Islamic Quiz 183 : Ummate Muslima par 5 wakt ki Namaz kab Farz hui?

Islamic Quiz 183 : Ummate Muslima par 5 wakt ki Namaz kab Farz hui?

Islamic Quiz 183

Ummate Muslima par 5 wakt ki Namaz kab Farz hui?

Options Are 👇

A. Shab-e-Barat me

B. Shab-e-Meraj me

C. Shab-e-Qadr me

D. Fateh Makka ke din

Islamic Quiz 183 : Ummate Muslima par 5 wakt ki Namaz kab Farz hui?

Sahih jawab hai : Option ( B )

✅ Shab-e-Meraj me

Daleel :

Jab Nabi-e-Kareem (ﷺ) ko Allah ke Hukm se Meraj hui Tab Allah Taala ne Aap (ﷺ) ki Ummat ko 5 Wakt ki Namaz ka Tohfa ata kiya. Aur Saath me Allah Taala ne yah bhi farmaya ke Yah 5 Wakt ki Namaze Ummat ko 50 wakt ki Namaz ka Ajar dega.

Tafseel me padhe 👇

Shab-e-Meraj par Namaz ka Tohfa

https://ummat-e-nabi.com/shab-e-meraj-par-namaz-ka-bayan/

Aur bhi Padhe:

👉 शबे मेराज का वाकिया | Shab e Meraj ka waqia




WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now