Umrah in Ramzan
From ₹1Lakh | Flight from Mumbai
Hurry Up!

Islamic Quiz 232 : Qurbani Koun kar sakta hai?

Islamic Quiz 232 : Qurbani Koun kar sakta hai?

Islamic Quiz 232

Qurbani Koun kar sakta hai?

Options Are 👇

A. Zakat dene wala

B. Ikhtiyar rakhne wala

C. Maaldar

D. Sahih Jawab Ka Intezar

Sahih jawab hai : Option ( B )

✅ Ikhtiyar rakhne wala

Qurbani wo kare jo Ikhtiyar rakhta ho.

Daleel :

Baaz logo mein ye galatfehmi mashhoor hai ke Qurbani sirf wohi kare jo Zakat ka nisab rakhte hai.

Yaad rahe aisa koi paimana nahi hai. Balki Qurbani har wo shakhs kar sakta hai jisey Qurbani ki wus’at o taaqat ho, agarche wo maaldar ho ya gareeb, Qurbani ki Istetat rakhta ho to Qurbani kar sakta hai.

📕 Qurbani ke Ahkam aur masail

Read More:


Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish

Subscribe to get the latest posts sent to your email.




WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now
Umrah in Ramzan
From ₹1Lakh | Flight from Mumbai
Hurry Up!

Comment