Jummah ke Din Tamam Janwar Qayamat ke Darr se Kaan Lagaye hue
Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:
“Jumuah ke Din Subah Hote hi Tamaam Jaanwar Qayaamat ke Dar se Kaan Lagaye Huye hote hainYahan Tak ki Sooraj Tuloo ho jaye, Siwaye Jinnon Aur Insaano ke.“
Ramadan Day 27 | Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din… Ramadan Hadees: Day 27 Sadaqa-e-Fitr, Eid ke 1 ya 2 din pehle dey ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrate Nafi (R.A.) ne bayan kiya ke: "Log Sadaqat-ul-Fitr, (Eid ke) Ek yaDo din pehle bhi de diya karte they" 📕 Sahih al-Bukhari 1511
Tanhaai me Gunah Karne Walon ka Qayamat ke Din Anjaam 👉 Tanhaai Me Gunah Karne Walon Ka Qayamat ke Din Anjaam ye hoga ki Allah unke Amal ko fiza me udte hue zarre ki tarah bana dega. Hadeese Nabwi ﷺ Sawban (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi ﷺ ne farmaya : "Main apni ummat me se aise logon ko janta hun jo Qayamat ke din tahamah ke pahadon ke barabar nekiyan lekar aayenge, Allah Ta'ala unko Fiza me udte hue zarre ki tarah bana dega." Sawban (R.A.) ne arz kiya…
Qayamat ke Din Arsh e Ilaahi Ke Saaye Me Rehne Wale Log ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain: "Qayamat Ke Din Teen(3) Shakhs Arsh-e-Ilaahi Ke Saaye Me Honge, Jis Din Ke Uss Ke Saaye Ke Siwa Koi Saaya Na Hoga. Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya, "Ya Rasool'Allah! Wo KhushNaseeb Koun Hain ?". Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: ∗1. Ek Wo Jis Ne Mere Kisi MusibatZadah Ummati Ki Pareshani Door Ki. ∗2. Duwwam Wo Jis Ne Meri Sunnat Ko Zinda Kiya. ∗3. Teesra Wo Shakhs Ke Jis…
Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se Suni, maine uske baad se un 12 rakato ko kabhi nahi chodha..." - (Sahih Muslim, Vol 1, 1694) ✦ Ulema-e-Deen ke hisab se Wo 12 Rakat Sunnat…
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Jumma ke Din Ek Ghadi Aesi Aati hai Jis me Hadees of the Day | Jumuah Series Abu Huraira (R.A) riwayat karte hain ki.RasoolAllah (ﷺ) ne Jumme ke Zikr me Ek martaba farmaya - "Jum'ma ke Din Ek Ghadi aesi aati hai Jis me agar koi Musalman Banda Namaz padh raha ho aur koi Cheez Allah se mange tou Allah Rabbul Izzat Usey woh Cheez zarur deta hai. RasoolAllah (ﷺ) ne haath ke Ishare se bataya 'Woh Ghadi bahut thodi si hai.' 📕 Bukhari Sharif, Kitabul Jum'ma, Hadees 935
Insaan ke Badan ke har Jod par har Din ka Sadqa Waajib Insaan ke Badan ke Har Jod par har Din ka Sadqa Waajib Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hain : "Insaan ke Badan ke har Jod par har us Din ka Sadqa Waajib hai Jismein Sooraj Tuloo hota hai. aur Logo ke Darmiyaan Insaaf karna bhi Ek Sadqa hai." 📕 Sahih Bukhari, Hadees : 2707
Islamic Quiz 395 : Qayamat ke din sabse lambi gardan… Islamic Quiz 395 Qayamat ke din sabse lambi gardan kiski hogi? A. Jihad karne walo ki B. Quran Hafizo ki C. Azan dene walo ki D. Hajj karne walo ki GET ANSWER Sahih jawab hai : Option ( C ) ✅ Azan dene walo ki Daleel : ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrat Muaawiya (RA) se rivayat hai: ki Rasool-Allah ﷺ ne farmaya: "Qayamat ke din muazzin (azan dene walon) ki gardane sabse lambi hongi." 📕 Sahih Muslim, Jild 1, Hadith 852
Juma ke Din ya Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Hadees of the Day | Jumma Series Juma ke Din Surah Al-kahf padhne ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Jumah ke Din Surah Kahf padhta hai uske liye ek Jumah se Dusre jumah tak noor roshan ho jata hai." 📕 Saheeh al-Jaami, 6470 Juma ki Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Jisne Juma ki raat Surah kahf padhi uske aur baitullah ke darmiyan noor ki roshni ho jati hai." 📕 Saheeh al-Jaami,…
Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se marega tou… Hadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega. 📕 Musnade Ahmed 1399
Us Din ka Darr Rakho Jabki Tum Allah ki Taraf Loutaye Jaoge "Aur Uss Din ka Khauf Rakho jabki Tum Allah ki aur Lautaye Jaoge, fir Har Shakhs ko jo kuch Usne kamaya Uska Pura Pura Badla dey Diya Jayega aur unke sath koi Nainsafi Na hogi" #Quran 2:281 "और उस दिन का डर रखो जबकि तुम अल्लाह की ओर लौटोगे, फिर प्रत्येक व्यक्ति को जो कुछ उसने कमाया पूरा-पूरा मिल जाएगा और उनके साथ कदापि कोई अन्याय न होगा" #कुरान: 2:281 "And fear the Day when ye shall be brought back…
Qurbani Ka Janwar Kharid'te Waqt Kin Baato Ka Khayal Rakhe ? » Qurbani Ka Jaanwar Kharid Te Waqt In 4 Chizo Aur Aankh Kaan Ka Khayal Rakhe !! 1) Mafhoom-e-Hadees: Bara Bin Aazib (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Poocha Gaya, "Kis Jaanwar Ki Qurbani Se Bachna Chaehai?" *Aap Sallallahu Alaihay Wasallam Ne Fermaya - "4 Qism Ke Jaawaro Se Bachna Chahiye, 1) Langra: Jiska Langrapan Zahir Ho, 2) Bhainga: Jiska Bhaingapan Zahir Ho, 3) Beemar: Jiski Beemari Wazeh Ho, Aur 4) Kamzor: Jiski Haddiyo Me…
Jinno or insaano ko chor kar Q ?