabliat Aap ko Bulandi tak Pohnchati hai.Jab ke Accha Kirdar Aap ko Humesha Buland rakhta hai." 📕 Imaam Jalaluddin Suyuti (R.A)
Momino ki Misaal ek dusrey par Reham… Hadees of the Day Momino ki Misaal ek dusrey par Reham wali hoti hai No’man bin Bashir (R.A) riwayat karte hai ki,Huzoor Nabi-e-Akram (ﷺ) ne farmaya: "Momineen ki Misaal ek dusrey par Reham karne, Dosti rakhne aur Shafqat ka mujahira karne me ek Jism…
Allah sabse Zyada Raham karne wala aur… Hadith : Allah Subhanahu sabse zyada Raham karne wala aur Muaf karne wala hai Abu Dhar Radi Allahu Anhu se rivayat hai, RasoolAllah ﷺ ne farmaya : "Qayamat ke din ek Admee ko laya jaega aur kaha jayega uske chote…
Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195
Related Posts: