♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jannat Ke Do Darwaze Uss Shakhs Ke Liye Khole Jaate Hai Jiska
Din Shuru Aise Hota Hai Jisme Uske Waliden(Maa-Baap) Usse Raazi Ho”.
– (Jame Al-Sadat : Jild-2, Page-259 )
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jannat Ke Do Darwaze Uss Shakhs Ke Liye ….
Related Posts:
- Rozdaaro Ka Jannati Darwaza Raiyyan ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahal Ibne Saad (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain - Jannat Ke 8 Darwaze Hain, Unmey Ek Darwaze Ka Naam 'Raiyyan' Hai, Uss Darwaaze Se Wohi Jaayenge, Jo Roze Rakhte Hain.." - (Bukhari Sharif)
- Ramzan Me Aasmaan Ke Darwaze Khol Diye Jaate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ke, Huzoor-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Ramzan Aata Hai, 'Aasmaan Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hain'. Ek Riwayat Me Hai Ke 'Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hain'. Ek Riwayat Me Hai Ke 'Rehmat Ke Darwaaze Khol Diye…
- Jannat ke darwaze Peer aur Jumairat ke din khole jate hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu hurairah (RaziAllahu anhu) se rivayat hai RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Jannat ke darwaze Peer(Monday) aur jumairat (Thursday) ke din khole jate hain, phir har uss Bande ki maghfirat hoti hai jo Allah Ta'ala ke saath Shirk nahi karta aur Siwaye uss Shaksh ke jo Qeena…
- Ramzan me Jannat ke Darwaze Khol Diye Jaate Hai aur Dozakh… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - “Ramzan Aaya!! Ye Barkat Ka Mahina Hai ,.. Allah Ta'ala Ne Iske Roze Tumpar Farz Kiye, Isme Aasman Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hai Aur Dozakh Ke Darwaaze Bandh Kar Diye Jaate…
- Tum par Ramzan ka Mubarak Mahina Aaya hai Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata Hai - "Maahe Ramzan Wo Hai Jismey Quran Utara Gaya, Jo Logon Ko Hidayat Karne Wala Hai Aur Jismey Hidayat Ki Aur Haqq-Wa-Batil Ki Tameez Ki Nishaniyan Hain. Tum Me Se Jo Shakhs Is Mahine Me Muqim (Alive) Ho, Usey Roza Rakhna Chahiye. Haan…
- Ramadan Day 5 : Ramzan me Jannat ke Darwaze khol diye jatey 05th Ramzan Hadith : ❝ Ramzan ke Mahine me Jannat ke Darwaze khol diye jatey hai, Jahannum ke darwaze band kar diye jatey hai aur tamam Sirkash Jinn aur Shayateen Qaid kar liye jaatey hai.❞📕 Ṣahih al-Bukhari 1800
- Wuzu ke baad ki Dua : Jannat ke 8 Darwaze khol diye Jate hai Wuzu ke baad ki Dua aur Fazilat Umar bin Khattab (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shaksh achchi tarah Wuzu karey aur phir ye kahe ki: أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ "Ashhadu alla ilaha il-Allahu, wa ash-hadu anna Muhammadan Abduhu…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Wo Log Jannat Me Rasool'Allah Ke Sathi Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apni Do Ungli Mubarak Ko Milakar Farmaya - "Mai Aur Yateem Ki Parwarish Karne Wala Jannat Me Inn Do Unglion Ki Tarah Kareeb Honge.." - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz…
- Jo Shakhs Apne Betey ko apni Beti par Tarjeeh nahi dega ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai: "Jo Shakhs Apne betey ko apni beti par tarjeeh (badhawa) nahi dega tou woh jannat me dakhil hoga" - (Abu Dawood: Hadith no. 5146) » Jannat ke liye Iman shart hai. ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है: "जो शख्स अपने…
- Har Ek Ka Thikana Pehle Se Hee Tay Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Me Se Koi Shakhs Aisa Nahi Hai Jiska Jannat Ya Dozakh Ka Thikana Tay Nahi Ho Chuka Ho". Sahaba Ne Arz Kiya Ki - "Phir Kyun Na Hum Usi Par Bharosa Kar…
