♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke –
“Imam Sirf Iss Liye Banaya Jata Hai Ki Uss Ki Pairvi Ki Jaye, Lihaza Uss Se Ikhtelaaf Na Karo.
Jab Woh Takbir Kahe Tou Tum Takbir Kaho,
Aur Jab Woh Ruku Kare Tou Tum Bhi Raku Karo
Aur Jab Woh ‘Sami Allahu Liman Hamida’ Kahe Tou Tum ‘Rabbana Lakal Hamado’ Kaho
Aur Jab Woh Sajda Kare Tou Tum Bhi Sajda Karo,
Aur Jab Woh Baith Kar Namaz Parhe Tou Tum Sab Baith Kar Namaz Pardho”.
– (Muslim, Jild:1, Page:330)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Imam Ki Ahmiyat …
Related Posts:
- Sachai Ka Bayan (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Sach bolne ki Ahmiyat, sach bolne ki fazeelat, sach bolne par hadees, sach ki ahmiyat in urdu, hadees about jhoot in urdu, islam me jhoot bolne ki saza, jhoot ke bare main hadees, jhoot bolna hadees, jhoot in islam in urdu,
- Riyaa ka Adna martaba bhi Shirk hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tabrani wa Hakim ne Ibne Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Riyaa ka Adna martaba bhi Shirk hai aur tamam Bando me Allah ke Nazdik woh zyada Mehboob hai Jo parhezgar hai jo chupey huye hai. Agar wah gayab ho tou Unhey…
- Namaz ka tark karna Kufr ka Elaan hai - Namaz chornay ka… ✦ Hadith: Jaabir (R.A) riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: ‘Aadmi aur Shirk o Kufr ke darmiyan fark karne wali cheez Namaz hai.’ (Muslim: al Eman 82) Is ka mtalab ye hai ke Islam aur Kufr ke darmiyan Namaz deewaar ki tarha hai. Doosre lafzo’n me namaz ka…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Imam Wo Hi Hai Jo Kitaab Allah Ke Mutabik Faisle Karey Hazrte Hussain (RaziAllahu Anhu) Farmate hai ke - "Imam Wo Hi Hai Jo Kitaab Allah Ke Mutabik Faisle Karey, Adaalat Ke Sath Qayaam Karey, Deen-e-Haq Par Amal Daramat Karey, Aur Khud Ko Allah Ke Marbut Cheezo Me Khalis Kar De." - Bujurgo ke Aqwal हजरते हुसैन (रज़ीअल्लाहु अन्हु) फरमाते है…
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-10 Ilm Insan Ko Duniyawi Gumraahiyo Se Bachata Hai , Ilm Insan Ko Dini Gumrahiyo Se Bachata Hai , Ilm Insan Ko Barjakh Me Bachayega , Ilm Insan Ko Aakhirat Me Nafa Pohchayega ,.. Tou Ilm Badi Azeem Cheez Hai Mere Bhaiyo aur Behno , Aur Aaj Ke Daur Me Tou…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- NIKAH Zindagi ka Ek Ahem Faisla by Sis. Qamar Tafheem Nikah Zindagi ka kitna Aham faisla hai iski tafseeli jankari ke liye Mohtarma Aalima Behan Qamar Tafheem ka Bayan Jarur suney aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera. Islam Me Shadi Ki Ahmiyat, Nikah Ki Fazilat In Urdu, Nikah Ki Shartein, Nikah Kaise…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-9 Jung-e-Badr Ka Wakiya Hum Sab Hi Jantey Hai, Jung-e-Badr Me Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Haare Hue Kaidiyon Se Kaha Ke – “Jo Log Fidiya De Dengey, Unhey Chorra Jayega.. Aur Jo Fidiya Nahi De Saktey Wo Madina Ke 10-10 Baccho Ko Padhna-Likhana Sikha Kar Apni Riihayi Kara…
- Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
- Hadees: Jo Qoum Nahaq faisla karti hai usme Qatl wa… Hadith: 13-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo Qoum Nahaq faisla karti hai usme Qatl wa Khoonrezi aam ho jati hai. 📕 Mu'atta Malik 1670
- Roze Qayamat Kise Hogi Sabse Jyada Hasrat ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmaan-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke, "Sab Se Ziyadah Hasrat Qayamat Ke Din Uss (Shakhs) Ko Hogi Jisey Duniya Me Ilm Haasil Karne Ka Mouqa Mila Magar Usne Haasil Na Kiya Aur Uss Shakhs Ko Hogi Jis Ne Ilm Haasil Kiya Aur Dosron Ne Tou Uss Se Sun…
- Pardey ki Ahmiyat aur Khawateen ki Ghaflat by Sis. Qamar… Khawatin ke Parde ki Ahmiyat ke ziman me Allah Taala ka hukm kya hai aur iske bare me Ilm na hone ki wajah se kis hadd tak Gaflat barti ja rahi hai. Iske Talluk se Tafseeli jankari ke liye Mohtarma Aalima Behan Qamar Tafheem ke is bayan par gour karte…
- Tahajjud ki Namaz ka Tarika, Ahmiyat aur Fazilat Tahajjud ki Namaz ka Tarika, Ahmiyat aur Fazilat, Tahajjud ki namaz padhne ka sahi tarika complete tutorial. Fazail e Tahajjud, Qiyaam ul Layl Aur Taraweeh By @Adv. Faiz Syed, Tahajjud Ki Namaz Ka Tarika Aur Us Ki Fazilat
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ki Qasam! Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou Wo Tumhare Liye Surkh Untoun(Camel) Se Behtar Hai". - (Sunan Abu Dawood, Jild #3, Page#322) » Note: Surkh Unthon Ki…
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-14 ✦ Al'khwarizmi (Inventor of Algorithm): Koun Nahi Pahchanta Inhe.. Inke Naam Se “Algorithm”. Jo bhi Science Padha Ho, aur Bilkhusus Science Jo Technology Ka Ho .. Log Iss Naam Ko Behtar Jante Hai.. Yeh “Algorithm” Al'khwarizmi Ki Hi Deyn Hai.. Inhone Kaha Ke Kisi Bhi Pechida Masle Ko Hal Karne…
- Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Beshak Ek banda Allah ki Razamandi ke liye ek baat Zuban se nikalta hai usey woh koi Ahmiyat bhi nahi deta lekin iski wajah se Allah iskey darjaat buland kar deta hai,.. is tarah…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Ek Ummat fir 4 Imaam ki taqleed kyu ? (Taqleed ki Hakikat) ‟ Hanfi ? Shafayi ? Maliki ? Hanbali ? ✦ Sawaal: Ek Rab , Ek Rasool , Ek Ummat fir 4 Imam ki Taqleed kyu ? » Jawaab: 1). Sabse pahli baat ke kisi bhi Ummati ki koi baat agar Kitabo Sunnat se mail khati ho tou behrhaal uskey man'ne…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…