- Ghuroormand Ilm Waala Jannat Se Mehroom Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Marwi Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Ne Ilm Haasil Kiya Jis Se Allah Ki Razamandi Haasil Ki Jaati Hai Lekin Agar Woh Ye Ilm Hasooli Duniya(Duniya Ko Nicha Dikhane) Ke Liye Seekhta Hai Tou Qayamat Ke Rouz…
- Jo Ilm Ki Talaash Me Kisi Raste Par Chalta Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke, "Jo Ilm Ki Talaash Me Kisi Raste Par Chalta Hai, Allah Uske Liye Jannat Ka Rasta Aasaan Farma Deta Hai". - (Ibne Maja, Jild: 1, Page: 145) # Sabaq: Lihaja Jo Haq Hidayat Wa Sirate Mustaqim Ki Raah Ka Talabgar Hota…
- Ilm ki Talab Rakhne walo Par Beshumar Rehmate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai: "Mere Jaanshino Par Allah Ki Rehmat Ho!" Arz Kiya Gaya "Ya RasoolAllah Aapke Jaanshin Kon Hain?" Farmaya "Jo Meri Sunnat Se Mohobbat Rakhte Hain Aur Usey Allah Ke Bando Ko Sikhate Hai." - (Tafsir-e-Kabir) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ilm Ki Talab Me Jis…
- Sadqa wa Khairat Museebat ke Sattar (70) darwaze band karta… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai ke, “Sadqa wa Khairat Museebat ke sattar (70) darwaze band kar deta hai” – (Tabrani Kabir, 6724) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है के, “सदका व खैरात मुसीबत के सत्तर (70) दरवाज़े बंद कर देता है” – (तबरानी कबीर, ६७२४)…
- Ramzan ki Fazilat: Part 5 6. Roze ka Azr aur Sawab be'hisaab hai: ۞ Hadith: Ek riwayat me Rasool’Allah (ﷺ) farmatey hai ke: “Roza Dozakh (Hell) se bachne ke liye ek dhaal hai isliye (jo Rozedar ho) wo na tou Biwi se Humbistari karey aur na fahash (Buri) aur jahalat ki batein kare aur agar…
- Ilm Hasil Karnewale Ke Liye Beshumar Neymate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - 'Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye…
- Gurbat Ki Fazeelat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke: "Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz Parhta Ho, Uss Ke Ayal Yaani Ghar Waale Zyada Aur Maal Kum Ho Aur Wo Shakhs Musalmano Ki Geebat Na Karta Ho, Mai Aur Woh Jannat Me In Do (Unglion) Ki Tarah Hongey. (Yaani Aap Sallallahu…
- Haakimo (Rulers) Ke Faraiz .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Maqil (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Shakhs Musalmano Ka Haakim Banaya Gaya Aur Usne Unke Muaamle Me Khayanat Ki Aur Usi Haalat Me Mar Gaya Tou Allah Ta'ala Uss Par Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai". Ek Aur…
- Sawaal Karna (Maangna) Kiske Liye Jayaz Hai ?... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qabisah Bin Mukhiriq Al-Hilali (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Teen Tarah Ke Logon Ke Alawa Kisi Ke Liye Sawaal Karna (Maangna) Jayaz Nahi' 1. Ek Wo Shakhs Jis Par Zamanat Ka Bojh Ho Aur Jab Tak Wo Zamanat Se Nijat…
- Jannat Ke Baag Kya Hai ?..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurera (Razi'Allah Anhu) Riwayat Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Jannat Ke Baago Me Se Guzro Tou Phal Khao". *Logo Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Jannat Ke Baag Kya Hai? Aur Uss Se Kya Muraad Hai?" *Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Jo Ilm ki Talash me Nikla Uske liye Jannat ka Raasta aasan Hadees of the Day Ilm ki Talash me Jannat ka Raasta RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs ilm Haasil karne ke liye koi Raasta tay karta hai to Allah Ta'ala Uski wajah se Uske liye Jannat ka Raasta Asaan Kar Deta hai." 📕 Sunan Abu Dawood: 3643 (Sahih)
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…